Printable Version of Topic

Click here to view this topic in its original format

Hamara Forums _ Lyrics _ Toote Punya Ka Dashi

Posted by: r&d Feb 11 2010, 08:42 AM

Toote punya ka dashi
ye deen ko bhor
nadi chalegi na upar
aaya ye sanjog

yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap
jahan hai kadam kadam par paap (2)
chor looteron ke mathe par sadhupan ki chap
jahan hai kadam kadam par paap (2)
yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap
jahan hai kadam kadam par paap (2)

tann hai ujla mann hai kala, sab japte matlab ke mala (2)
duniya apne dharm ko bholi tu batha chup chap
jahan hai kadam kadam par paap (2)
yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap
jahan hai kadam kadam par paap (2)

angaron par jeevan gadi, ye kaisa hai khel khladi (2)
bhakton se bhagwan ka jag mein hota nahin milap
jahan hai kadam kadam par paap (2)
yehi hai kya sansaar tumhara jispe tu mai baap
jahan hai kadam kadam par paap (2)

hai teeke bhagwan kahan ho, aasman se neeche aao aao (2)
he jag balak is balak ka door karo sansar
jahan hai kadam kadam par paap (2)

-- Pt. Madhur

Powered by Invision Power Board (http://www.invisionboard.com)
© Invision Power Services (http://www.invisionpower.com)