Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Aaj Ke Pasandeedah Nagme
Hamara Forums > Legends > Mohd Rafi
Pages: 1, 2, 3, 4, 5
YaarMere
In order of most listened to today:


1) Tum puchte ho ishq balaa hai ke nahi hai, kya jane tumhain khuf - e - khuda
hai ke nahi hai. NAKLI NAWAB


2) Kahin se maut ko lao ke gham ki raat kate. MERA QASOOR KYA HAI


3) Apne nainon ko samjha de. MAA AUR MAMTA
Wehshee
undoubtfully,

tere mere sapne from the movie "guide"

and

"teri aankh ka jo ishara na hota - to bismil kabhi dil hamara na hota" dont know the movie. can somebody upload this song for me from somewhere? i've been looking all over, but no luck unsure.gif

i'll really appreciate it.

peace...
Sharad
I been listening to these ones quite a few for past month

Raaz-e-Dil Unse Chhupaya Na Gaya - Apna Banake Dekho

Aap Naraaz Khuda Khair Kare - Pyar Mohabbat

Jaanun Kya Mera Dil - Ziddi

Yaar Tere Sab Naach Rahe Hain - Shakka


Sharad
Flex001
I've been listening to the following religiously for the past few days:

1) Tumhin se huwi hai shuro aur tumhin pe - Mera Dost
2) Roaming in Rome - Spy In Rome
3) Jaan-e-wafa jaan-e-jahan jaan-e-tamanna kahoon - Dil Tera Deewaana
4) Phir teri yaad naye geet - Bekhabar
5) Khusboo hoon main phool nahin hoon - Shaayad

Regards

Flex
aj2001
Is reshmi pazeb ki jhankar ke sadkay

Ajj kal tere mere charche har zuban par

Dil khush hai aaj unsay mulaqat ho ghi

AJ
extenok

Pukartaa Chala Hoon Mein

Sau Baar Janam Laengae



Pradeep
Its bright sunny sunday morning.. before I run into the day, felt like listening to this cute number.

Ham Pyar Tumeh Karte Hein, Hamen Apna Banake Dekho.
Nimii
Jo subeh mere zenn mein yeh gaana yaad aaya..

Matlab nikal gayaa hai to pehachaan they nahi...

N tongue.gif
YaarMere
Abr-e-karam, aaj zara tam tam ke baras ke ghar aaya hai ek mehmaan aur chala jaye na kahin... biggrin.gif


A big welcome Nimii devi. You know out of all your kind, I tolerate you the most. Once again welcome, stay n enjoy!!
Pradeep
Na Jaane Kyon Hamaare Dil Ko Tumne Dil Nahin Samjha,
Yeh Sheesha Thod Daala, Pyaar Ke Kaabil Nahin Samjha
Na Jaane Kyon... I wonder.
Nimii
QUOTE (YaarMere @ Mar 7 2004, 03:24 PM)
Abr-e-karam, aaj zara tam tam ke baras ke ghar aaya hai ek mehmaan aur chala jaye na kahin... biggrin.gif


A big welcome Nimii devi. You know out of all your kind, I tolerate you the most. Once again welcome, stay n enjoy!!

giggles YM tongue.gif

Let me sing this today!

Hai agar dushman dushman zamana gham nahi gham nahi koi aayeeeeeeeeeeeee

ahhhhhhhhhhhhhhhhh koi aaaaaayeeeeeeeeeee

ke ham kisi se kam nahi kam nahi...

N smile.gif
manishbhatia
i want following songs of Mohd Rafi
1.Khuda ne aasman se(Dharti)
2.madhosh hawa matwali fiza (prince)
YaarMere
QUOTE (YaarMere @ Mar 6 2004, 09:26 PM)

1) Tum puchte ho ishq balaa hai ke nahi hai, kya jane tumhain khuf - e - khuda
hai ke nahi hai. NAKLI NAWAB

The above still holds the number 1 slot. But there is a new entry at number 2:

Sharma ke yun na dekh ada ke makam se, ab baat barh chuki hai hayaa ke makam se – Neel Kamal

Pradeep
My sunday morning is back.... and I am enjoying...

Tumhare Pyaar Mein Ham Bekaraar Hoke Chale
Shikaar Karne Ko Aaye, Shikaar Hoke Chale...
Chitralekha
Jaan sakey to jaan
Tere man mein chhup kar baithe
Dekh tere bhagwaan
dhiren
And I like to listen on sunday morning....

Dil Beqarar Sa Hai (Ishara)
Tu Is Tarah Se Meri Zindagi (Aap Aise To Na The)
Ba-hosho-hawash Mein Diwana (Night in London)
Nazar Bachakar Chale Gaye The Warna Ghayal Kar Deta

Dhiren ph34r.gif
YaarMere
Yes, yes!!!

You know, this is the precisely the reason why I wanted to start this thread. Personally speaking... since I've joined here, I've learned a lot about our dearly loved Rafi saab, got some heard n unheard gems from all you farishte like people and in the umeed of finding more alike... I've 4gotten the very reason that I am here.

This is phenomenal piece... Shikaar karne ko aaye shikaar hoke chale.
On Dharmendra I think?

I had to listen to this right away, thanks mate!!

QUOTE
Tumhare pyar mein ham bekaraar hoke chale


Cupid eat your heart out!!!!!!!!!!!
Pradeep
Yes picturized on Garamdharam.. from Shikaar. SJ's wonderful tune and Rafi Sahab kaa timeless aur sadabahaar awaaz.
Pradeep
Before rushing into the day light, a small prayer..

Tumhare Hein Tumse Daya Maangate Hein,
Tere Laadalon Ki Duva Maangate Hein...
rafik
I listen to the below mentioned songs of Rafi Saab in my car while driving to office daily :-

1) Baharao Phool Barsao - SURAJ
2) Yaar Tere Sab Nach Rahe hai - SHAKKA
3) Chalo Reh Dholie Authow - JANIE DUSHMAN
4) Baabol Ki Duaey - NEEL KAMAL
5) Ghar se Dhola Chale (No Filmi)
6) Tu Is Tarah Mera Zindagi Mein
7) Oh Mere Ladley Pyarre Bhenah
8) Bhegi Bhegi Root Hai
9) Hui Hain Jinke Leye Barbad

All the above are too cool smile.gif
YaarMere
Found a new flavour:


Dilbar Dilbar Ho Dilbar Hiya Habeeb Dilbar - Aao Pyar Karen


Pradeep
Aaj ka mera pasandeedah nagma hai...

Nafaraton Ke Jaahan Mein Ham Tho,
Pyar Ki Bastiyan Basanyenge,
Door Rehena Koyi Kamaal Nahin,
Paas Aavo Tho Koyi Baat Bane,
Sarjhukane Se Kuch Nahin Hota,
Sar Utavo, Tho Koyi Baat Bane..
Nimii
Abhi na jaao chorrkar yeh dil abhi bara nahi ...

yehi kahoge tum sada ke dil abhi bara nahi..

what a song smile.gif

N smile.gif
Chitralekha
Aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna..

I love this number!
usha
I have been listening to the following numbers a lot these past days
Sawli surat man baayi re piya tore saawli surat man baaye-latha
phir ek baar kaho-latha,dwijen mukherjee-maya
aise bhi baathe hoti hai-latha-anupama
dil jawaan hai arzoo jawaan-talat,asha-samundri daaku
saath ho tum aur raat jawan-mukesh,latha-kaanch ki gudiya
somehow these an some more numbers keep playing through the day.......
Nimii
Mine for today..

Yeh dil tum bin kahi lagta nahi ham kya kare ...

( I like the song from the second verse.. the beginning I always found a bit out of tune kinda tune sad.gif cant blame the singers for that sad.gif )

N :|
zashakeel

For Today

Dil mein ek jane tamanna ne jagah pai hai, Aaj gulshan mein nahin ghar mein bahar aai hai, what a wonderful song.

Woh hum na the wo tum na the from "CHA CHA CHA"

Regards,

rolleyes.gif

Mohammed Z A Shakeel
Nimii
Main pyar ka rahi hoon tere zulf ke saaye mein..kuchh dher tehar jaao..

Whatta duet by Rafi sahab and Asha ji smile.gif

N smile.gif
iqbal

For today

Jawanntum ho
Jawaan hum hai
Ye pyar tumse hogaya hai
Nimii
Mujeh kitna pyar hai tumse.................

mere zindagi tumhari ho.....................

A great duet smile.gif

N smile.gif

myawan
Bura Mat Suno, Bura Mat Dekho, Bura Mat Kaho....

Its effect slowly builds!
Nimii
QUOTE (myawan @ Mar 20 2004, 07:32 AM)
Bura Mat Suno, Bura Mat Dekho, Bura Mat Kaho....

Its effect slowly builds!

Na na myawan na bura suna na bura dekha na kaha hamne..

hamne kisi jaan ko jaate hua dekha hai..

woh dekho mujh se root kar mere jaan jaa rahi hai..

I juz remembered this song.. Such a luffly romantic gaana smile.gif

N smile.gif
YaarMere
QUOTE (myawan @ Mar 20 2004, 01:02 PM)
Bura Mat Suno, Bura Mat Dekho, Bura Mat Kaho....

Its effect slowly builds!

Nazar woh jo dushman pe bhi meherbaan ho, zubaan woh jo ek pyar ki dastaan ho

That is the highlight for me Myawan bhai.


My choice 4-2day:

Mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe, mere pehelu se dil gaya gaya gaya
Ashraf
The topic mean that fav song for the day........That is great idea tongue.gif ...bcs our moods will change in each day.....for today the song which was in my ears(and in heart) is the following

Na jane kaise pal main badal jate hainye h duniya ke badalte rishte....a great one sung by Rafi sab,Suman Kalyanpur and Kishore da...simply amazing.
Nimii
Ye khamoshiyan Ye tanhaahiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan............

My faborite Rafi sahab-Asha ji duet smile.gif

Kya gaana hai smile.gif

N smile.gif
usha
umm...........it is 'zindgi ki kasam ho chuke unke hum'-by talat-i love this song,it is so romantic and sad at the same time.............what a singer
Nimii
Koya koya chaand khulaa aasman.. I love this song and the hero wink.gif

N tongue.gif
Ashraf
QUOTE
Ye khamoshiyan Ye tanhaahiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan............



Nimii ji aap jab bhi ek gane ke barey main likthe ho toh zaroor film ka naam bhi likhiye.....muj jaisa members ko bahut helping hoga...
Nimii
QUOTE (Ashraf @ Mar 22 2004, 12:44 PM)
QUOTE
Ye khamoshiyan Ye tanhaahiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan............



Nimii ji aap jab bhi ek gane ke barey main likthe ho toh zaroor film ka naam bhi likhiye.....muj jaisa members ko bahut helping hoga...

zarur zarur smile.gif aap fikar na kijiye ham hai to gham kaahe smile.gif

ye khamoshiyan ye tanhahiyan is from Yeh Raaste hai pyar ke - 1963

and

khoya khoya chaand khulaa aasman is from Kaala Bazaar - 1960

N smile.gif
Nimii
Mera waala gaana aaj ke din............

Peete peete peete peete kabhi kabhi yoon jaam badal jaate hai..arre kaam badal jaate..(a duet by Rafi sahab and Asha ji) from Bairaag - 1976 featured on Dilip K and Leena CG.

N smile.gif
usha
Today it is
Yeh chaand ka roshan chehra
zulfonka rang sunehra
yeh jheel si neeli ankhe'
koyi raaz hai inme gehra
taareef karu kya uski jisne tumhe banaaya.
RAFI-"Kashmir ki Kali

zashakeel


For Today


Aap ke haseen mukh pe aaj naya noor hai

Yeh raat hai pyasi pyasi na guzar jae

Teri aankhon ke siwa duniya mein rakha kya hai

Saajan Saajan pukaron galiyon meiN

Yeh wadian yeh fizaen bula rahi hain tumhen

Dil ki tamanna thi masti mein

Regards,

biggrin.gif

Mohammed Z A Shakeel
usha
today it is
Kyaaaaaaaaaaa jaaaaanu sajan hothi hai kya gham ki sham
what a beautiful song by latha/R.d burman team-Baharon ki sapne
also
math waale aanko wale o albele dilwaale-rafi,latha duet-R.d burman
Chote nawab
YaarMere
Aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera, dil mein le kar gham tera hoton pe asfana tera.


Ek jhalak dikha gai bijliyan gira gai, pyar ban ke zindagi mein kyon muskura gai.


Kiski taqdeer mein hain unke mahekte gesu, kis ke ghar phaelga us mast nazar ka jadoo.
N@j@m
today's song by me is

Mujhe Choo Rahe Hein Tere Garam Sansein Mere Raat Aur Din Mehakne Lagein Hein

Tere Naram Sansoon Nay Aesay Chooa Ha Ke Mere Tum aur Behkne Lage Hein




Laboon Say Agar Tum Bula Na Sakoo Tu Nigahoon Say Tum Naam Le Kar Bula Loo

Tumhare Nigahan Bohot Bolti Hein Zara Apne Apne Ankhoon Pay Pulkaein Gera Doo

cool.gif
viquar
Todays My Song is:

Do lafzon ki ye dil ki kahani
Aadi haqueeqat Aadhi Poorani
lallalalaaaaaaaaaa ....

What a beautiful song smile.gif
Chitralekha
QUOTE (Viquar @ Mar 27 2004, 01:42 AM)
Todays My Song is:

Do lafzon ki ye dil ki kahani
Aadi haqueeqat Aadhi Poorani
lallalalaaaaaaaaaa ....

What a beautiful song smile.gif

Isnt that Asha song? hmmmm!

My song

Aye dil na mujhe dila baatein puraani..

what a duet with Shamshad!
zashakeel


For Today:

Mujhe Le Chalo Aaj Us Gali mein jahan pehle qadam ladkhadae

Kya yuNhi rooth ke jane ko mohabbat ki thi

Tum ek bar mohabbat ka imtehan to lo

Zindagi kya hai ghum ka darya hai na jeena yahan bas mein na marna

Suhani raat dhal chuki na jane tum kab aaoge

Regards,

biggrin.gif

Mohammed Z A Shakeel
dhiren
Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya,
Pehle Apna Huva Karta Tha,
Ab Kisi Ka Ho Gaya....

From Dulha Ek Raat Ki

Dhiren
zashakeel


For Todays:

Meri Zindagi me aate to kuch aur baat hoti

Sun le tu dil ki sada

Saathi na koi manzil

Kya ajab saz hai ye shehnai

Dhalti hae raat sun le dil ki bat


Regards,

biggrin.gif

Mohammed Z A Shakeel
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.