![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
r&d |
![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 3578 Joined: 2-April 05 Member No.: 1955 ![]() |
Mohabhat Ka Nateeja - Geeta Dutt - Arab Ka Saudagar (1956) - Hemant Kumar - S. H. Bihari - 3:26 - 128 kbps
Bahaar Aane Se Pehle Meri duniya mein khizan aayi Ab dil ki kali khilne na payi thi ke murjhayi Mohabbat ka nateeja humne duniya mein bura dekha Kahin aanso kahin aahen na kuch iske siwa dekha Mohabbat ka nateeja humne duniya mein bura dekha Bada rangeen sapna dekhna chaha tha ulfata ka (2) Tamanna kya bhi aankhon ke magar aankhon ne kya dekha Mohabbat ka nateeja humne duniya mein bura dekha Huwa dokha muqqadar par Bharosa karnewalon ko (2) Huwa dokha muqqadar par Bharosa karnewalon ko (2) Ke hamne aaj tuk kismat ka ulta fasla dekha Mohabbat ka nateeja humne duniya mein bura dekha Kahin aanso kahin aahen na kuch iske siwa dekha This post has been edited by r&d: May 26 2009, 10:08 AM |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:26 AM |