Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

(xice) Kishore Ke Sadabahar Geet

, Lyrics Only (Thread With Style)

 
 Forum Rules Please read and thoroughly understand the forum rules and regulations:
17 Pages V « < 15 16 17  
Reply to this topicStart new topic
> (xice) Kishore Ke Sadabahar Geet, Lyrics Only (Thread With Style)
debjyoti
post Dec 7 2008, 09:44 AM
Post #241


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Welcome.

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Dec 11 2008, 08:38 AM
Post #242


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



A Lyrics Of Guru Song - Phir Suhanai Sham Dhali Uploaded Here -

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=555329

Check This Link.
smile.gif smile.gif smile.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Dec 11 2008, 09:01 AM
Post #243


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



Main tujhse pyar karun.. main shayari na karun.. from Telephone - lyrics posted with song by Vinayak bhai.

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=555476
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Dec 12 2008, 06:09 PM
Post #244


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Nice contribution.

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Dec 23 2008, 10:14 AM
Post #245


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Song no 64:
Film Name: Thodisi Bewafai
Year: 1980
Singer(s) Kishore Kumar Lata Mangeshkar
Lyricist: Gulzar
Musician(s): Khaiyyaam
Lyrics
Kishore:Aankhon mein hamne aap ke sapane sajaaye hai (2)
Palake utaa ke aap ne jaadoo jagaaye hai
Lata: Sapana bhi aap hi hai haquiqat bhi aap hai (2)
Bas aap aap aap hi mujhmein samaaye hai
Kishore:Aankhon mein hamne aap ke sapane sajaaye hai

KisHore: Aankhon ka rang dhundaa hai hirey talaash kar
Dil mein sajaayenge ye rang yunhi umru bhar
Mushkil se zindagi ke
Mushkil se zindagi ke, rang haath aaye hai
Aankhon mein hamne aap ke sapane sajaaye hai

Lata: Doharaaye jaayenge na ye lam haath abh kabhi
Sapanon mein bhi na chutegaa ye saath ab kabhi
Milti hai zindagi jab aap muskuraaye hai (2)

Lata: Ye dil kuchh asie aap ke sajade mein jhuk gaya
Kishore: Nazare Utaayi aap ne tho waqt rukh gaya
Lata: Taharee hue palo mein
Tahare hue palo mein, zamaane bitaaye hai
Kishore:Aankhon mein hamne aap ke sapane sajaaye hai
Lata: Aa aa bas aap aap aap hi mujhmein samaaye hai
Kishore & Lata: Aankhon mein hamne aap ke sapane sajaaye hai

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Dec 23 2008, 10:17 AM
Post #246


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Song no 65:
Aao Aao Jaane Jahan Kya Janoon
Film Name: Gomati Ke Kinare
Year: 1972
Singer(s) Kishore Kumar Asha Bhonsle
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Musician(s): R.D.Burman
Film: Gomati Ke Kinare
Year: 1972
Singer: Kishore, Asha, Chorus
Lyrics: Majrooh
Music Director: R.D.Burman


Chorus:
Ru Ru, Ru Ru Ru Ru Ru Ru Ruhu Ru

Kishore (Not In Tarannum):
Ajee Aap Log Bhee Gaaiye Naa

Chorus:
Ru Ru, Ru Ru Ru Ru Ru Ru Ruhu Ru

Asha (Chorus Keeps Humming In The Background):
Kyaa Jaanoon Tum Bin Thee Kyaa Dil Ko Beqaraaree
Mahfil Kee Mahfil Thee Deewaanee See Tumhaaree
Chain Aaaya Jab Dekhee Ye Soorat Pyaaree Pyaaree

Aao Aao Jaane Jahaan
Aao Aao Jaane Jahaan
Dil Ne Dhoondhaa Tumhe Kahaan Kahaan

Chorus:
Laa Laa Laa Raa Laa



Kishore (Asha Hums In The Background Through The Stanza):

Aao Ham Bhee Aaye Hain
Baahon Ke Haar Leke
Hothon Pe Ek Nagmaa
Aankhon Men Pyaar Leke
Is Dil Ke Sheeshe Men
Tasveer-E-Yaar Leke

Aao Aao Jaane Jahaan
Dil Ne Dhoondhaa Tumhe Kahaan Kahaan
Aao Aao Jaane Jahaan



Asha (Kishore Hums In The Background):

Ulfat Hai Yaa Kyaa Hai
Kuchh Kam Hai Dil Kee Uljhan
Pahle Thee Khoyee See
Ab Chanchal Hai Ye Chitwan
Tum Chhoo Lo Kuchh Aise
Lahraaye Meraa Tan Man

Asha, Kishore:
Aao Aao Jaane Jahaan
Dil Ne Dhoondhaa Tumhe Kahaan Kahaan
Aao Aao Jaane Jahaan








JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Dec 23 2008, 01:42 PM
Post #247


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



Again Nice Contribution Deb Bhai. biggrin.gif smile.gif biggrin.gif

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Dec 23 2008, 02:38 PM
Post #248


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Welcome,will keep on posting more lyrics in due course of time.

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Jan 5 2009, 10:21 AM
Post #249


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Song no 66:

Movie: Ghar
Singers: Kishore Kumar & Lata Mangeshkar
Music: R.D.Burman
Lyrics: Gulzar
Year: 1978

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai (2)
Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin (2)
Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hai Kahin
Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz Hai

Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To Nahin (2)
Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin
Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz Hai

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Jan 5 2009, 10:23 AM
Post #250


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Song no 67:

Song: Aate Hain Chale Jaate Hain
Film: Yaadgaar
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan
Year: 1984

Aate Hain Chale Jaate Hain
Jaane Wale Kabhi Kabhi
Yahan Apne Pyar Se
Logon Ke Dilon Mein
Yaadgaar Ban Jaate Hain
Aate Hain Chale Jaate Hain Aate Hain

Rona Na Udaas Hona Na
Yeh Aansoo Khona Na
Yahan Na Daaman Bhigo Na Kabhi
Paana Hai Kabhi Kuch Paana Hai
Kabhi Kuch Khona Hai
Yahn Jo Hona Hai Hoga Wohi

Yehi Zindagi Hai
Yahan Jiye Wohi Log Jo
Saare Gham Bhulake
Aansooyon Mein Muskurate Hain

Aate Hain Chale Jaate Hain Aate Hain

Chalna Hain Humein To Chalna Hain
Akele Chalna Hain
Koi Bhi Ho Ya Na Ho Humsfar
Raahon Mein Chale Ya Hum Ruke
Ruke Ya Hum Chale
Kahin Bhi Rukta Nahin Yeh Safar

Aana Jaana Lagey Rahe
Jeevan Ki Raahon Mein
Raahein Wohi Rehte Hain
Raahi Badal Jaate Hain

Aate Hain Chale Jaate Hain Aate Hain

Raaton Ke Andhere Raaton Ke
Ghanerein Chhaye Mein
Chhupa To Hoga Savera Kahin
Aayega Savera Aayega
Ujale Layega
Andhera Hoga Hamesha Nahin

Maane Yahan Haar Na Jo
Kabhi Kisi Haal Mein
Wohi Yahan Phool
Kabhi Kaanton Mein Khilate Hain

Aate Hain Chale Jaate Hain
Jaane Wale Kabhi Kabhi
Yahan Apne Pyar Se
Logon Ke Dilon Mein
Yaadgaar Ban Jaate Hain

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Jan 5 2009, 10:23 AM
Post #251


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Song no 68:

Song: Aate Jaate Khubsurat
Film: Anurodh
Music: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1976


Hmm
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain (X2)

Aawaz Ki Duniya Ke Doston
Kal Raat Kisi Jagah Mujhko

Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar
Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein
Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain
Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai
Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho
Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (X2)
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aayen
Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Feb 7 2009, 02:33 PM
Post #252


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



Thanks Deb Bhai For Continuing This Thread. biggrin.gif

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
debjyoti
post Feb 7 2009, 11:05 PM
Post #253


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2710
Joined: 18-May 08
Member No.: 53448



Welcome Deepak Bhai. smile.gif

JAI MAHAGURU PARAMATMA MAHAPRABHU SHRI KISHOREDA BHAGWAN KI!!!
KISHORE KUMAR IS THE GREATEST SINGER AND ALL-ROUNDER ARTIST IN THE WORLD!!!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

17 Pages V « < 15 16 17
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 16th July 2025 - 05:26 PM