Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Doston Se

, dosti ke kuch haseen pal

 
3 Pages V < 1 2 3 >  
Reply to this topicStart new topic
> Doston Se, dosti ke kuch haseen pal
catch22
post Dec 20 2004, 02:19 PM
Post #16


Dedicated Member
Group Icon

Group: Away
Posts: 2985
Joined: 29-October 04
Member No.: 1172



yun laga dost, teraa mujhse Khafaa ho jaana
jis tarah phool se, Khushboo ka judaa ho jaana

dost ban ban ke mile mujhko mitane vaale
main ne dekhe hain kaii rang badalne vaale

vo meraa dost hai, saare jahaaN ko hai maaluum
daGaa kare vo kisii se, to sharm aaye mujhe



mere ham_nafas, mere ham_navaa, mujhe dost banake dagaa na de
main hun dard-e-ishq se jaan ba lab, mujhe zindagi ki duaa na de



"The moment we want to believe something, we suddenly see all the arguments for it, and become blind to the arguments against it."
"Reading made Don Quixote a gentleman, but believing what he read made him mad. "
"You'll never have a quiet world till you knock the patriotism out of the human race. "
George Bernard Shaw
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
spbobby
post Dec 20 2004, 09:33 PM
Post #17


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1013
Joined: 17-October 04
From: Banned
Member No.: 1026



very nice catch 22:

Hum pucho na dosti ka seela,
Dushman ka bhi dil hila dhega,
.... Mera qatil hi mera munsif hai,
kiya mera haq mein faisala dhega,.....
Zindagi ko khareeb se dekho, Is ka chera tumhe rula dhega....

IPB ImageIPB Image

Bhag Tweety Bhag,Teri Izzat Ka Sawal Hai


hi
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
spbobby
post Dec 21 2004, 02:11 PM
Post #18


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1013
Joined: 17-October 04
From: Banned
Member No.: 1026



Aye mere dost raat hui jab sham ke baad,
Teri yaad aayi har baat ke baad.
Maine khamos rah kar bhi dekha teri
Awaz aayi meri har shans ke baad.

IPB ImageIPB Image

Bhag Tweety Bhag,Teri Izzat Ka Sawal Hai


hi
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
spbobby
post Dec 21 2004, 02:11 PM
Post #19


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1013
Joined: 17-October 04
From: Banned
Member No.: 1026



Jo na badhhaaye haath dosti ka
Zaroorat hei usey hi kuchh khhaas dosti ka

IPB ImageIPB Image

Bhag Tweety Bhag,Teri Izzat Ka Sawal Hai


hi
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
spbobby
post Dec 21 2004, 02:12 PM
Post #20


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1013
Joined: 17-October 04
From: Banned
Member No.: 1026



Sabka Apna Apna Dosti Ka Andaaz Hai
Kuch Hoty Hai Naraj To Kuch Sirf Payar Hai
Asali Bat To Yah Hai Dosto
Dosti Her Rang Ka Milla Julla Ahsaas Hai

IPB ImageIPB Image

Bhag Tweety Bhag,Teri Izzat Ka Sawal Hai


hi
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
spbobby
post Dec 21 2004, 02:13 PM
Post #21


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1013
Joined: 17-October 04
From: Banned
Member No.: 1026



Dosti ka rang duniya ke har rang se sunder hai
Dikhne mai ek boond hai,
magar, is ek boond mai samunder hai

IPB ImageIPB Image

Bhag Tweety Bhag,Teri Izzat Ka Sawal Hai


hi
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
dryunussumra
post Dec 22 2004, 04:37 AM
Post #22


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 391
Joined: 15-April 04
From: In front of computer
Member No.: 404



Aye DOST too moojh pay woh ehsaan ker gaya
Apnee yadey, mout kaa samaan ker gaya

Woh DOST jo phool ki maanind tha kabhi
Kanto kaa haar kyoun mujhey daan ker gaya

Oos nay toe kabhie aankh uutha ker naheen dekha
Main jaan o dil jis pay qurbaan ker gaya

Yeh bhi mumkin hai K loat aayey woh dost
Jaatey hooway meri ek baat maan ker gaya

Yeh aur baat k zamaney waley kehtay!!
Woh bewafa tha khood apnee pehchaan ker gaya

AAWAZ, WOH JADOO SA JAGATI HUWI AAWAZ
MADHOSH DIL-O-JAA.n KO BANATI HUWI AAWAZ
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Khushboo
post Dec 22 2004, 11:33 AM
Post #23


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 300
Joined: 14-December 04
From: hyderabad,AP
Member No.: 1340



QUOTE(spbobby @ Nov 27 2004, 08:02 PM)
khushi ke liye gum kurbaan,
hasi ke liye aansoon kurbaan,
pyaar ke liye dil kurbaan,
par aye mere dost tere liye ..meri jaan kurbaan...i
*


[COLOR=blue][SIZE=14][FONT=Times][B]

Lamba Hai Safar Dost Banaate Chaliye
Dil Mile Na Mile Haath Milaate Chaliye

ISHQ NAZUK MIZAZ HAI LOGOAN AKAL KA BOJ UTHA NAHI SAKTA
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Khushboo
post Dec 22 2004, 11:36 AM
Post #24


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 300
Joined: 14-December 04
From: hyderabad,AP
Member No.: 1340



QUOTE(dryunussumra @ Dec 22 2004, 04:37 AM)
Aye DOST too moojh pay woh ehsaan ker gaya
Apnee  yadey, mout  kaa  samaan  ker gaya

Woh DOST jo phool ki maanind tha kabhi
Kanto kaa haar kyoun  mujhey daan ker gaya

Oos nay toe kabhie aankh uutha ker naheen dekha
Main jaan o dil jis pay qurbaan ker gaya

Yeh bhi mumkin hai  K loat aayey woh dost
Jaatey hooway meri ek baat maan ker gaya

Yeh aur baat k zamaney waley kehtay!!
Woh bewafa tha khood apnee pehchaan ker gaya
*


[COLOR=blue][SIZE=14][FONT=Times]
"iss duniya me dost bahot kam milege,
iss duniya me gam hi gam milege,
jiss mod pe duniya nazar fer legi,
uss mod pe ye dost tumhe ham milege. wink2.gif




ISHQ NAZUK MIZAZ HAI LOGOAN AKAL KA BOJ UTHA NAHI SAKTA
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Khushboo
post Dec 22 2004, 11:49 AM
Post #25


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 300
Joined: 14-December 04
From: hyderabad,AP
Member No.: 1340



QUOTE(spbobby @ Dec 21 2004, 02:13 PM)
Dosti ka rang duniya ke har rang se sunder hai
Dikhne mai ek boond hai,
magar, is ek boond mai samunder hai
*


[COLOR=red][SIZE=14][FONT=Times][B]
Dil raheen-e-gham-e-jahaaN hai aaj
Her nafas tishna fughaaN hai aaj
Sakht veeraaN hai meHfil-e-hasti
Ae gham-e-dost to kahaaN hai aaj

ISHQ NAZUK MIZAZ HAI LOGOAN AKAL KA BOJ UTHA NAHI SAKTA
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
dryunussumra
post Dec 23 2004, 03:03 AM
Post #26


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 391
Joined: 15-April 04
From: In front of computer
Member No.: 404



Any body can recall the shair of the ghazal ,whose misraa oola is...

Aye dost teri aankh jo nam hai toe mujhey kya?????

If possible kindly post complete ghazal

AAWAZ, WOH JADOO SA JAGATI HUWI AAWAZ
MADHOSH DIL-O-JAA.n KO BANATI HUWI AAWAZ
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
dryunussumra
post Dec 23 2004, 04:03 AM
Post #27


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 391
Joined: 15-April 04
From: In front of computer
Member No.: 404



Aye meray ddddddost tera is tarah khafaa hana
K jaisay phool say khushboo ka jooda hona

AAWAZ, WOH JADOO SA JAGATI HUWI AAWAZ
MADHOSH DIL-O-JAA.n KO BANATI HUWI AAWAZ
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
dryunussumra
post Dec 23 2004, 04:05 AM
Post #28


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 391
Joined: 15-April 04
From: In front of computer
Member No.: 404



Teray baghair na guzray gi zindagee aye dost
main kya karoon gaa zamaney ki dostee layker

AAWAZ, WOH JADOO SA JAGATI HUWI AAWAZ
MADHOSH DIL-O-JAA.n KO BANATI HUWI AAWAZ
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
dryunussumra
post Dec 24 2004, 02:05 AM
Post #29


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 391
Joined: 15-April 04
From: In front of computer
Member No.: 404



Har roze naya mil jaata hai ek dost
hum saa na mila hai na milay ga tumhen dost
AAzmaish shart hai,aazma K dekh lo
Mil jayey..tow phir na kehna hamen dost

AAWAZ, WOH JADOO SA JAGATI HUWI AAWAZ
MADHOSH DIL-O-JAA.n KO BANATI HUWI AAWAZ
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
dryunussumra
post Dec 24 2004, 02:09 AM
Post #30


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 391
Joined: 15-April 04
From: In front of computer
Member No.: 404



Yeh meray charon taraf kis liyey ujala hai
AAp ka khayal hai ..ya din nikalney wala hai
Yaaqeen mano main kab ka bikher gaya hota
Tumhari dosti nay ab tak mujhey sambhala hai

AAWAZ, WOH JADOO SA JAGATI HUWI AAWAZ
MADHOSH DIL-O-JAA.n KO BANATI HUWI AAWAZ
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

3 Pages V < 1 2 3 >
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 28th April 2024 - 01:01 AM