Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

(xice) Kishore Ke Sadabahar Geet

, Lyrics Only (Thread With Style)

 
 Forum Rules Please read and thoroughly understand the forum rules and regulations:
17 Pages V « < 4 5 6 7 8 > »   
Reply to this topicStart new topic
> (xice) Kishore Ke Sadabahar Geet, Lyrics Only (Thread With Style)
DIGANTA ADHYA
post Aug 18 2008, 07:06 PM
Post #76


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



QUOTE(HumTum @ Aug 18 2008, 03:30 PM) *

QUOTE(DIGANTA ADHYA @ Aug 18 2008, 01:41 PM) *
SONG - AAPKE ANURODH PE
FILM - ANURODH
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Aap ke anurodh pe
Main yeh geet sunata hoon
Main yeh geet sunata hoon
Aap ke anurodh pe
Main yeh geet sunata hoon
Main yeh geet sunata hoon
Aapne dil ki baaton se
Aap ka dil bahelata hoon
Aap ke anurodh pe..................

Mat puccho aur dukh mein
Yeh prem kabh kyun rota hain
Mat puccho aur dukh mein
Yeh prem kabh kyun rota hain
Bas chot kisi ko lagti hain
Aur dard kisi ko hota hain
Door kahin koi darpan toote
Tadapke main rahe jata hoon
Aap ke anurodh pe
Main yeh geet sunata hoon
Main yeh geet sunata hoon...................

Tarif main jis ki karta hoon
Tarif main jis ki karta hoon
Kya roop hain woh kya khusboo hain
Kuch baat nehin aysi koi
Yeh ek suroon ka jadu hain
Koyal ki ek kook se sab ke
Mann mein hoo uthata hoon
Aap ke anurodh pe
Main yeh geet sunata hoon
Main yeh geet sunata hoon....................

Main pahene phirta hoon jo
Woh zanzeerien kaisi banti hain
Main pahene phirta hoon jo
Woh zanzeerien kaisi banti hain
Yeh bhed bata doon geeton mein
Tasveerien kaise banti hain
Sundar hoton ki laali se
Main rangroop churata hoon
Aap ke anurodh pe
Main yeh geet sunata hoon
Main yeh geet sunata hoon
Aapne dil ki baaton se
Aap ka dil bahelata hoon
Aap ke anurodh pe..........................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif



Yeh bhi repeat repeat hogaya! impossible.gif Link dekho bhai!

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=513850

Let me make a list of all the songs posted as lyrics. mellow.gif


Xice BHAI MUJHE SE BHI WOHI MISTAKE HO GAYI. sad.gif sad.gif sad.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 18 2008, 07:20 PM
Post #77


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 60

SONG - JEEVAN SE BHARI TERI AAKHEN
FILM - SAFAR
MUSIC - KALYANJI-ANANDJI
ACTOR - RAJESH KHANNA

Jeevan se bhari teri aankhen
Majboor kare jeene ke liye jeene ke liye
Sagar bhi taraste raheti hain
Tera roop ka ras peene ke liye peene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen..................

Tasveer banayen kya koi
Kya koi likhe tujh pe kabita
Rango chando mein samayegi
Rango chando mein samayegi
Kis tarah se itni sundarta sundarta
Ek dhadkan hain tu dil ke liye
Ek jaan hain tu jeene ke liye jeene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen.....................

Madhuban ki sugandh hain saaso mein
Bahon mein kamal ki komalta
Kirno ka tej hain chehere mein
Kirno ka tej hain chehere mein
Hirno ki hain tujh mein chanchalta chanchalta
Aanchal ka tere hain taar bahut
Koi chak jigar seene ke liye seene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen
Majboor kare jeene ke liye jeene ke liye
Sagar bhi taraste raheti hain
Tera roop ka ras peene ke liye peene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen..................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 18 2008, 07:35 PM
Post #78


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 61

SONG - MERE SANG SANG AAYA TERI
FILM - RAJPOOT
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Akela gaya haan main haan main
Na aaya tha akela..................

Mere sang sang sang sang sang aaya teri
Yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Akela gaya haan main haan main
Na aaya tha akela haan
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang sang sang sang aaya teri
Yaadon ka mela.................

Teri gali se...
Teri gali se main jab nikla
Sab kuch dekha badla badla
Teri gali se main jab nikla
Sab kuch dekha badla badla
Jaisa aab hain aysa kab tha
Yeh mousam albela
Mere sang sang sang sang sang aaya teri
Yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Akela gaya haan main haan main
Na aaya tha akela haan
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela...............

Jee karta hain...
Jee karta hain wapas jau
Jaa kar tujhko sath le aaun
Jee karta hain wapas jaun
Jaa kar tujhko sath le aaun
Main yaadon ke is mele mein
Kaise rahoon akela
Mere sang sang sang sang sang aaya teri
Yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Akela gaya haan main haan main
Na aaya tha akela haan
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang sang sang sang aaya teri
Yaadon ka mela.......................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 18 2008, 07:57 PM
Post #79


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 62

SONG - MAIN TERA SAHER CHOD JAYUNGA
FILM - NAZRANA
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Is se pahele ke yaad tu aaye
Meri aankhon mein phir lahu aaye
Tujh se rishta main tod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Is se pahele ke yaad tu aaye
Meri aankhon mein phir lahu aaye
Tujh se rishta main tod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Main tera saher chod jayunga..............

Mujh ko gham hain teri judai ka
Ranj hain aapni bewafai ka
Aapne waade se phir gaya hoon main
Aapni nazron se gir gaya hoon main
Is se pahele ke tu mujhe chode
Mujh ko thukraye mera dil tode
Aapna dil khud main tod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Main tera saher chod jayunga................

Tera mujrim main tera harjaee
Sath le jayunga yeh rusvaai
Daag daman se yeh mita doonga
Khud ko itni badi saaja doonga
Is se pahele ke log taane de
Tere aansoo na mujhko jaane de
Yeh taluk main tod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Main tera saher chod jayunga................

Haan mera intezaar to hoga
Aab kuch aitbaar to hoga
Tu khula chod degi darwaja
Par galat hain yeh tera andaza
Is se pahele ke aah dil bhar de
Sab gunaah ko maaf tu kar de
Yeh bharam bhi main tod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Is se pahele ke yaad tu aaye
Meri aankhon mein phir lahu aaye
Tujh se rishta main tod jayunga
Main tera saher chod jayunga
Main tera saher chod jayunga..................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif





Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 18 2008, 08:15 PM
Post #80


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 63

SONG - AAJ TU GAIR SAHI
FILM - OONCHE LOG
MUSIC - R.D.BURMAN
ACTOR - RAJESH KHANNA

Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi
Teri aankhon mein koi pyar ka paigam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi
Teri aankhon mein koi pyar ka paigam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin.............

Ho tune thukraya tha jis dil ko Kisi ki khatir
Aaj us dil mein bagawat ke siva kuch bhi nehin
Jin mein sapne the tere pyar ke aaye jaane wafa
Aaj un aankhon mein nafrat ke siva kuch bhi nehin
Pyar ki aag mein pyar ki aag mein
Sangdil mein jala hoon jitna
Tujhko utna na jalaya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin...............

Sare duniya mein fakat tujh se mohbaat ki hain
Tu kisi aur ki ho jaye yeh mumkin hi nehin
Naam tera hi mere naam ke sath aayega
Tu kisi aur ki kahe laye yeh mumkin hi nehin
Naaz hain tujhko naaz hain tujhko
Bahut husn pe aapni lekin
Tere shar ko na jhukaya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin...............

Ho tere mathe pe mere pyar ka tika hoga
Julf teri mere saano pe laherai gi
Hain yakeen mujh ko yeh magroor jawani teri
Mom banke meri bahon mein simat aayegi
Sang mar mar se haseen Sang mar mar se haseen
Tere badan pe sangdil
Laal joda na sajaya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi
Teri aankhon mein koi pyar ka paigam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin.....................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif




Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Aug 18 2008, 08:52 PM
Post #81


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE(DIGANTA ADHYA @ Aug 18 2008, 07:06 PM) *


Xice BHAI MUJHE SE BHI WOHI MISTAKE HO GAYI. sad.gif sad.gif sad.gif


Bhai sab se ho sakta hai galti.. Koi baat nahi.. Hum sab haina.. help karne ke liye. smile.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 18 2008, 09:10 PM
Post #82


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



QUOTE(HumTum @ Aug 18 2008, 08:52 PM) *

QUOTE(DIGANTA ADHYA @ Aug 18 2008, 07:06 PM) *


Xice BHAI MUJHE SE BHI WOHI MISTAKE HO GAYI. sad.gif sad.gif sad.gif


Bhai sab se ho sakta hai galti.. Koi baat nahi.. Hum sab haina.. help karne ke liye. smile.gif


AAP JAISE SENIOR MEMBER KA SATH AGAR HO TO HUME KOI FIKAR NEHIN HAIN DEAR Hum Tum BHAI.
smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Aug 19 2008, 08:59 AM
Post #83


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE(DIGANTA ADHYA @ Aug 18 2008, 09:10 PM) *
QUOTE(HumTum @ Aug 18 2008, 08:52 PM) *

QUOTE(DIGANTA ADHYA @ Aug 18 2008, 07:06 PM) *


Xice BHAI MUJHE SE BHI WOHI MISTAKE HO GAYI. sad.gif sad.gif sad.gif


Bhai sab se ho sakta hai galti.. Koi baat nahi.. Hum sab haina.. help karne ke liye. smile.gif


AAP JAISE SENIOR MEMBER KA SATH AGAR HO TO HUME KOI FIKAR NEHIN HAIN DEAR Hum Tum BHAI.
smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Yeh senior junior baat kidhar se aayi.. wub.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 19 2008, 09:22 AM
Post #84


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 64

SONG - MERE DEEWANEPAN KI BHI
FILM - MEHBOOB KI MEHENDI
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Hu hu hu hu.......................

Mere deewanepan ki bhi dawa nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin
Maine jaane kya sun liya
Tune to kuch kahan nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin.................

Main yeh samjha mere dil ki
Koi hasrat nikal gayi
Main yeh samjha mere dil ki
Koi hasrat nikal gayi
Tune dekha mujhe ayse
Ke tabiyat machal gayi
Warna tere sar ki kasam
Aadmi main bura nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin
Mere deewanepan ki hain.......................

Beadap hoon main deewana
Kis kadar tu khaafa hui
Beadap hoon main deewana
Kis kadar tu khaafa hui
Chu liya kyun badan tera
Touba kaisi khata hui
Sari duniya mein koi
Mere layak saja nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin..................

Chandni raat mein jaise
Rukhe gul pe kiran padi
Chandni raat mein jaise
Rukhe gul pe kiran padi
Besab aab ruth kar tere
Mathe pe yun sikan padi
Mere mehboob yeh teri
Berukhi hain aada nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin
Mere deewanepan ki bhi dawa nehin...................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 19 2008, 09:35 AM
Post #85


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 65

SONG - WOH SHAM KUCH AJEEB THI
FILM - KHAMOSHI
MUSIC - HEMANT KUMAR
ACTOR - RAJESH KHANNA

Woh sham kuch ajeeb thi
Yeh sham bhi ajeeb hain
Woh kaal bhi paas paas thi
Yeh aaj bhi kareeb hain
Woh sham kuch ajeeb thi
Yeh sham bhi ajeeb hain
Woh kaal bhi paas paas thi
Yeh aaj bhi kareeb hain
Woh sham kuch ajeeb thi.................

Jhuki hui nigah mein
Kahin mera khayal tha
Dabi dabi haansi mein ek
Haseen sa gulal tha
Main sochta tha mera naam
Gun guna rahi hain woh
Main sochta tha mera naam
Gun guna rahi hain woh
Na jaane kyun laga mujhe
Ke muskura rahi hain woh
Woh sham kuch ajeeb thi..................

Mera khayal hain abhi
Jhuki hui nigah mein
Khili hui haansi bhi hain
Dabi hui si chah mein
Main janta hoon mera naam
Gun guna rahi hain woh
Main janta hoon mera naam
Gun guna rahi hain woh
Yehi khayal hain mujhe
Ke paas aa rahi hain woh
Woh sham kuch ajeeb thi
Yeh sham bhi ajeeb hain
Woh kaal bhi paas paas thi
Yeh aaj bhi kareeb hain
Woh sham kuch ajeeb thi.................


smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif






Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Aug 19 2008, 10:01 AM
Post #86


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



Song No.66

Kabhi bekasi ne maara kabhi bewasi ne maara

Album name:- Alag Alag (1985)
Singer :- Kishore Kumar.
Music:- R.D.Burman
Performer:- Rajesh Khanna.

Ohhh... ohhhhoooo...
Yeh ghazal hai na geet hai koyi
yeh meri dard ki kahani hai
mere seene mein sirf ohooo
mere seene mein sirf
sholay hai
meri aankhon mein sirf paani hai

Kabhi bekasi ne maara
kabhi bekasi ne maara
oh kabhi bewasi ne maara
kabhi bekasi ne maara
oh kabhi bewasi ne maara

Gila maut se nahi hai
gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne maara
kabhi bekasi ne maara
oh kabhi bewasi ne maara

Muqaddar pe koyi zor chalta nahi
woh mausam yeh jo badalta nahi
Muqaddar pe koyi zor chalta nahi
woh mausam yeh jo badalta nahi

Kahin thi yeh badnaseebi thi
oh kahin thi meri gareebi
ohhoo kahin thi meri gareebi
kis kis ka naam loon main
ohh kis kis ka naam loon main
mujhe har kisi ne maara

Gila maut se nahi hai
gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne maara

Kabhi bekasi ne maara
oh bewasi ne maara

Bemurabbat bewafa duniya hai yeh
hai yeh hi duniya to kya duniya hai yeh
bemurabbat bewafa duniya hai yeh
hai yeh hi duniya to kya duniya hai yeh

Na kami thi doston ki
na kami thi dushmanon ki
Oh na kami thi dushmanon ki

Kahin dushmani ne loota
kahin dushmani ne loota
kahin dosti ne maara

Gila maut se nahi hai
gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne maara

Kabhi bekasi ne maara
kabhi bewasi ne maara

Ujalon se vaishak ho rahi hai
andheron ki aadat mujhe ho gayi hai
ujalon se vaishak ho rahi hai
andheron ki aadat mujhe ho gayi hai

Raha jab talak andhera
oh kata khoob waqt mera
oh kata khoob waqt mera

Mujhe chandni ne loota
oh mujhe chandni ne loota
mujhe roshni ne maara

Gila maut se nahi hai
gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne maara

Kabhi bekasi ne maara
kabhi bewasi ne maara
kabhi bekasi ne maara
oh kabhi bewasi ne maara


User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 19 2008, 11:41 AM
Post #87


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 67

SONG - MERE NASEEB MEIN HAIN
FILM - DO RAASTE
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Khiza ke phool pe
Aati kabhi bahar nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyara nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyara nehin
Khiza ke phool pe
Aati kabhi bahar nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyar nehin..................

Na jaane pyar mein
Kab main juban se phir jaun
Main banke aansoo khud aapni
Nazar se gir jaun
Teri kasam hain mera
Koi aitbaar nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyar nehin....................

Main roz lub pe nayi ek
Aah tak ta hoon
Main roz ek naye gham
Ki raah tak ta hoon
Kisi khushi ka mere
Dil ko intezaar nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyar nehin.......................

Garib kaise mohbaat kare amiron se
Bicchad gaye hain kayi ranjhe
Aapni heeron se
Kisi ko aapne mukaddar pe
Iktiyar nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyar nehin
Khiza ke phool pe
Aati kabhi bahar nehin
Mere naseeb mein hain dost
Tera pyara nehin.........................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 19 2008, 01:37 PM
Post #88


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 68

SONG - RAASTA DEKHE TERA BYAKUL
FILM - HUMSHAKAL
MUSIC - R.D.BURMAN
ACTOR - RAJESH KHANNA

Raasta dekhen tera byakul mann mera
Yeh chote chote naina yeh lambi kali raina
Aaja re nindiya raasta dekhen tera byakul mann mera
Yeh chote chote naina yeh lambi kali raina
Aaja re nindiya raasta dekhen tera.......................

Deep mein bati jalne lagi hain dheere dheere
Mast hawa bhi chalne lagi hain dheere dheere
Tu chori chori chupke se mathe pe lagake sapno ki bindiya
Aaja re nindiya raasta dekhen tera byakul mann mera
Yeh chote chote naina yeh lambi kali raina
Aaja re nindiya raasta dekhen tera..........................

Mahelon mein bhi tu jaati hain haule haule
Galiyon mein bhi tu aaati hain haule haule
Aa ghar mein hum garibon ki mathe pe sajake sapno ki bindiya
Aaja re nindiya raasta dekhen tera byakul mann mera
Yeh chote chote naina yeh lambi kali raina
Aaja re nindiya raasta dekhen tera
Hu hu hu hu.....................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 19 2008, 01:57 PM
Post #89


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



rotate1.gif rotate2.gif

G8888888888888888888888888888888 CONTRIBUTION DIGANTA Bhai!


smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 19 2008, 06:53 PM
Post #90


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



QUOTE(xice @ Aug 19 2008, 01:57 PM) *

rotate1.gif rotate2.gif

G8888888888888888888888888888888 CONTRIBUTION DIGANTA Bhai!


smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Xice BHAI YOU MOST WELCOME.
AAP LOGO KA YEH APPRECIATION AND PYAR MUJHE AUR ACCHA KAAM KARNE KO MAJBOOR KARTA HAIN.
smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif

This post has been edited by DIGANTA ADHYA: Aug 19 2008, 08:06 PM

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

17 Pages V « < 4 5 6 7 8 > » 
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 18th July 2025 - 01:23 PM