Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Usha Khanna's Filmography

, Usha Khanna's Filmography and Songs List

 
> Usha Khanna's Filmography, Usha Khanna's Filmography and Songs List
Hari Ram
post Jan 4 2008, 04:50 AM
Post #1


Unregistered









Usha Khanna's Filmography and Songs List
[under construction]


Dil Deke Dekho (1959)

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle, Mohammad Rafi:
bade hain dil ke kaale, haan yahi neeli si aankhon waale
surat buri ho, buraa nahin dil meraa, naa ho yakeen aazmaa le
meri jaan waah waah waah

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi:
bolo bolo, kuchh to bolo, gussaa chhodo dil na thodo
pyaar ho to kaha do Yes, pyaar nahin to kah do No

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi:
dil deke dekho, dil deke dekho, dil deke dekho ji
dil lene waalon, dil denaa seekho ji

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi:
hum aur tum aur yeh samaa, kyaa nashaa, nashaa saa hai
boliye na boliye, sab sunaa, sunaa saa hai

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi, Asha Bhosle:
kaun yeh aayaa mahafil mein, bijli si chamki dil mein
ujalaa mukhdaa kaalaa til, hont gulaabi jaise dil
rang-e-badan taubaa taubaa, aankh mili to kyaa hogaa
haaye o o dilarubaa meri neetaa

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi, chorus:
o meghaa re bole ghanan-ghanan, pawan chale sanan-sanan
paayal baaje jhanan-jhanan, jiyaraa moraa Dole, aajaa piyaa more
(in some audios this song is followed by 'badii hai dil...' Rafi+Asha duet)

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi, Asha Bhosle:
pyaar ki qasam hai, na dekh aise pyaar se
ho tu meraa sanam hai kahoongi main pukaar ke

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi:
raahi mil gaye raahon mein, baatein huyi nigaahon mein
dil samajhaa ham samajhe iqaraar ho gayaa, wallaah pyaar ho gayaa pyaar ho gayaa
ab to pyaar ho gayaa pyaar ho gayaa

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi, Asha Bhosle, chorus:
Rock Rock Rock Baby Rock,
do ekam do do dooni chaar, thoda, thoda de de mere dil ko qaraar

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi, Asha Bhosle:
yaar chulbulaa hai haseen dilarubaa hai, jhoot bolthaa hai magar zaraa zaraa
to bolo ji, phir kyaa kare deewaanaa


Hum Hindustani (1960)

<K. Manohar> Asha Bhosle:
baalmaa re haay, baalmaa mori lat suljhaa de, bindiyaa kho gayi, kho gayi re

<Bharat Vyas> Lata Mangeshkar:
chhedo na mohe kaanha jaa jaa jaa, chhedo na mohe kaanha jaa

<Prem Dhawan> Mukesh:
chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
naye daur mein likhenge, mil kar nayi kahaani, hum hindustaani

<Bharat Vyas> Lata Mangeshkar:
chori chori tori aayi hai raadha qadam tale hole hole
jamunaa ki that aajaa re khaanaa, hridai meraa dole dole

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi:
hum jab chale to, yeh jahaan jhoome, aarzoo hamaari, aasmaan ko choome, o o ha ha

<Rajinder Krishan> Lata Mangeshkar:
maajhi meri kismat ke ji chaahe jahaan le chal, ji chaahe jahaan le chal

<K. Manohar> Asha Bhosle, Mukesh:
neeli neeli ghataa o bheegi bheegi hawaa
hai nashaa hi nashaa kahin kho jaayen aa

<K. Manohar> Mukesh:
raat nikhari huyi, zulf bikhari huyi, har adaa teri phoolon ki daali,
aaj subah nahin hone waali, aaj subah nahin hone waali

<Sahir Ludhianvi> Geeta Dutt, Usha Khanna:
tu laage mora baalama yeh kaise kahoon main


Flat No. 9 (1961)

<Majrooh Sultanpuri> Lata Mangeshkar:
aankhon se maine pee hai thodi si yoon hi pee hai
daaka to nahin daala, chori to nahin ki hai, chori to nahin ki hai

<Majrooh Sultanpuri> Lata Mangeshkar:
dheere chalo saiyyan, rahe pyar ki dil deewaana, choote na mori

<Majrooh Sultanpuri> Lata Mangeshkar:
dil ki lagan saiyyan jaane na, jaane na baalama more saajna tu jaane na

<Majrooh Sultanpuri> Mukesh:
gaa deewaane jhoomke, raat ki zulfen choom ke
dil bhi hai dildaar bhi hai, mausam bhi hai pyaar bhi hai

<Majrooh Sultanpuri> Lata Mangeshkar:
jaadugar mujhko itna bataa, dard kya hai mohabbat hai kya

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
nayaa mausam nayi raahe naye diwaane hai, kahaan tak jaana hai


Aao Pyaar Karen (1964)

<Rajinder Krishan> Mohammad Rafi:
bahaar-e-husn teri, mausam-e-shabaab teraa ...
jahaan tu hai wahaan phir, chaandni ko kaun poochhegaa

<Rajinder Krishan> Mohammad Rafi:
dil ke aayine mein tasveer teri rahati hai
main yeh samjhaa koyi jannat ki pari rahati hai (2 versions)

<Rajinder Krishan> Mohammad Rafi:
dilbar, dilbar, o dilbar, haiyya o ji, o dilbar
teraa shabaab hu huh, aankhen sharaab hu huh

<Rajinder Krishan> Lata Mangeshkar:
ik sunhari shaam thi, bahaki-bahaki zindagi
raah mein hum tum mile, meri palkon ke tale, aashiyaan tera ban gayaa

<Rajinder Krishan> Mohammad Rafi:
jinke liye main deewaana bana, jo bhi kahate hai deewaana mujhe

<Rajinder Krishan> Lata Mangeshkar:
meri daastaan mujhe hiyi meraa dil sunaa ke roye
kabhi ro ke muskaraaye kabhiyi muskaraa ke roye

<Rajinder Krishan> Lata Mangeshkar:
tamannaon ko khilne de, iraadon ko jawaan karle
mohaabat ka ye mausam hai, chalo guftaa kiyaa karle

<Rajinder Krishan> Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar:
tum akele to kabhi baagh mein jaayaa na karo
aajakal phool bhi dilwaale hua karte hain
koyi khadamon se lipat baitaa to phir, to phir kyaa hogaa

<Rajinder Krishan> Mohammad Rafi:
yeh jhuki jhuki jhuki nigaahen teri, yeh jhuki jhuki jhuki si aahen teri
dil ka raaz kehagayi, tujhse pyaar hai kahin, ab yeh baat chhup sakhegi kaise teri


Awara Badal (1964)

<Javed Anwar> Asha Bhosle, Kamal Barot:
aamna saamna tose jab hoyi gawa, dil diwaana

<Javed Anwar> Asha Bhosle:
chhanke mori paayal aur khanke mora kanganaa

<Anand Bakshi> Asha Bhosle:
dil to nirala hi sharabi hain kehta hai unn aankhon mein gulaabi hai ...
maasha allah, maasha allah, maasha allaah

<Javed Anwar> Asha Bhosle:
ek hai dil pyaar bhara, kisko main doon mere khudaa
o dil mein tu bhi ho, nazar mein tu bhi hai

<Jaan Nisar Akhtar> Mukesh:
meri jaan na zulfen kholo kahin raat tahar naa jaaye

<Anand Bakshi> Asha Bhosle:
parwane teri shamaa jalthi, raat hai qaatil


Shabnam (1964)

<Majrooh Sultanpuri or Prem Dhawan or Javed Anwar> Asha Bhosle, Usha Khanna:
anaadi hai shikaari dekho dillagi, nishaana kare apna hi dil

<Majrooh Sultanpuri or Prem Dhawan or Javed Anwar> Lata Mangeshkar:
hasnun ala ya habibi, hasnun ala ya habibi, hasnun ala ya habibi
har nazar mein sau afsaane, har adaa mein sau paimaane, hai koyi mejhe pehachaane

<Javed Anwar> Mohammad Rafi:
ya habibi, ya habibi, ya habibi
main ne rakkhaa hai mohabbat apne afsaane ka naam
tum bhi kuchh achchha sa rakh do apne deewaane kaa naam

<Majrooh Sultanpuri or Prem Dhawan or Javed Anwar> Lata Mangeshkar:
nigahon ki jaadugari, adaaon ki yeh dilbari,
yun hi nahin, khudaa Ki qasam, koyi to hai mera bhi sanam

<Majrooh Sultanpuri or Prem Dhawan or Javed Anwar> Mohammad Rafi, Manna Dey, Usha Khanna, chorus :
o paise tu khudaa nahin, paise tu sanam nahin, magar kisi se kam nahin
arey, allah meri jholi mein chham se chale aao

<Majrooh Sultanpuri or Prem Dhawan or Javed Anwar> Usha Khanna:
shabnam bhi dekhi, shola bhi dekha, par tera jalwa, bas bas bas
phoolon ko dekha, bul bul ko dekhaa, par tera jalwa, bas, bas, bas

<Javed Anwar> Mukesh:
teri nigaahon pe mar-mar gaye hum
baanki adaaon pe mar-mar gaye hum, kyaa karen, kyaa kare, kyaa karen

<Majrooh Sultanpuri or Prem Dhawan or Javed Anwar> Mohammad Rafi:
yeh teri saadgi yeh tera baankapan, jaan-e-bahaar jaan-e-chaman haay, taubaa shikan


Ek Sapera Ek Lutera (1965)

<Asad Bhopali> Suman Kalyanpur, Mohammad Rafi, chorus:
ek saperaa, ek luteraa, do rang aahe saajan meraa
aate jaate roke mujhe chhode mujhe baalmaa

<Asad Bhopali> Mohammad Rafi:
hum tumse judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke, mar jaayenge ro ro ke

<Asad Bhopali> Mohammad Rafi:
mera banjaaye koyi yeh meri taqdeer nahin
main woh sheesha hoon jis mein koyi tasveer nahin

<Asad Bhopali> Lata Mangeshkar:
mere sanam, mere sanam, tumjo nahin kuchh bhi nahin, pyaar hai meraa aag mein jal rahaa

<Asad Bhopali> Mohammad Rafi:
tera bhi kisi pe dil aaye, phir koyi tujhe bhi tadpaaye, allah ha kare, allah ha kare

<Asad Bhopali> Suman Kalyanpur:
utaao jaam chalo dono saath saath piye

<Asad Bhopali> Manna Dey, Usha Khanna, chorus:
yeh dil fareb surat, yeh jitna gar adaayen


Faisla (1965)

<Asad Bhopali> Mukesh:
gori tere chalne pe mera dil qurbaan
tera chalnaa tera ruknaa tera mudnaa taubaa

<Asad Bhopali> Usha Khanna:
main hoon madame baawari surat meri kabse haseen kabse judaa, iyaa iyaa o, iyaa iyaa o

<Asad Bhopali> Suman Kalyanpur, Usha Khanna:
mera chhaila baabu aaya, arey meraa baabu aayaa

<Asad Bhopali> Mohammad Rafi:
meri jaan uf meri jaan, meri jaan, meri jaan
meri jaan pyaar se kab tak bhalaa dil ko bachaaogi

<Asad Bhopali> C. Ramachandra, Mahendra Kapoor:
o meri jaan bachna, o meri jaan arey munna hat

<Asad Bhopali> Usha Khanna, chorus:
phoolon ka rang mausam ki jaan hum hain,
hum se bahaar hai, masti hai pyaar hai

<Asad Bhopali> Lata Mangeshkar:
zulmi saanwariya ne hanske maara, teer nigaahon ka hanske maaraa
to main to kehati raha gayi, haai haai meraa dil


Main Hoon Alladin (1965)

<Farooq Kaisar> Mohammad Rafi, Asha Bhosle:
ae haseenaa, main tujhi se pyaar karta hoon, dil ko nisaar kartaa hoon
tu agar buraa nahin maano, main kahoonga tujh par martaa hoon

<Javed Anwar> Lata Mangeshkar:
apna mizaaz aashiqaana

<Farooq Kaisar> Suman Kalyanpur, Mohammad Rafi:
chhanke meri paayal ki jhankaar tere aage, naachoongi mere dibar sau baar tere aage

<Farooq Kaisar> Mukesh:
dil hai saada tabiyat hai rangeen

<Javed Anwar> Usha Khanna:
hawwa, aazeeza hawwa, aazeeza hawwa, aazeeza marhabaa

<Javed Anwar> Lata Mangeshkar:
teri nigaahon ne sawaal kiya

<Farooq Kaisar> Usha Khanna:
teri zaat paak hai ae khuda


Nishan (1965) {Nishaan}

<Javed Anwar> Asha Bhosle:
aapki adaaaon pe fida dil mera ho gaya

<Javed Anwar> Usha Khanna:
ae jaan-e-wafaa main dil rakh diya

<Javed Anwar> Mukesh, Suman Kalyanpur:
bolo ji bolo, kuchh bolo ji bolo
parwaanaa teri mehafil aayaa hai, deewaanaa teri mehafil aayaa hai

<Javed Anwar> Asha Bhosle:
haaye tabassum teraa, dhoop khil gayi raat mein
yaa bijli giri barsaat mein, haaye tabassum teraa

<Javed Anwar> Mohammad Rafi:
haaye tabassum teraa, dhoop khil gayi raat mein
yaa bijli giri barsaat mein, haaye tabassum teraa

<Javed Anwar> Manna Dey, Mahendra Kapoor, Usha Khanna:
humqadam humsafar humnashi humzubaan aa aa
masti apne haal mein zindaa dilon ka kaarvaan

<Javed Anwar> Asha Bhosle:
saakiya thodi thodi bekhudi hai main kyaa jaanu kis ne pee hai


This post has been edited by Hari Ram: Mar 27 2008, 06:53 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
30 Pages V « < 11 12 13 14 15 > »   
Reply to this topicStart new topic
Replies(180 - 194)
Sangeet
post Jan 24 2008, 05:25 PM
Post #181


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 2464
Joined: 8-June 06
Member No.: 6366



QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 10:27 AM) *

<Yogesh or Abid Ahmedpuri> Mohammad Aziz, Alka Yagnik Hemlata: --- 3.42 minutes (on Sonika Gill and Som Raaj (introduced in this film))
yeh pyaar karne ka waada bahut khoobsurat hai

mad.gif This does not sound like Alka Yagnik .. It is Hemlata mad.gif Jaldi Credits Check Karo HT..your time starts now Tick Tock ... Isi Bahane Bhootiya film phir se dekhne ka Mauka Milega laugh.gif

Sangeet

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Obscure Albums of 60s/70s/80s/90s
Random Obscure Tracks from 70s-90s
Kavita K - Down The Years
Need Info
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
King Kishore
post Jan 24 2008, 06:50 PM
Post #182


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 3554
Joined: 7-February 07
Member No.: 10681



Amazing Thread, Amazing Uploads. wub.gif

Thank you All for these innumerable gems. smile.gif

-----
Aadmi Theek Se Dekh Paata Naheen, Aur Parde Pe Manzar Badal Jaata Hai,
Ek Baar Chaley Jaate Hain Jo Din-Raat, Suboh-Shaam, Wo Phir Naheen Aate, Wo Phir Naheen Aate,
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam, Wo Phir Naheen Aate, Wo Phir Naheen Aate...

-----
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 07:37 PM
Post #183


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE(Sangeet @ Jan 24 2008, 05:25 PM) *
QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 10:27 AM) *

<Yogesh or Abid Ahmedpuri> Mohammad Aziz, Alka Yagnik Hemlata: --- 3.42 minutes (on Sonika Gill and Som Raaj (introduced in this film))
yeh pyaar karne ka waada bahut khoobsurat hai

mad.gif This does not sound like Alka Yagnik .. It is Hemlata mad.gif Jaldi Credits Check Karo HT..your time starts now Tick Tock ... Isi Bahane Bhootiya film phir se dekhne ka Mauka Milega laugh.gif


ohmy.gif You want me to endure that crap again. chase.gif By the way, sacch mein bhoot aaya tha bhai. ohmy.gif The moment I was posting, it switched off the power supply in our area. mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif

Yeh lo snapshot, knowing you, I dumped the movie on my hard disk. laugh.gif laugh.gif laugh.gif Do you want me to send the movie ripped too? wub.gif - That's called sweet revenge. wink.gif


Attached image(s)
Attached Image
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 07:38 PM
Post #184


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE(King Kishore @ Jan 24 2008, 06:50 PM) *
Amazing Thread, Amazing Uploads. wub.gif

Thank you All for these innumerable gems. smile.gif


dry.gif Dher sahi, aagaya bhai hamara.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
King Kishore
post Jan 24 2008, 07:41 PM
Post #185


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 3554
Joined: 7-February 07
Member No.: 10681



QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 07:37 PM) *

QUOTE(Sangeet @ Jan 24 2008, 05:25 PM) *
QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 10:27 AM) *

<Yogesh or Abid Ahmedpuri> Mohammad Aziz, Alka Yagnik Hemlata: --- 3.42 minutes (on Sonika Gill and Som Raaj (introduced in this film))
yeh pyaar karne ka waada bahut khoobsurat hai

mad.gif This does not sound like Alka Yagnik .. It is Hemlata mad.gif Jaldi Credits Check Karo HT..your time starts now Tick Tock ... Isi Bahane Bhootiya film phir se dekhne ka Mauka Milega laugh.gif


ohmy.gif You want me to endure that crap again. chase.gif By the way, sacch mein bhoot aaya tha bhai. ohmy.gif The moment I was posting, it switched off the power supply in our area. mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif

Yeh lo snapshot, knowing you, I dumped the movie on my hard disk. laugh.gif laugh.gif laugh.gif Do you want me to send the movie ripped too? wub.gif - That's called sweet revenge. wink.gif

So its settled - both are wrong - its Alka Yaganik. biggrin.gif

-----
Aadmi Theek Se Dekh Paata Naheen, Aur Parde Pe Manzar Badal Jaata Hai,
Ek Baar Chaley Jaate Hain Jo Din-Raat, Suboh-Shaam, Wo Phir Naheen Aate, Wo Phir Naheen Aate,
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam, Wo Phir Naheen Aate, Wo Phir Naheen Aate...

-----
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 07:42 PM
Post #186


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



It was not even an "A" certificate movie and that silly 'a' makes a difference? ohmy.gif Now who is the new singer Alka Yaganik. laugh.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Sangeet
post Jan 24 2008, 08:38 PM
Post #187


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 2464
Joined: 8-June 06
Member No.: 6366



QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 07:37 PM) *

ohmy.gif You want me to endure that crap again. chase.gif By the way, sacch mein bhoot aaya tha bhai. ohmy.gif The moment I was posting, it switched off the power supply in our area. mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif

Yeh lo snapshot, knowing you, I dumped the movie on my hard disk. laugh.gif laugh.gif laugh.gif Do you want me to send the movie ripped too? wub.gif - That's called sweet revenge. wink.gif


Sorry HT! Lol I dont believe that Bhootiya film's credits.. Shayad Credit likhte waqt dar se kaanp kar likh raha hoga credits likhne walon ne.. Listen to the song that is definately Hemlata ( not Alka) laugh.gif

Sangeet

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Obscure Albums of 60s/70s/80s/90s
Random Obscure Tracks from 70s-90s
Kavita K - Down The Years
Need Info
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 09:40 PM
Post #188


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



blink.gif I am off on a long journey to meet UK to solve this one. tongue1.gif Don't worry guys I will be back with more missing flicks. wink.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
anjvajay
post Jan 24 2008, 09:49 PM
Post #189


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1210
Joined: 28-November 06
Member No.: 7705



QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 09:40 PM) *

blink.gif I am off on a long journey to meet UK to solve this one. tongue1.gif Don't worry guys I will be back with more missing flicks. wink.gif

HumTum bhai Usha ji se is film ka naam bhi poochh ke aayiyega.
Bhoot aakhir bhoot thahre roop badal lete hain to naam badalna unke liye kaun si badi baat hai.
Hairat ki baat ye hai ki ye film 'Hairat' ke naam se bhi available hai :
Attached Image Attached Image
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 10:03 PM
Post #190


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



ohmy.gif Anjvajay bhai ab to woh trip aur bhi zaruri hogaya hai. wacko.gif Ek se badkar ek paheliyaan!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
anjvajay
post Jan 24 2008, 10:13 PM
Post #191


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1210
Joined: 28-November 06
Member No.: 7705



QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 10:03 PM) *

ohmy.gif Anjvajay bhai ab to woh trip aur bhi zaruri hogaya hai. wacko.gif Ek se badkar ek paheliyaan!

Chhodiye HumTum bhai bhooton ke chakkar mein jyada door mat nikal jaayiyega. Humlog hamesha aapko kareeb dekhna chaahte hain.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Jan 24 2008, 11:10 PM
Post #192


Unregistered









HT bhai,

Thanks for these songs from Laash or Hairat, a suspense and horror movie.
The real title of the movie itself appears to be a suspense.
I liked the 'bachaa bachaa' songs.

Hari Ram
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 11:17 PM
Post #193


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE(anjvajay @ Jan 24 2008, 09:49 PM) *
QUOTE(HumTum @ Jan 24 2008, 09:40 PM) *

blink.gif I am off on a long journey to meet UK to solve this one. tongue1.gif Don't worry guys I will be back with more missing flicks. wink.gif

HumTum bhai Usha ji se is film ka naam bhi poochh ke aayiyega.
Bhoot aakhir bhoot thahre roop badal lete hain to naam badalna unke liye kaun si badi baat hai.
Hairat ki baat ye hai ki ye film 'Hairat' ke naam se bhi available hai :
Attached Image Attached Image


Interesting to note that this poster or cover of the film has Abid Ahmedpuri name split into two with ',' --- meaning they are two lyricists! ohmy.gif ohmy.gif

Some Mumbaiwaasi can call him and find out. tongue1.gif I managed to get his details. wink.gif (HT007 - on a sleuthing mood. ph34r.gif ph34r.gif ph34r.gif )


Name : Abid Ahmedpuri
Address1 :365, S. Colony,
Address2 : Chincholigate,
Address3 :
Address4 :
City : Mumbai
PIN :
Phone : 2877 8044
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 11:21 PM
Post #194


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE(Hari Ram @ Jan 24 2008, 11:10 PM) *
HT bhai,

Thanks for these songs from Laash or Hairat, a suspense and horror movie.
The real title of the movie itself appears to be a suspense.
I liked the 'bachaa bachaa' songs.

Hari Ram


Hari Ram bhai yes it is nice to HEAR only. blink.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Jan 24 2008, 11:37 PM
Post #195


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



After killing the first villain the title is shown in the movie. Anjvajay bhai aap ke flick mein kab dikhaate hai title?

This is the snapshot of the movie name. ninja.gif


Attached image(s)
Attached Image
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

30 Pages V « < 11 12 13 14 15 > » 
Reply to this topicStart new topic
2 User(s) are reading this topic (2 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 22nd May 2024 - 08:24 AM