![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
Song Details :
Watan ki maati haath mein lekar Geeta Dutt and Mukesh Gaon (1947) Khemchand Prakash Dina Nath Madhok vatan ki maati haath mein lekar maathe tilak laga lo vatan ki maati haath mein lekar maathe tilak laga lo jis maati ne janam diya us maati ke gun ga lo jis maati ne janam diya us maati ke gun ga lo vatan ki maati haath maati ho ke sona ugale maati ho ke sona ugale ye sona vo sona hai ye sona vo sona hai chor churaaye daaku luute khatam kabhi nahin hona hai aisi pyaari daulat ko aisi pyaari daulat ko tan-man se apana lo jis maati ne janam gairon ne baahar se aa ke gairon ne baahar se aa ke pet bhare yahaan apane pet bhare yahaan apane sukh ki nind sada vo soye dekhe sukh ke sapane sukh ki nind sada vo soye dekhe sukh ke sapane band karo ab ghar ke dvaare band karo ab ghar ke dvaare jis maati ne janam Requesting forum members to share this rare song. Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:28 AM |