![]() |
![]() |
myawan |
![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 4917 Joined: 28-October 03 From: Lahore Member No.: 57 ![]() |
kahan tujh sa ab mile ga hamain
ke tu hi to suron ka baadshah tha sangeet ki waadi main tab se maatam hai ke us din har ik sur tere saath hi chal diya tha Jidhar Jaoon Teri Awaz Mujhe Ghaire Hai Kaisa Sureela Jadoo Gale Main Tere Hai Aor Hi Jahan Main Khud Ko Pata Hoon Ai Rafi Jab Bhi Tu Apne Sur Ke Moti Bikhaire Hai ============================== For me, listening to Mohammad Rafi is an addiction! |
![]() ![]() |
jai_007 |
![]() ![]()
Post
#2
|
Unregistered ![]() |
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paaoge!
Jab Kabhie Bhi Sunoge Geet Mere Sang Sang Tum Bhi Gungunaaoge! This song from the movie Pagla Kahin Kaa was it seems especially written for Rafi Sahab. Words dry up and emotions tend to break barriers whenever I get an opportunity to hear that "simply outstanding voice". A Very Happy Birthday Our Dear Mohdrafi Sahab! Aapki aawaaz ke saaye mein hum aur hamaari yeh duniya yuhi mehakti rahe. Aapka Ek Naachiz Chaahene Wala Jai_007 |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 5th July 2025 - 02:15 PM |