Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani

, Vakil Baboo

 
 
Reply to this topicStart new topic
> Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani, Vakil Baboo
deewani
post Oct 7 2008, 10:44 AM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053



Zayed, you seem to have a preference for the mujras as well, lol, or maybe I am attracted to them first in the list; in any case here's the next one ... Oh and I received your PM, YVW, I'm actually enjoying this. I'll try to translate all the ones I'm posting eventually, baaqi you'll have to enlist the help of more learned folks at HF. I'm glad you are enjoying the posts, hopefully others are as well.

Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
embers (Fire) in her heart, tears (Water) in her eyes
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Har Tawaif Ki Hai Yeh Kahaani
this is the story of every courtesan.
Har Tawaif Ki Hai Yeh Kahaani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani

Kitne Unwan Hai, Kitne Toofan Hai
there are so many topics (stories), so many storms
Kitne Unwan Hai, Kitne Toofan Hai
Naaz-o-Andaaz Hai, Saaz Hai, Raaz Hai
there's the art of flirting (coquetry), there's music, there's secrets..
Humsafar Hai Kayee, Aur Ghar Hai Kayee
there are several fellow travelers, several houses
Khoob Hai Dastaan, Guzra Bachpan Kahan
the story is beautiful, where did childhood pass
Aur Guzri Kahan Pe Jawaani
and where did youth pass
Aur Guzri Kahan Pe Jawaani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Har Tawaif Ki Hai Yeh Kahaani

Eis Shaher Mein Yehi, Kho Gayee Woh Kehin

in this very city, she got lost somewhere
Eis Shaher Mein Yehi, Kho Gayee Woh Kehin
Aaina Dekh Kar, Mujhko Aayee Nazar

after looking into the mirror, I caught a glimpse of her
Woh Jo Majboor Thi, Phir Bhi Maghroor Thi
she, who was helpless, yet still proud
Aaj Khotey Pe Hi Nachti Hai Wohi
she is the same who today dances at a courtesan parlor
Apni Babul Ki Galiyon Ki Rani
(she who was) the princess of her father's streets
Apni Babul Ki Galiyon Ki Rani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Har Tawaif Ki Hai Yeh Kahaani

Yeh Tawaif Kehin Paida Hoti Nahin
these courtesans are not born anywhere
Yeh Tawaif Kehin Paida Hoti Nahin
Banti Hai Badnaseeb, Hoti Yeh Ghareeb
the unlucky ones are made, either they are poor
Yaan Koi Bewafa, De Ke Eis Ko Dagaa
or some unfaithful man betrays her
Chhod Deta Hai Saath, Has Ke Bas Ek Raat
leaves her side, laughingly, after just one night
Umr Bhar Roti Hai Yeh Deewani
she cries for the rest of her life, this mad/crazy one
Umr Bhar Roti Hai Yeh Deewani
Dil Mein Sholay, Nigaahon Mein Paani
Har Tawaif Ki Hai Yeh Kahaan

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"





User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Reply to this topicStart new topic
2 User(s) are reading this topic (2 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 28th April 2024 - 12:09 AM