Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De

, Galiyon Kaa Badshah

 
> Mujhe Zindagi Ki Dua Na De, Galiyon Kaa Badshah
deewani
post Oct 2 2008, 11:43 AM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053



on Zayed's request:


Female Version

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin

Koi Zindagi Pe Karre Yakeen
Mujhe Zindagi Pe Yakeen Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin


Yeh Safar Bhi Kaisa Safar Hai Yeh
Main Kabhi Kahin Tu Kabhi Kahin
Mujhe Jis Sanam Ki Talash Thi
Woh Mila Magar Woh Mila Nahin
Main Woh Baat Hoon
Main Woh Baat Hoon
Jo Banni Nahin
Main Woh Raat Hoon
Jo Khati Nahin
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin

Jo Lehar Ke Saathi Hi Behagayi
Main Tau Reth Ki Woh Deewaar Hoon
Jo Na Ban Saka Woh Hoon Aashian
Jo Na Mil Saka Woh Qaraar Hoon
Mera Naam Hai
Mera Naam Tulsi Tau Naam Ka
Kisi Aangane Mein Sajji Nahin
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Koi Zindagi Pe Karre Yakeen
Mujhe Zindagi Pe Yakeen Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin




Female Sad Version

Main Jisse Samajhti Rahi Diya
Woh Tau Roshni Ka Faraib Tha
Yun Hi Apne Hosh-o-Awaaz Mein
Koi Is Tarah Se Nahin Loota
Main Hoon Woh Dua
Main Hoon Woh Dua
Jo Hai Be-asar
Main Woh Pyaas Hoon
Jo Bujhi Nahin
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Koi Zindagi Pe Karre Yakeen
Mujhe Zindagi Pe Yakeen Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin


Male Version

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin

Koi Zindagi Pe Karre Yakeen
Mujhe Zindagi Pe Yakeen Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin

Jo Bighad Gaya Woh Naseeb Hoon
Jo Bikhar Gaya Main Woh Khwab Hoon
Na Sunni Gayee Woh Hoon Dastaan
Na Padi Gayee Woh Kitaab Hoon
Jo Mili Zameen
Jo Mili Zameen Na Tha Aasmaan
Mila Aasman Tau Zameen Nahin
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin

Mujhe Mil Ke Kho Gayee Manzilein
Main Safar Mein Tha
Main Safar Mein Hoon
Main Tau Apna Sheesha-e-Dil Liye
Yahan Pattharon Ke Shaher Mein Hoon
Jahan Hasraton Ke
Jahan Hasraton Ke Maqaam Thay
Mujhe Mil Saki Woh Gali Nahin
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin
Koi Zindagi Pe Karre Yakeen
Mujhe Zindagi Pe Yakeen Nahin
Meri Zindagi Se Banni Nahin




This post has been edited by deewani: Oct 4 2008, 06:56 AM

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"





User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Posts in this topic


Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 11th July 2025 - 01:05 AM