Toote Punya Ka Dashi |
Toote Punya Ka Dashi |
r&d |
Feb 11 2010, 08:42 AM
Post
#1
|
Dedicated Member Group: Members Posts: 3578 Joined: 2-April 05 Member No.: 1955 |
Toote punya ka dashi
ye deen ko bhor nadi chalegi na upar aaya ye sanjog yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap jahan hai kadam kadam par paap (2) chor looteron ke mathe par sadhupan ki chap jahan hai kadam kadam par paap (2) yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap jahan hai kadam kadam par paap (2) tann hai ujla mann hai kala, sab japte matlab ke mala (2) duniya apne dharm ko bholi tu batha chup chap jahan hai kadam kadam par paap (2) yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap jahan hai kadam kadam par paap (2) angaron par jeevan gadi, ye kaisa hai khel khladi (2) bhakton se bhagwan ka jag mein hota nahin milap jahan hai kadam kadam par paap (2) yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap jahan hai kadam kadam par paap (2) hai teeke bhagwan kahan ho, aasman se neeche aao aao (2) he jag balak is balak ka door karo sansar jahan hai kadam kadam par paap (2) -- Pt. Madhur |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | | Time is now: 17th September 2024 - 12:22 AM |