Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Do Lafzon Ki Hai

, The Great Gambler

 
 
Reply to this topicStart new topic
> Do Lafzon Ki Hai, The Great Gambler
Chitralekha
post Oct 30 2003, 11:26 PM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 4431
Joined: 22-October 03
Member No.: 13



Film Name: The Great Gambler
Year: 1979
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist: Anand Bakshi
Musician(s): R.D. Burman

(do lafzo ki hai dil ki kahaani
ya hai mohabbat ya hai jawaani)(3)

(dil ki baaton ka matlab na poochho
kuch aur humse bas ab na poochho)(2)
jiss ke liye hai duniya deewani
ya hai mohabbat ya hai jawaani

(yeh kashti wala kya gaa raha tha
koyi isse bhi yaad aa raha tha)(2)
kisse puraane yaadein puraani
ya hai mohabbat ya hai jawaani

(iss zindagi ke din kitne kam hai
kitni hai khushiyan aur kitne gham hai) (2)
lag ja gale se rut hai suhani
ya hai mohabbat ya hai jawaani

do lafzo ki hai dil ki kahaani
ya hai mohabbat ya hai jawaani
--------------------------------------

Anyone knows what the Italian boatman sings ? "amore mia...."???
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Reply to this topicStart new topic
2 User(s) are reading this topic (2 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 27th April 2024 - 05:56 PM