Lyrics: Yeh khamoshiyan (Yeh Raaste Hai Pyaar Ke), Requested by Sharad |
Lyrics: Yeh khamoshiyan (Yeh Raaste Hai Pyaar Ke), Requested by Sharad |
Chitralekha |
Oct 29 2003, 05:43 AM
Post
#1
|
Dedicated Member Group: Members Posts: 4431 Joined: 22-October 03 Member No.: 13 |
Corrections, additions are welcome. Please fill in the blanks if you can figure out the words.
Thanks. Chitralekha ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Song: Yeh khamoshiyan yeh tanhaiya Film: Yeh Raaste Hai Pyaar Ke Year: 1963 Singer(s): Mohd. Rafi & Asha Bhosle Music Director: Ravi Lyrics: Rajinder Kishan Rafi: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Asha: aa aa aa aa o ho ho Rafi: aa ha Asha: aa aa Rafi: aa ha ha Asha: o ho Rafi: ho ho ho ho ho ho Asha: yeh dharti ka mausam _______ hai (2) Rafi: yeh hai barf ke dher ya sangemarmar Both: banaa le na kyon apni jannat yahaan Rafi: yeh khamoshiyaan Asha: aaa aaa aaa Rafi: yeh tanhaaiyan Asha: aaa aaa aaa Rafi: mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: na parda hai koyi na hai koyi chilman Asha: jahaan paanv rakh de hai fitarat hi fitarat (2) Both: kadam chhodte ja rahe hai _______ |
Sharad |
Oct 29 2003, 10:27 AM
Post
#2
|
Dedicated Member Group: Members Posts: 2284 Joined: 21-October 03 From: Germantown, Maryland, USA Member No.: 7 |
I'm also having touble with the word Asha Bhosle says in the 1st stanza
i think she says Yeh sardi ka mausam badan.............something something hai yeh hai barf ke dher ya sangemarmar bana le na kyon apni jannat yahan yeh khamoshiyaan... 2nd stanza goes something like............. yeh oonche pahaadhon ke magrur saaye yeh kehte insa ? nazar to milaaye - 2 farishte bhi hain, is jagah bezubaan yeh khamoshiyaan... Na parda hai koyi, na hai koyi chilman jahan paaon rakhden, hai [phislan hi phislan]- 2 kadam chhodhte jaa rahe hain [nishaan] yeh khamoshiyaan...yeh tanhaaiyaan mohabbat ki duniya hai, kitni jawaan man what a sweet sung song! SS |
Chitralekha |
Oct 29 2003, 11:14 AM
Post
#3
|
Dedicated Member Group: Members Posts: 4431 Joined: 22-October 03 Member No.: 13 |
My goodness this was so clear!! I think I got the whole song now
yippeee doo daaa dum deee deee doooo ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Rafi: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Asha: aa aa aa aa o ho ho Rafi: aa ha Asha: aa aa Rafi: aa ha ha Asha: o ho Rafi: ho ho ho ho ho ho Asha: yeh sardi ka mausam badan kaanpe thar-thar (2) Rafi: yeh hai barf ke dher ya sangemarmar Both: banaa le na kyon apni jannat yahaan Rafi: yeh khamoshiyaan Asha: aaa aaa aaa Rafi: yeh tanhaaiyan Asha: aaa aaa aaa Rafi: mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: yeh oonche pahaado ke magroor saaye Asha: yeh kehte hai unko nazar to milaaye (2) Both: farishte bhi hai iss jagah bezubaan Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: na parda hai koyi na hai koyi chilman Asha: jahaan paanv rakh de hai phislan hi phislan (2) Both: kadam chhodte ja rahe hai nishaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: aa aa aa aa Asha: aaa aa aaa ha Both: aa aa aa aa |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | | Time is now: 16th May 2024 - 05:38 AM |