Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Bipin-babul, Bipin Dutt ,babul

, filmography,uploads and requests

 
7 Pages V « < 3 4 5 6 7 >  
Reply to this topicStart new topic
> Bipin-babul, Bipin Dutt ,babul, filmography,uploads and requests
cinemaniac2
post Dec 12 2008, 06:38 PM
Post #61


Dedicated Member
Group Icon

Group: Away
Posts: 2796
Joined: 12-November 03
Member No.: 107



Various songs of Bipin-Babul

3 in Rafi

1 in Mukesh

2 in Talat

2 in Manna Dey

3 in Geeta

3 in Asha

2 in SKS

will upload the whole Daawat-1974 album in a day or 2

note -not sure of the name-Yeh Bombai Hai or Kya Yeh Bombai Hai

had prepared these uploads few days ago- but my net was down-did not realise some of the songs are since then duplicated .



Attached image(s)
Attached Image
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Erum Hashmi
post Dec 13 2008, 01:28 AM
Post #62


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 5751
Joined: 24-April 04
Member No.: 428



QUOTE(cinemaniac2 @ Dec 12 2008, 06:38 PM) *
Various songs of Bipin-Babul

3 in Rafi

1 in Mukesh

2 in Talat

2 in Manna Dey

3 in Geeta

3 in Asha

2 in SKS

will upload the whole Daawat-1974 album in a day or 2

note -not sure of the name-Yeh Bombai Hai or Kya Yeh Bombai Hai

had prepared these uploads few days ago- but my net was down-did not realise some of the songs are since then duplicated .



Thanks a lot, CM2!!! smile.gif smile.gif


woman is the mirror in which man sees the reflection of his own self, his own dormant and hidden powers of genius when she comes and stands before him
A woman is a meaning to life ! Someone who loves, who cares !

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 13 2008, 08:47 PM
Post #63


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



cm2ji,
thanks for the uploads.

mahesh
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 13 2008, 10:17 PM
Post #64


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



QUOTE(abhayp @ Dec 7 2008, 06:02 PM) *

Long ago, someone had uploaded on HF a non-film song tuned by Babul and sung by Asha Bhosle with some spoken interludes by Babul. I am not a great fan of the song - for reasons made clear in this thread on RMIM http://tinyurl.com/6alvxj - but Asha has sung it well and...well, it is relevant to the topic of this thread!

chiraaG ban ke jaluu.Ngii tumhaarii raaho.n me.n
Singer(s): Asha Bhosle, Babul (spoken interludes)
Lyrics: Nyay Sharma
Music: Babul
Duration: 6:48 minutes
Encoding: mp3 @ 128 kbps



G S Sandhu told me in a separate thread on RMIM that this song is one side of an EP record titled "Yaad-e-Mehboob". The other side apparently has a song sung by Rafi with spoken interludes by Tabassum. I have no idea what the latter song is - if anyone knows/has it, please do help out.

Warm regards,
Abhay


here is the rafi sahab private song composed by bubaul and written by pt. nyaya sharma.the tabbassum part seems to have been edited from the track.
here is the rare number-kaash khwabon hi mein aa jao-128kbps/6.21.

enjoy,
mahesh
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 17 2008, 09:48 AM
Post #65


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



QUOTE(cinemaniac2 @ Dec 12 2008, 06:38 PM) *

Various songs of Bipin-Babul

3 in Rafi

1 in Mukesh

2 in Talat

2 in Manna Dey

3 in Geeta

3 in Asha

2 in SKS

will upload the whole Daawat-1974 album in a day or 2

note -not sure of the name-Yeh Bombai Hai or Kya Yeh Bombai Hai

had prepared these uploads few days ago- but my net was down-did not realise some of the songs are since then duplicated .



''will upload the whole Daawat-1974 album in a day or 2''

cm2ji,
a gentle reminder for ''daawat''

thanks in advance,
mahesh


User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 17 2008, 11:11 AM
Post #66


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



A LIST OF REQUIRED SONGS-

here is a request list for BIPIN-BABUL songs not uploaded yet-


#1. Salaam-e-mohabbat
1. Khuda khair kare --- Sudha Malhotra and chorus.
2. Jaaneman --- Shamshad Begum
3. Yeh chaandni yeh raat --- Madhubala Jhaveri


#2 Shahi mehmaan (1955)
1. Mohabbat ka shola ye kaliyon se bola ye mausam jawan hai --- Shamshad Begum (ly: Anjum Jaipuri)
2. Raat aayee hai jawan mast sama hosh kahan hai --- Mohd Rafi, Shamshad Begum and Chorus
3. Aaye sanam mere, naache kadam mere, allah kasam jaane mere dil mein --- Asha Bhosle
4. Ye kis mehfil mein mujhko... mujhe meri qismat ne kaise saza di bana aashiyaana to bijli gira di
5. Teer chala ke zalim jaana na, aise khayal dil mein laana na --- Asha Bhosle (ly:Anjum Jaipuri)
6. La pila jaam pila, milega tujhko sila, o mere saakiya ---- unknown (ly:Anjum Jaipuri)
7. Arzoo tadpi mohabbat haath mal kar.. jaane wale bata kya hai tera --- Asha Bhosle
8. Chaand se pyara mukda matwaali chaal hai, mujhse milaye aankhen --- Shamshad Begum

#3 Badal Aur Bijli (1956)[EARLIER NAMED AMAR JYOTI]
1. Chal dheere dheere o matwale paas aa - Babul ,Bhushan
2. Is duniya ka phal - Mubarak begum
3.Kaisa zamana aaya pyar suhana laaya - Mubarak begum,Madhubala zaveri
4.Mushkil hai aei dil jeene ki raahein - Geeta dutt
5.Sar tere dar pe jhukane mein mazaa aata hai- Shankar-Shambu Kanwal

#4 Sultana Daaku 1956
1. Sapnon ki darti pe naache rii chhabiliya --- Lakshmi Shankar, Babul, Chorus (ly: Anjum Jaipuri)
2. Tirchhi nazar se na dekho mohe --- Mubarak Begum (ly: Kaifi Azmi)
3. Dil waale teri mehfil mein dil mera kho gaya ---Madhubala Javeri (ly: Anjum Jaipuri)
4. Nazar badi chor raja dil ko bachana --- Shamshad Begum (ly: Anjum Jaipuri)
5. Laga le dil aa jaa, mila le dil aa ja --- Geeta Dutt, Aashima Banerjee, Chorus (ly: Shevan Rizvi)
6. Bijli chamke baadal garje... - Mubarak Begum (ly: Anjum Jaipuri

# 5 Taj Poshi (1957)
1. Badli mein chand chupaa- Asha Bhonsle
2.Dil Dhadkne lagaa sharmayi nazar- Asha bhonsle
3.Din mubarak aaya- Shamshad begum_ S.Balbir
4.Kehti hoon har baar yahin tumse - Shamshad begum

# 6 Chandu (1958)

1. Babuji mujhe dil mein chhupa lo ye duniya hai choron ki --- ?? (Ly: Raj Baldev Raj)
2. Gore gore gaalon pe kala ye til hai mera dil --- Mohd Rafi & Geeta Dutt (Ly: Raja Mehndi Ali Khan)
3. Duniya kya hai hum se suno --- Mohd Rafi & chorus (Ly:Raja Mehndi Ali Khan)
4. Nina bina natkat mina sun ri tina, aao ri aao --- Shamshad Begum & Chorus (Ly:Raj Baldev Raj)
5. Bheegi bheegi chaandni hai, dil mein deewangi hai --- ?? (Ly:Raj Baldev Raj)
6. Do nain milakar matwaale, dil le liyo mera kyon ji --- Asha Bhosle & Agha Sarvar (Ly: Kaifi Azmi

#7 Chaubis Ghante (1958)
1. Nigaahen milake huyi mein deewani - Asha Bhonsle

#8 jungle king[1959]
1.ya bel tumbai re..aayegi khushi gham jayega-uma devi,babul

#9 dawat[1974]
1. TADAP TADAP KE GUZAARI HAI ZINDAGI HUMNE--ASHA BHOSLE
2. AA ZARAA TOO MERE PAAS--ASHA BHOSLE
3. MERO MANN MERE GHANSHYAAM--USHA MANGESHKAR

here is request list for BIPIN DUTT songs-

#1959-KYA YEH BAMBAI HAI-
1]-nazaron mein hai sau afsane-geeta,


#1960-ALAMAARAA KI BETI-

1]-kya shan hai tumhari haji malang-ismail azad qawaal,
2]-mushkil kushaan hai naam tera-suman,
3]-mast nazaron se pee ke dekho-asha,
4]-arre katil yeh mera dil-suman,
5]-milti hai ahle deen ki rahat namaz mein-suman,
6]-mein hoon to ujala hai,yeh maan leejiye-asha,suman,
7]-mohabbat ki duniya badi dilnasheen hai-ismail azad qawaal,yusuf azad,
8]-yaad hai yeh husnwale-sudha,jani babu qawaal

#1961-DIAMOND KING


1]-zara humse nazar milana-manna dey,sudha,
2]-aaj sunata hoon-suman,
3]-teer dil pe-suman,
4]-marzi to bata de gori-manna dey

#1964-BAAGHI SHAHZADA

1. Ae dil behak na jaana lagaake surma - Kishore Kumar
2. Jaa jaa re dilbar meinn tujhe pehchan gayi - Asha bhonsle



a request for BABUL songs-

#-sara jahan hamara-1961-

1]-hai mein mar gayi,ooyi mein mar gayi-sudha,
2]-yahan jo jhooth bolega wahi noton se khelega-rafi,asha,
3]-dil bechte hai,jigar bechte hain-shamshad,mahendra,
4]-yeh hai chaku,yeh hai churi-asha,

#Mujrim kaun khooni kaun [1965]-

1]-chedo na humein dilbar,hum aaye agar zid par-usha mangeshker,
2]-ja tujhko diya humne dil sare mehfil-suman,
3]-dekh dekh duniya ke rang hai re hai-asha,
4]-dil machalne laga dilruba mil gaya-usha,
5]-nigaahein kya woh jo dekhein-



thanks in advance,
mahesh
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 20 2008, 03:20 PM
Post #67


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



here is the updated list


here is a request list for BIPIN-BABUL songs not uploaded yet-


#1. Salaam-e-mohabbat
1. Khuda khair kare --- Sudha Malhotra and chorus.
2. Jaaneman --- Shamshad Begum
3. Yeh chaandni yeh raat --- Madhubala Jhaveri


#2 Shahi mehmaan (1955)
1. Mohabbat ka shola ye kaliyon se bola ye mausam jawan hai --- Shamshad Begum (ly: Anjum Jaipuri)
2. Raat aayee hai jawan mast sama hosh kahan hai --- Mohd Rafi, Shamshad Begum and Chorus
3. Aaye sanam mere, naache kadam mere, allah kasam jaane mere dil mein --- Asha Bhosle
4. Ye kis mehfil mein mujhko... mujhe meri qismat ne kaise saza di bana aashiyaana to bijli gira di
5. Teer chala ke zalim jaana na, aise khayal dil mein laana na --- Asha Bhosle (ly:Anjum Jaipuri)
6. La pila jaam pila, milega tujhko sila, o mere saakiya ---- unknown (ly:Anjum Jaipuri)
7. Arzoo tadpi mohabbat haath mal kar.. jaane wale bata kya hai tera --- Asha Bhosle
8. Chaand se pyara mukda matwaali chaal hai, mujhse milaye aankhen --- Shamshad Begum

#3 Badal Aur Bijli (1956)[EARLIER NAMED AMAR JYOTI]
1. Chal dheere dheere o matwale paas aa - Babul ,Bhushan
2. Is duniya ka phal - Mubarak begum
3.Kaisa zamana aaya pyar suhana laaya - Mubarak begum,Madhubala zaveri
4.Mushkil hai aei dil jeene ki raahein - Geeta dutt
5.Sar tere dar pe jhukane mein mazaa aata hai- Shankar-Shambu Kanwal

#4 Sultana Daaku 1956
1. Sapnon ki darti pe naache rii chhabiliya --- Lakshmi Shankar, Babul, Chorus (ly: Anjum Jaipuri)
2. Tirchhi nazar se na dekho mohe --- Mubarak Begum (ly: Kaifi Azmi)
3. Dil waale teri mehfil mein dil mera kho gaya ---Madhubala Javeri (ly: Anjum Jaipuri)
4. Nazar badi chor raja dil ko bachana --- Shamshad Begum (ly: Anjum Jaipuri)
5. Laga le dil aa jaa, mila le dil aa ja --- Geeta Dutt, Aashima Banerjee, Chorus (ly: Shevan Rizvi)
6. Bijli chamke baadal garje... - Mubarak Begum (ly: Anjum Jaipuri

# 5 Taj Poshi (1957)
1. Badli mein chand chupaa- Asha Bhonsle
2.Dil Dhadkne lagaa sharmayi nazar- Asha bhonsle
3.Din mubarak aaya- Shamshad begum_ S.Balbir
4.Kehti hoon har baar yahin tumse - Shamshad begum

# 6 Chandu (1958)

1. Babuji mujhe dil mein chhupa lo ye duniya hai choron ki --- ?? (Ly: Raj Baldev Raj)
2. Gore gore gaalon pe kala ye til hai mera dil --- Mohd Rafi & Geeta Dutt (Ly: Raja Mehndi Ali Khan)
3. Duniya kya hai hum se suno --- Mohd Rafi & chorus (Ly:Raja Mehndi Ali Khan)
4. Nina bina natkat mina sun ri tina, aao ri aao --- Shamshad Begum & Chorus (Ly:Raj Baldev Raj)
5. Bheegi bheegi chaandni hai, dil mein deewangi hai --- ?? (Ly:Raj Baldev Raj)
6. Do nain milakar matwaale, dil le liyo mera kyon ji --- Asha Bhosle & Agha Sarvar (Ly: Kaifi Azmi

#7 Chaubis Ghante (1958)
1. Nigaahen milake huyi mein deewani - Asha Bhonsle

here is request list for BIPIN DUTT songs-



#1960-ALAMAARAA KI BETI-

1]-kya shan hai tumhari haji malang-ismail azad qawaal,
2]-mushkil kushaan hai naam tera-suman,
3]-mast nazaron se pee ke dekho-asha,
4]-arre katil yeh mera dil-suman,
5]-milti hai ahle deen ki rahat namaz mein-suman,
6]-mein hoon to ujala hai,yeh maan leejiye-asha,suman,
7]-mohabbat ki duniya badi dilnasheen hai-ismail azad qawaal,yusuf azad,
8]-yaad hai yeh husnwale-sudha,jani babu qawaal

#1961-DIAMOND KING


1]-zara humse nazar milana-manna dey,sudha,
2]-aaj sunata hoon-suman,
3]-teer dil pe-suman,
4]-marzi to bata de gori-manna dey

#1964-BAAGHI SHAHZADA

1. Ae dil behak na jaana lagaake surma - Kishore Kumar
2. Jaa jaa re dilbar meinn tujhe pehchan gayi - Asha bhonsle



a request for BABUL songs-

#-sara jahan hamara-1961-

1]-hai mein mar gayi,ooyi mein mar gayi-sudha,
2]-yahan jo jhooth bolega wahi noton se khelega-rafi,asha,
3]-dil bechte hai,jigar bechte hain-shamshad,mahendra,
4]-yeh hai chaku,yeh hai churi-asha,




thanks in advance,
mahesh

This post has been edited by smahesh: Dec 21 2008, 01:12 PM
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Erum Hashmi
post Dec 20 2008, 11:37 PM
Post #68


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 5751
Joined: 24-April 04
Member No.: 428



QUOTE(smahesh @ Dec 20 2008, 03:20 PM) *
here is the updated list


here is a request list for BIPIN-BABUL songs not uploaded yet-



#1959-KYA YEH BAMBAI HAI-
1]-nazaron mein hai sau afsane-geeta,


thanks in advance,
mahesh


Uploaded here:

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=558163


woman is the mirror in which man sees the reflection of his own self, his own dormant and hidden powers of genius when she comes and stands before him
A woman is a meaning to life ! Someone who loves, who cares !

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 21 2008, 01:11 PM
Post #69


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



erumji,
thanks for the song.updated the list.

regards,
mahesh
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 27 2008, 01:33 PM
Post #70


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



here is rafi sahab private song composed by babul and written by nyaya sharma[128kbps/5.47-courtesy-hf]-maine socha tha.



enjoy and respond,
mahesh

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Dec 29 2008, 09:48 PM
Post #71


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



mohd bhai has uploaded three c h atma non-film songs composed by babul-

1. O Manjhi Re, Manjhi Re-Lyrics: Nyaya Sharma-3.07 mins.
2. Mere woh sajde..Ye meri apni khata hai-Lyrics: Nyaya Sharma-3.23 mins.
3. Jo kisi pyar ki den thi-Nyay Sharma-3.04 mins.

at the following link-

http://www.hamaraforums.com/index.php?showtopic=58463



regards,
mahesh
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Jan 15 2009, 10:03 AM
Post #72


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984




hello friends,
here is transcript of skskm programme by ammen sayani on bipin babul[courtesy-sojoi and n ramaswamy]


SANGEET KE SITAARON KI MEHFIL

AMEEN SAYANI'S PROGRAMME ON BABUL (of BIPIN-BABUL duo)
------------ --------- --------- --------- --------- ------
************ ********* ********* ********* ********* ******

BB: Babul
AS: Ameen Sayani
Recorded in 1973
------------ ----

aur baheno aur bhaaiyon, Sangeet Ke Sitaaron Ki Mehfil mein tayyaar
ho jaaiye us baDe guNee 'music director' se milne ke liye,
jinki 'personality' bhi baDi mazedaar thi saahab! raubdaar,
milansaar, hansmukh, oonchaa kad magar kisi khilaaDi ki tarah 'slim'
aur 'smart', aur saath hi saath thoDe se sankee aur swabhaav mein
thoDe se jhagDaalu, jaise achchhe kalaakaar kabhi kabhi ho jaaya
karte hain! naam hai unka Babul.

------------ --------- --------- --------- --------- --------- -
Song: hamein haal-e-dil tumse kehna hai kahiye (24 Ghante)
------------ --------- --------- --------- --------- --------- -

yeh gaana tha film 24 Ghante ka, lekin ismein Babul akele 'music
director' naheen the, unke saath unke baDe sureele 'partner' bhi huya
karte the, Bipin. Bipin-Babul ki joDee ek saath kai filmon mein aayi
aur phir na jaane kyun yeh dono alag ho gaye. hamaare 'programme'
ki 'interview' ke liye bhi Babul akele hi aaye the san 1973 ke
aaspaas. ek aise kaaryakram ke liye aaye the jismein filmi sitaare
aur alag alag tarah ke kalaakaar aakar apne saathiyon ka haal bataate
the. us waqt meri aawaaz kuchh waisi thi bahenon aur bhaaiyon jiski
nakal aaj bhi kai 'radio announcers' kiya karte hain, lekin aaj main
us 'style' mein naheen bolta kyunki ab mujhe woh 'style' apna bilkul
hi achchha naheen lagta hai, baDaa ajeb sa lagta hai. baherhaal 1973
mein 'record' keeye huye Babul ke saathiyon waali 'programme' mein
meri wohi aawaaz thi, isliye mujhe woh sunaani hi paD rahi hai aapko,
to suniye:

************ ********
AS: aaiye aaiye Babul saahab, lekin aap to akele hi aaye hain, Bipin
saahab kahaan reh gaye?

BB: Ameen saahab, Bipin saahab ne aane se saaf inkaar kar diya.

AS: o ho, woh kyun?

BB: kehne lage, ham teeno ko baaten karne ka is qadar shauk hai ke...

AS: yeh "ham teeno ko" se kya matlab hai aapka?

BB: teeno se muraad hai, ek main, ek Bipin saahab, aur teesre, maaf
keejiye, kuchh aapki, samajh to rahe honge aap (laughs)

AS: baat to sach hai Babul saahab, achchhe achchhe kalaakaar saamne
hon to man karta hai ki achchhe achchhe sawaal unse poochhoon aur
baaten is tarah se zaroorat se zyaada hi kar leta hoon (laughs).
lekin Khair, isse pehle ki main aapke teen saathiyon ke baare mein
kuchh kehne ke liye kahoon, Babul saahab, ek baat main zaroor
kahoonga, aur woh yeh ki pichhle kai barson se ham kai tarzen sunte
aaye hain aapki aur Bipin saahab ki banaaee huyi, jo aapne saath
saath banaaee thi, woh bhi jo aapne alag banaaee, in sab tarzon ke
liye main sunnewaalon ki or se aapka shukriya adaa karna chaahta
hoon, baDi pyaari, baDi Khoobsoorat, baDi achchhi tarah se.

------------ --------- --------- --------- ------
Song: duniya mujhko paagal samjhe (24 Ghante)
------------ --------- --------- --------- ------

AS: achchha Babul saahab, ab mera Khayaal hai aapke teen saathiyon ka
silsilaa jo hai woh shuru kiya jaaye, bataaiye ki teen saathi jo
aapne chune hain woh kaun se hain?

BB: teen hi saathi kyun Ameen saahab? zindagi mein mere bahut se
saathi hain aur main bolta chalaa jaayunga aur saathiyon ka zikr aata
chalaa jayegaa.

AS: chaliye yahi sahi Babul saahab.

BB: to Ameen saahab, yeh un dino ki baat hai jab main Morris Music
College mein tha

AS: yaani Lucknow mein?

BB: jee haa, aur Lucknow 'radio station' se gaata tha. aur Madan-ji
wahaan ke 'programme assistant' the

AS: Madan-ji yaani Madan Mohan?

BB: jee haan

AS: achchha achchha

BB: yakaayak unhone Bambai aane ka 'programme' banaaya aur ham bhi is
Khayaal se Bambai ki taraf chal paDe ki chalo 'playback singer'
banenge. 'singer' to saahab ban na sake, lekin Madan saahab
ke 'assistant' zaroor ban gaye. aur waheen par Bipin-ji se mulaaqaat
huyi

AS: to woh bhi Madan-ji ke saath the?

BB: jee haan! woh chupke chupke dhune banaate the aur main unhe gaa
gaakar tarzen diya karta tha. aur aahista aahista phir dono ne yeh
sochaa ki ham bhi kyun na 'music director' ban jaayen!

AS: achchha achchha

BB: bas, Madan-ji se aashirvaad liya aur Naaz Films ki pehli film
mein hamein mili 'chance'

AS: woh pehli film kaun si thi Babul saahab?

BB: film Shahi Mehman. film Khaasi rahi aur ham kaamyaab ho gaye.
iske baad Zaar saahab ke hi Taj Poshi, 24 Ghante, Sultana Daku, Raat
Ki Rani, vagerah vagerah bahut si filmon mein 'music' diya.

AS: lekin ek baat bataaiye Babul saahab, jab Bipin saahab se itna
gehra saath tha to phir aap dono judaa kyun huye?

BB: Ameen saahab, aadmi ko haal mein hi Khush rehna chaahiye, judaai
ki baat bhool jaaiye, aur is baat ko yaad rakhiye ki ham dono phir ab
saath saath hain.
************ ********* ****

achchha doston, yeh baat Babul ne kahee thi 1973 mein, aur uske agle
saal 'release' huyi 'producer' Bipin aur Babul ki, yaani dono ki ek
saath ki film Dawat. yaani ki Bipin se kareeb 10 saal alag rehne ke
baad dono daawat mein phir mile, magar bahenon aur bhaaiyon, mujhe
yahaan par bajaane ke liye film Dawat ka koi geet to naheen milaa, to
leejiye aapko akele Babul ke sangeet nirdeshan ka ek geet yahaan par
sunwaata hoon, phir lauT aayenge Dawat par. yeh gaana hai Babul ki
film 40 Din ka.

------------ --------- --------- ---------
Song: baiThe hain rehguzar par (40 Din)
------------ --------- --------- ---------

aaiye ab lauT-te hain 1973 mein jab sangeetkaar Bipin aur Babul phir
mile the film Dawat mein, lekin 1973 ke us 'interview' mein Babul ne
Bipin ke baare mein kuchh naheen kahaa tha, balki Dawat ki 'producer'
Dilip Dutt ki baat chheDee, Dilip Dutt, jo ki bahut
mashoor 'comedian' aur 'mimicry artiste' huya karte the.

************ ********* ****
BB: ek baat main kehna chaahta hoon, yeh jo 'producer' hain na
hamaare Dilip Dutt saahab, unke baare mein main kuchh zaroor kehna
chaahta hoon.

AS: zaroor

BB: to yun kahoonga Ameen saahab, baat ke baDe dhanee aur vaade ke
baDe pakke. 5 saal puraana vaadaa unhone Dawat mein 'music' dene ka
daawat dekar poora kar diya tha.

AS: achchh achchha, bahut Khoob bahut Khoob!

BB: aur waise to aap jaante hain ki woh 'stage' par 'comedy' vagerah
karte rehte hain

AS: jee haa jee haan, bahut achchhi 'comedy' kar lete hain, Gazab
ke 'artiste' hain, ek aadh namoona sunnewaalon ko bhi sunaaiye Babul
saahab.

BB: jaise ki, misal ke taur par, kisi ne poochha tha ki 'Dilip Kumar
aur Dilip Dutt mein kya farq hai?'

AS: achchha achchha

BB: kehne lage 'Dilip Kumar 'syllable' hain aur Dilip Dutt 'avalable'
hai'

AS: 'syllable' aur 'available', bahut achchhe

BB: ek saahab ne poochha 'Dilip saahab, aap kya kalaakaar hain?' to
fauran kehne lage 'main to kalaa hi kalaa hai, 'kaar' to...'
(laughs), aise chuTkule aksar karte rehte the.

AS: achchha Babul saahab, ab tak aapke saathiyon mein 'music
directors' aur 'producers' ka hi zikr huya hai. kya kuchh 'heroes'
aur 'heroines' bhi hain jinhe aap apna saathi maante hain?

BB: jee haan Ameen saahab, yeh apna Manoj Kumar.

AS: achchha. to Babul saahab, aapne sabse numaayaa baat kya dekhee
Manoj Kumar mein?

BB: sabse numaaya baat yeh hai ki bahut kam bolte hain aur bahut
zyaada sunte hain. Zaar saahab ki film Reshmi Rumaal se lekar unki
apni film Shor tak unka ek yahi andaaz raha hai.
************ ********* ***

aa haa haa, yeh naam jo aa gaya Reshmi Rumaal ka, to uske 'hit'
geeton ki kataar saj gayi hai meri yaadon mein bahenon aur bhaaiyon.
to aaiye lage haathon woh bhi yahaan sunte chalen, hun, to silsilaa
main shuru karta hoon us geet se jo sabse zyaada mujhe pasand hai.

------------ --------- --------- --------- -----
Song: zulfon ki ghaTaa lekar (Reshmi Rumaal)
------------ --------- --------- --------- -----

Sangeet Ke Sitaaron Ki Mehfil mein abhi abhi jo zulfon ki ghaTaa
bikhree usey sangeetkaar Babul ne akele hi sanvaara tha, yaani ki
apne 'partner' Bipin ke baGair. 40 Din, Naqli Nawaab aur Reshmi
Rumaal jaisi filmon mein Babul ne akele hi sangeet diya. Reshmi
Rumaal ke baare mein kehte huye Babul ne mujhe Manoj Kumar ke baare
mein kuchh aur bhi baaten bataaee.

************ *********
BB: main samajhta hoon Ameen saahab, unki kaamyaabi ka sabse baDaa
raaz yeh hai ki chhoTe baDe ka lihaaz unke zindagi ka Khaas pehlu
hai. aur woh hamesha apne aap ko 'student' samajhte hain.

AS: achchhe kalaakaar ki yahi to pehchaan hai Babul saahab? ab yeh
bataaiye ki kya sangeet se bhi lagaav hai Manoj Kumar ko?

BB: bahut zyaada Ameen saahab, bahut puraane gaane, dhun aur bolon ke
saath aise yaad hai unhe jaise kal hi sune ho

AS: waise bhi Bipin aur Babul ki tarzen bhi to aisi hain ki barson
yaad rahe Babul saahab? dekhiye abhi jo geet mujhe yaad aarahi hai
usey Manoj hi ne 'screen' par adaa kee thi film Naqli Nawaab mein,
kahiye to chheD den woh geet!

BB: zaroor

------------ --------- --------- --------- ------
Song: cheDaa jo dil ka fasaana (Naqli Nawaab)
------------ --------- --------- --------- ------

achchha bahenon aur bhaaiyon, aapko yaad hogaa Babul ke
is 'interview' ke shuru mein unhone kahaa tha ki 'singer' banne ke
liye, jee haan, gaayak banne ke liye woh Bambai aaye the aur filmi
duniya se juD gaye. to us 'interview' mein maine Babul saahab se
poochha tha:

************ ********* **
AS: maine sunaa hai ki aap gaa bhi bahut achchha lete hain, balki do
teen gaane to aap ne 'record' bhi keeye hain, phir aap ne gaana kyun
chhoD diya.

BB: achchha gaana gaana aur 'playback' denaa, dono alag alag cheezen
hain Ameen saahab! aap ne aksar suna hoga ki baDe achchhe achchhe
kalaakaar 'stage' par aur mehfilon mein is qadar aur itna umdaa gaate
hain, lekin jan hamaari filmon mein gaate hain to poori tarah se
kaamyaabi naheen milti.

AS: hummm, yeh baat to sahee hai

BB: lekin iska matlab yeh naheen hai ki main gaana bajaana bhool gaya
hoon Ameen saahab!

AS: agar aisi baat hai Babul saahab to hamaare sunnewaale zaroor
chaahenge ki aap gaakar apne kuchh geeton ke mukhDe unhe sunaa den.

BB: jee haan, dekhiye main koshish karta hoon, (sings) "gardish mein
ho taare na ghabraana pyaare, gar tu himmat na haare to honge vaare
nyaare...."
************ ********* *******

aur yahi geet film Reshmi Rumaal mein Mukesh ne kaise gaaya tha yaad
hai aapko?

------------ --------- --------- --------- ----
Song: gardish mein ho taare (Reshmi Rumaal)
------------ --------- --------- --------- ----

BB: main ek aur sunaayun aapko?

AS: zaroor, zaroor sunaaiye

BB: (sings) "naseeb hogaa mera meherbaan kabhi na kabhi..."

AS: Babul saahab, mera Khayaal hai aapke 'hit' geeton ke mukhDe hain
na woh aap hi ki zindagi ki kahaani kehte hain.

BB: jee haan Ameen saahab, na main gardish se ghabraata hoon aur main
naseeb ka khwaahishmand rehta hoon.

------------ --------- --------- --------- --------- ---------
Song: naseeb hogaa mera meherbaan kabhi na kabhi (40 Din)
------------ --------- --------- --------- --------- ---------

BB: ek aur sunaayun, 'bore' to naheen ho rahe?

AS: naheen naheen, bilkul naheen

BB: (sings) "jab chhaaye kabhi saawan ki ghaTaa, ro ro ke na karna
yaad mujhe...."
************ ********* ***

"jab chhaaye kabhi saawan ki ghaTaa", bahenon aur bhaaiyon, yeh geet
bhi 1961 ki film Reshmi Rumaal ka tha. waise Bahul saahab ne bhi
kaafi sur mein isey gaaya magar film mein gaaya tha Talat Mahmood ne,
to aaiye unki aawaaz mein suniye.

------------ --------- --------- --------- --------- --------
Song: jab chhaaye kabhi saawan ki ghaTaa (Reshmi Rumaal)
------------ --------- --------- --------- --------- --------

bahenon aur bhaaiyon, sureele sangeetkaar Babul ke us 'interview' ko
dekhiye kitne baras ho gaye, 1973 mein aaye the woh mere 'studio'
mein 'programme record' karne ke liye aur uske baad Babul se meri
mulaaqaaten kam kam hone lagi. kabhi sunaa ki woh Bambai chhoD gaye
hain aur kabhi pataa chalaa ki woh Hindustaan hi chhoD gaye hain. aur
abhi abhi jab maine Sangeet Ke Sitaaron Ki Mehfil ke liye unka
yeh 'interview' dubaara 'edit' kiya, tab jaake pataa chalaa ki Babul
kai saal pehle Pakistan chale gaye the, aur waheen kaafi arsaa pehle
unka inteqaal bhi ho gaya. to bahenon aur bhaaiyon, is 'programme' ko
Babul ki yaadon ko salaami samajhiye aur mujhe zaroor e-mail se
bataaiye ki aapko yeh 'programme' kaisa lagaa aur mujhe bataaiye ki
aap Sangeet Ke Sitaaron Ki Mehfil mein aur kin kin sureele hastiyon
ke 'interviews' sunna chaahte hain. mera e'e-mail address' to aapko
pataa hi hai na, naheen hai to likh leejiye, sayani@vsnl. com. achchha
to main ab phir juT jaata hoon aap ke liye Sangeet Ke Sitaaron Ke
Khazaane khojne mein aur aap tayyaar rahiye Sangeet Ke Sitaaron Ki
Mehfil ke agle 'programme' ko sunne ke liye, namaste, aadaab!

THE END

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
smahesh
post Mar 9 2009, 10:34 AM
Post #73


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3354
Joined: 13-January 08
From: delhi
Member No.: 36984



here is a request list for BIPIN-BABUL songs not uploaded yet-


#1. Salaam-e-mohabbat
1. Khuda khair kare --- Sudha Malhotra and chorus.
2. Jaaneman --- Shamshad Begum
3. Yeh chaandni yeh raat --- Madhubala Jhaveri


#2 Shahi mehmaan (1955)
1. Mohabbat ka shola ye kaliyon se bola ye mausam jawan hai --- Shamshad Begum (ly: Anjum Jaipuri)
2. Raat aayee hai jawan mast sama hosh kahan hai --- Mohd Rafi, Shamshad Begum and Chorus
3. Aaye sanam mere, naache kadam mere, allah kasam jaane mere dil mein --- Asha Bhosle
4. Ye kis mehfil mein mujhko... mujhe meri qismat ne kaise saza di bana aashiyaana to bijli gira di
5. Teer chala ke zalim jaana na, aise khayal dil mein laana na --- Asha Bhosle (ly:Anjum Jaipuri)
6. La pila jaam pila, milega tujhko sila, o mere saakiya ---- unknown (ly:Anjum Jaipuri)
7. Arzoo tadpi mohabbat haath mal kar.. jaane wale bata kya hai tera --- Asha Bhosle
8. Chaand se pyara mukda matwaali chaal hai, mujhse milaye aankhen --- Shamshad Begum

#3 Badal Aur Bijli (1956)[EARLIER NAMED AMAR JYOTI]
1. Chal dheere dheere o matwale paas aa - Babul ,Bhushan
2. Is duniya ka phal - Mubarak begum
3.Kaisa zamana aaya pyar suhana laaya - Mubarak begum,Madhubala zaveri
4.Mushkil hai aei dil jeene ki raahein - Geeta dutt
5.Sar tere dar pe jhukane mein mazaa aata hai- Shankar-Shambu Kanwal

#4 Sultana Daaku 1956
1. Sapnon ki darti pe naache rii chhabiliya --- Lakshmi Shankar, Babul, Chorus (ly: Anjum Jaipuri)
2. Tirchhi nazar se na dekho mohe --- Mubarak Begum (ly: Kaifi Azmi)
3. Dil waale teri mehfil mein dil mera kho gaya ---Madhubala Javeri (ly: Anjum Jaipuri)
4. Nazar badi chor raja dil ko bachana --- Shamshad Begum (ly: Anjum Jaipuri)
5. Laga le dil aa jaa, mila le dil aa ja --- Geeta Dutt, Aashima Banerjee, Chorus (ly: Shevan Rizvi)
6. Bijli chamke baadal garje... - Mubarak Begum (ly: Anjum Jaipuri

# 5 Taj Poshi (1957)
1. Badli mein chand chupaa- Asha Bhonsle
2.Dil Dhadkne lagaa sharmayi nazar- Asha bhonsle
3.Din mubarak aaya- Shamshad begum_ S.Balbir
4.Kehti hoon har baar yahin tumse - Shamshad begum

# 6 Chandu (1958)

1. Babuji mujhe dil mein chhupa lo ye duniya hai choron ki --- ?? (Ly: Raj Baldev Raj)
3. Duniya kya hai hum se suno --- Mohd Rafi & chorus (Ly:Raja Mehndi Ali Khan)
4. Nina bina natkat mina sun ri tina, aao ri aao --- Shamshad Begum & Chorus (Ly:Raj Baldev Raj)
5. Bheegi bheegi chaandni hai, dil mein deewangi hai --- ?? (Ly:Raj Baldev Raj)
6. Do nain milakar matwaale, dil le liyo mera kyon ji --- Asha Bhosle & Agha Sarvar (Ly: Kaifi Azmi

#7 Chaubis Ghante (1958)
1. Nigaahen milake huyi mein deewani - Asha Bhonsle

here is request list for BIPIN DUTT songs-



#1960-ALAMAARAA KI BETI-

1]-kya shan hai tumhari haji malang-ismail azad qawaal,
2]-mushkil kushaan hai naam tera-suman,
3]-mast nazaron se pee ke dekho-asha,
4]-arre katil yeh mera dil-suman,
5]-milti hai ahle deen ki rahat namaz mein-suman,
6]-mein hoon to ujala hai,yeh maan leejiye-asha,suman,
7]-mohabbat ki duniya badi dilnasheen hai-ismail azad qawaal,yusuf azad,
8]-yaad hai yeh husnwale-sudha,jani babu qawaal

#1961-DIAMOND KING


1]-zara humse nazar milana-manna dey,sudha,
2]-aaj sunata hoon-suman,
3]-teer dil pe-suman,
4]-marzi to bata de gori-manna dey

#1964-BAAGHI SHAHZADA

1. Ae dil behak na jaana lagaake surma - Kishore Kumar
2. Jaa jaa re dilbar meinn tujhe pehchan gayi - Asha bhonsle



a request for BABUL songs-

#-sara jahan hamara-1961-

1]-hai mein mar gayi,ooyi mein mar gayi-sudha,
2]-yahan jo jhooth bolega wahi noton se khelega-rafi,asha,
3]-dil bechte hai,jigar bechte hain-shamshad,mahendra,
4]-yeh hai chaku,yeh hai churi-asha,




thanks in advance,
mahesh

This post has been edited by smahesh: Mar 9 2009, 10:37 AM
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
phool
post Mar 18 2009, 11:49 PM
Post #74


Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 201
Joined: 10-December 08
Member No.: 85503



Dear Mahesh Ji,

Here is two songs from film "Baghi Shehzada", ripped from VHS converted VCD.

Ae Dil Bahak Na Jana
Film – Baghi Shehzada
Year - 1964
Lyricist(s) – Noor Devasi
Musician(s) – Bipin Babul
Duration – 3.40 mins
Bitrate - 192kbps
Format - mp3



regards,

phool

regards,

Phool

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Tumko Khush Dekh Kar Main Bahut Khus Hua
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
phool
post Mar 18 2009, 11:54 PM
Post #75


Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 201
Joined: 10-December 08
Member No.: 85503



Next one:

Ja Ja Re Thujko main Jaan gayi
Film – Baghi Shehzada
Year - 1964
Lyricist(s) – Noor Devasi
Musician(s) – Bipin Babul
Duration – 1.28mins
Bitrate - 192kbps
Format - mp3



regards,

phool

regards,

Phool

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Tumko Khush Dekh Kar Main Bahut Khus Hua
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

7 Pages V « < 3 4 5 6 7 >
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 21st July 2025 - 11:05 PM