Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Talat- Aanso Samajh Ke Kyun Mujhe

, Film- Chhaaya

 
 
Reply to this topicStart new topic
> Talat- Aanso Samajh Ke Kyun Mujhe, Film- Chhaaya
extenok
post Aug 28 2004, 06:44 AM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1068
Joined: 25-October 03
Member No.: 33



Song : Aanso Samajh Ke Kyun Mujhe, Aankh Se Tuu Ne Gira Diya
Film: Chhaaya (1961)
Cast: Sunil Dutt, Asha Parekh
Singer: Talat Mahmood
Music Director: Salil Chaudhory
Lyricist: Rajinder Krishan



aanso samajh ke kyun mujhe, aankh se tuu ne gira diya
moti kisi ke pyaar ka, mitti mein kyuun mila diya

jo na chaman mein khil saka, mein woh ghareeb phuul huun
jo kuch bhi huun, bahaar kee chhoti sii ek bhuul huun
jissne khila ke khud mujhe, khud hee mujhe bhula diya

naghma huun, kab magar mujhe apnay pe koi naaz thaa
gaaya gaya huun jiss pe mein, tuuta hua woh saaz thaa
jissne suna woh hans diya, hans ke mujhe rula diya

meri khata muaaf mein, bhuulay se aa gaya yahaan
warna mujhe bhi hae khabar, maera nahi hae yeh jahaan
duur chala thaa neend mein, achha kiya jaga diya

aanso - teardrop, tear
moti - pearl
mitti - dirt, soil
chaman - garden
khil - blossom
ghareeb - poor, unfortunate
phuul - flower
bahaar - spring
chhoti - small
bhuul - mistake
bhula - to forget
naghma - song
naaz - pride
tuuta - broken
saaz - instrument
hans - to laugh
rula - to cry
khata - mistake
muaaf - forgive
khabar - knowledge, to know
jahaan - world
neend - sleep
jaga - to wake


Thinking me a tear, why did you let me fall from your eyes
The pearl of my love, why did you let it fall to the dirt

The unfortunate flower that couldn't blossom in the garden, that is who I am
Whatever I maybe, I am a small mistake of Spring
Which itself forgot me after blossoming me

I am a song, but I do not take pride in myself
The instrument that I was sung upon, was broken
Whoever heard me, laughed and made me cry

Be my mistake forgiven, I came here not knowingly
Else I know too, that this is not my world
I had journeyed too far in my slumber, thank you for awakening me



zindagi ne kar diya, jab bhi udaas
aa gaye ghabra ke hum, manzil ke paas
sar jhukaaya, sar jhuka kar ro diye
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 27th April 2024 - 01:37 PM