Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

My Favourite Songs

, Lyrics

 
18 Pages V « < 12 13 14 15 16 > »   
Reply to this topicStart new topic
> My Favourite Songs, Lyrics
Mohsin26
post Sep 14 2005, 02:37 AM
Post #196


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Haal E dil Main Kya Sunau
Movie: UDAN KHATOLA
Singer: LATA MANGESHKAR



haal-e-dil main kya kahu
mushkil hai mere saamne

haal-e-dil main kya kahu
mushkil hai mere saamne -
bhole bhaale roop mein -
qaatil hai mere saamne -

haal-e-dil ...

( meri ummeedon ki kashti
paar ho jaane bhi de
paar ho jaane bhi de )
ruk ja aye toofaan tu -
saahil hai mere saamne -
haal-e-dil ...

( josh kehta hai ke chal
aur hosh kehta hai sambhal ) -
hosh kehta hai sambhal
kiska kehna maan lu -
manzil hai mere saamne -

haal-e-dil main kya kahu ...



The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 14 2005, 02:37 AM
Post #197


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Humaare Dil Se Na Jana
Movie: UDAN KHATOLA
Singer: LATA MANGESHKAR



humaare dil se naa jaanaa, dhokhaa naa khaanaa, duniyaan badee beeemaan

mai hoo jee pyaar kee pahalee nishaanee
aankhon se aaj kahoo dil kee kahaanee
sun lo jee paiyyaa padoo, dekho jee binatee karu
umar bhar laaj nibhaanaa, dil naa dukhaanaa, balamaa kahaa meraa maan

meethhe do bol yahaa mushkil hain bolanaa
duniyaa se bhed kabhee man ke naa kholanaa
zoothhee hain pareet yahaa, koee naa meet yahaa
buraa hain aaj jamaanaa, toote jiyaa naa, ulazan mein hain meree jaan


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 14 2005, 02:39 AM
Post #198


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song : Na Ro Aye Dil
Movie: UDAN KHATOLA
Singer: LATA MANGESHKAR



na ro aye dil kahi rone se taqdeerein badalti hain
kahi aansu bahaane se tamannaein nikalti hain
na ro aye dil

nateeja mil gaya hamko kisi se dil lagaane ka -
sitam dekha naseebon ka karam dekha zamaane ka -
muhabbat aah bharti hai, vafaayen haath malti hain
na ro ai dil ...

liye jaate thae aye dil ham teri naiyya kinaare par
muhabbat ke bharose par, ummeedon ke sahaare par
khabar kya thi ke zaalim aandhiyaan bhi saath chalti hai
na ro ai dil ...



The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 14 2005, 02:39 AM
Post #199


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Mohabbat Ki Rahon Main
Movie: UDAN KHATOLA
Singer:MOHD RAFI



mohabbat kee raahon mein, chalanaa sanbhal ke
yahaa jo bhee aayaa, gayaa haath mal ke

naa paayee kisee ne, mohabbat kee manjil
kadam dagamagaayen, jaraa door chal ke

humei dhoondhatee hai, bahaaron kee duniyaa
kahaa aa gaye hum chaman se nikal ke

kahee toot jaaye naa, hasarat bharaa dil
n yoo teer fenko, nishaanaa badal ke



The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 14 2005, 02:40 AM
Post #200


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Mere Paas Aao Mere Dil Se Khelo
Movie: UDAN KHATOLA
Singer:MOHD RAFI



aa
sambhalkar khelna
dariyaa se maujon ki rawaani mein
jalenge dil hazaaron
aag lag jaayegi paani mein

(naa toofan se khelo
naa saahil se khelo
mere paas aao
mere dil se khelo ) -
naa toofan se khelo

( ye kehte hain tumse
umangon ke dhaare ) -
lagaa do muhabbat ki
naiyaa kinaare -
chalo dil ki duniyaa mein
sang-sang hamaare -
milaa hain jo rastaa to manzil se khelo

mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo

(lagi dil ki paani se
bujh naa sakegi) -
jahaan tak bujhaaoge
badhati rahegi -
na socho ke duniyaa
hamein kya kahegi -
muhabbat hai mushakil to mushkil se khelo

mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo
mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:23 AM
Post #201


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song : Is Dil Mein Bas Kar Dekho
Movie: MAYA MEMSAAB
Singer: LATA MANGESHKAR



Is Dil Mein Bas Kar Dekho To, Yeh Shehar Bada Purana Hai
Har Saans Mein Kahani Hai Har Saans Mein Afsaana Hai

Yeh Basti Dil Ki Basti Hai
Kuchh Dard Hai Kuchh Ruswai Hai
Yeh Kitni Baar Ujaadi Hai
Yeh Kitni Bar Basaai Hai
Yeh Shehar Badaa Purana Hai...

Yeh Jism Hai Kachchi Mitti Ka
Bhar Jaaye To Risne Lagta Hai
Baahon Mein Koi Thame To
Aagosh Mein Girne Lagta Hai
Yeh Shehar Badaa Purana Hai...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:38 AM
Post #202


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Ek Haseen Nigah Ka
Movie: MAYA MEMSAAB
Singer: LATA MANGESHKAR



Ek Haseen Nigah Ka Dil Pe Saaya Hai
Jadoo Hai Junoon Hai Kaisi Maya Hai
Yeh Maya Hai

Paaon Ke Tale Kabhi Dil Padaa Mile Agar
Choom Ke Uthaiye, Khoob Dekh Bhalkar
Jo Koi Poochh Le To Kya, Raah Se Uthaya Hai
Ek Haseen Nigah Ka Dil Pe Saaya Hai...

Teri Neeli Aankhon Ke Bhanwar Bade Haseen Hai
Doob Jaane Do Mujhe Yeh Khwabon Ki Zameen Hai
Utha Do Apni Palkon Ko, Yeh Parda Kyon Giraya Hai
Ek Haseen Nigah Ka Dil Pe Saaya Hai...

Chali Gayi Jo Manchali Pukarunga Gali Gali
Woh Leke Dil Meri Zindagi Chali Chali Udhar Chali
Woh Roothi Roothi Rehti Hai Bahut Bahut Manaya Hai
Ek Haseen Nigah Ka Dil Pe Saaya Hai...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:40 AM
Post #203


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Khud Se Baatein Karte Rehna
Movie: MAYA MEMSAAB
Singer: LATA MANGESHKAR



Khud Se Baatein Karte Rehna Baatein Karte Rehna
Aankhen Moonde Din Mein Meethi Raatein Bharte Rehna

Khud Se Kehna Jaati Hoon Maein
Khud Se Kehna Aai Maein
Aaisa Bhi To Hota Hai Na Halkisi Tanhaai Mein
Tanhaai Mein Tasveeron Ke Chehre Bharte Rehna
Khud Se Baatein Karte Rehna...

Bheege Bheege Mausam Mein
Kyon Barkha Pyaasi Lagti Hai
Ji To Khush Hota Hai Par Ek Udaasi Rehti Hai
Abhi Bas Roothi Khudse Khaime Mante Rehna
Khud Se Baatein Karte Rehna...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:41 AM
Post #204


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Mere Sirhane jalao sapne
Movie: MAYA MEMSAAB
Singer: LATA MANGESHKAR



Mere sirhane jalao sapne
Mujhe jara si to neend aaye

Khayal chalte hain aage aage
Main unki chhaon main chal rahi hoon
Na jaane kis mom se bani hoon
Jo katra katra pighal rahi hoon
Main sahmi rahti hoon neend main bhi
kahin koi khwab das na jaye

Kabhi bulata hai koi sapna
Kabhi udati hai dhool koi
Main ek bhatki hui si khushbu
Talaash karti hoon phool koi
Jara kisi saakh par to baithun
Jara to mujhko hawa jhulaye

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:43 AM
Post #205


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Mere ghar aayee ek nanhee paree
Movie: KABHI KABHI
Singer: LATA MANGESHKAR


Mere ghar aayee ek nanhee paree
chaandanee ke haseen rath pe sawaar

us ke aane se mere aangan me
khil uthhe fool gunagunaayee bahaar
dekh kar us ko jee naheen bharataa
chaahe dekhoo use hajaar baar

maine poochhaa use ke kaun hain too
has ke bolee ke main hoo teraa pyaar
mai tere dil mein thee humeshaa se
ghar mein aayee hoo, aaj pahalee baar


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:44 AM
Post #206


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Movie: KABHI KABHI
Singer: MUKESH & LATA MANGESHKAR


Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:47 AM
Post #207


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Movie: KABHI KABHI
Singer: MUKESH


Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Har Ek Pal Meri Kahani Hai
Har Ek Pal Meri Hasti Hai
Har Ek Pal Meri Jawaani Hai

Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti
Khwabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti
Ek Phool Mein Tera Roop Basa Ek Phool Mein Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...

Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon Se Peena Hai
Inki Dhadkan Mein Basna Hai, Inki Saanson Mein Jeena Hai
Tu Apni Adaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen Deta Hoon
Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari Duaen Deta Hoon
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:48 AM
Post #208


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Tere Chehre Se Nazar Nahin
Movie: KABHI KABHI
Singer: LATA MANGESHKAR & KISHORE KUMAR


Tere Chehre Se Nazar Nahin Hat Ti
Nazaare Hum Kya Dekhen
Tujhe Milke Bhi Pyaas Nahin Ghat Ti
Nazaare Hum Kya Dekhen

Pighle Badan Teri Tapti Nigaahon Se
Sholon Ki Aanch Aaye Barfili Raahon Se
Lage Kadmonse Aag Lipat Ti
Nazaare Hum Kya Dekhen...

Rangon Ki Barkha Hai Khushboo Ka Saath Hai
Kisko Pataa Hai Ab Din Hai Ke Raat Hai
Lage Duniya Hi Aaj Simat Ti
Nazaare Hum Kya Dekhen...

Palkon Pe Failaa Teri Palkon Ka Saaya Hai
Chehre Mein Tere Mera Chehra Chhupaya Hai
Tere Jalwon Ki Chhund Nahin Chhat Ti
Nazaare Hum Kya Dekhen...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:51 AM
Post #209


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Betab dil ki, tamanna yahi hai
Movie: HANSTE ZAKHM
Singer: LATA MANGESHKAR


betaab dil kee, tamannaa yahee hain
tumhe chaahenge, tumhe poojenge
tumhe apanaa khudaa banaayenge

sune sune khwaabo mein, jab tak tum naa aaye the
khushiyaan thee sab aauron kee, gam bhee saare paraaye the
apane se bhee chhupaayee thee, dhadakan apane seene kee
hum ko jeenaa padataa thaa, khwaayeesh kab thee jeene kee
ab jo aa ke tum ne, humei jeenaa seekhaa diyaa hain
chalo duniyaan nayee basaayenge

bheegee bheegee palakon par, sapane kitane sajaaye hain
dil mein jitanaa andheraa thaa, utane ujaale aaye hain
tum bhee hum ko jagaanaa naa ,baaho mein jo so jaaye
jaise khushaboo fulon me, tum mein yoo hee kho jaaye
pal bhar kisee janam me, kabhee chhoote naa saath apanaa
tumhe ayese gale lagaayenge

waade bhee hai, kasmei bhee, beetaa wakt ishaaronkaa
kaise kaise aramaan hai, melaa jaise bahaaron kaa
saaraa gulashan de daalaa, kaliyaa aaur khilaao naa
hasate hasate ro de hum itanaa bhee to hasaao naa
dil mein tum hee base ho, saaraa aanchal wo bhar chukaa hain
kahaa itanee khushee chhupaayenge

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Sep 15 2005, 02:52 AM
Post #210


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Aaj socha to aansoo bhar aye
Movie: HANSTE ZAKHM
Singer: LATA MANGESHKAR


aaj sochaa to aansoo bhar aaye
muddate ho gayee muskuraye

har kadam par udhar mud ke dekhaa
unakee mahafil se hum uthh to aaye

rah gayee jindagee dard ban ke
dard dil mein chhupaaye chhupaaye

dil kee naajuk rage tootatee hain
yaad itanaa bhee koee naa aaye

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

18 Pages V « < 12 13 14 15 16 > » 
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 24th July 2025 - 12:20 AM