![]() |
![]() |
xice |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
KISHORE KE SADABAHAR GEET
![]() ![]() MUSIC:- The whole problem can be stated quite simply by asking, 'Is there a meaning to music?' My answer would be, 'Yes.' And 'Can you state in so many words what the meaning is?' My answer to that would be, 'No.' Kishore Kumar : Birth name : Abhas Kumar Ganguli Born : August 4, 1929(1929-08-04),Khandwa, Central Provinces and Berar Died : October 13, 1987 (aged 58),Mumbai, Maharashtra Genre(s) : Bollywood and regional filmi playback, Rabindra Sangeet Occupation(s) : Singer, Actor, Director, Musician Instrument(s) :Vocalist Years active : 1946–1987 IN THIS THREAD I HAVE PLANNED TO UPLOAD THE LYRICS OF THE BEST SONGS BY KISHORE KUMAR,JINHEIN SUN KAR DIL BAAR-BAAR GUN-GUNANE KA DIL KARTA HAI AUR GAATE WAQT APNE KO KISHORE KUMAR SE KUM NAHIN SAMAJHTA HAI ![]() HOPE YOU WILL LIKE THIS THREAD ![]() ![]() KISHORE KUMAR HAS GIVEN MANY MEMORABLE SONGS SPECIALLY FOR "RAJESH KHANNA" SO STARTING WITH HIM.... ![]() Rajesh Khanna was the india's first superstar and the only star who had got huge success in little period. His first film was Aakhri Khat (1966) with Naqi Jehan, After acting in Do raaste(1969) and Aradhana(1969) he became the first superstar of India. After his huge hits like Ittefaq(1969), Kati patang(1970), Sacha Jhutha(1970), Anand(1971), Andaz(1971), Amar Prem(1971), Mere Mehboob ki Mehendi(1971), Apna Desh(1972), Bawarchi(1972), His girl fans from all over the world had written him letter by there blood, Married with his photo, Local fans had kissed his car. Rajesh Khanna married with Dimple Kapadia at 1973 that was the big shock for his fans, Many of his girls fans had commited suicide. He keeps giving hits like Aavishkaar(1974), Roti(1974), Aap ki Kasam(1974) Mehbooba(1976), Anurodh(1977), aaina(1977), Fifty fifty(1981), Jaanwar(1982), Ram Avtaar(1983), Souten (1983) Agar Tum Na hote(1983), Alag Alag (1985), Vijay(1988), Swarg (1990), Khudai (1991). Rajesh Khanna had become member of parliament at 1991 - 1996, He had acted in Aa ab laut Chalen(1999), Kya Dil ne kaha(2002), Jaana: Lets fall in Love(2006)as father role. In this year 2008, his 2 or 4 films will be release. DOB:- 29th December 1942. Height :- 5 foot 8 inches. Relations:- He is husband of Dimple Kapadia, father of Twinkle Khanna and Rinkie Khanna, Father in law of Akshay Kumar. Awards FilmFare Awards * In 1971 He won Filmfare Best Actor Award for Sachcha Jhutha. * In 1972 He got Filmfare Best Actor Award for Anand. * In 1973 He won Special Award for Guest appearance in Anurag. * 1974 - Filmfare Best Actor Award for Aavishkaar * 1990 - Special Award for graceful completion of twenty-five years most successful career in the film industry * 2005 - Filmfare Lifetime Achievement Award as The Superstar of Indian Cinema on Golden Jubilee year of Film Fare Award Function. Bengal Film Journalists' Association Awards * 1971 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Anand * 1972 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Bawarchi * 1974 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Namak Haraam * 1987 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Amrit. Other * 2008 - Winner of Dada sahab phalke golden award. Ek Ajnabi Haseena Se Film name:- Ajnabee (1974) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Phir kya hua yeh na poocho Kuchh aisi baat ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Woh achanak aa gayi Yun nazar ke saamne Jaise nikal aaya ghata se chaand Chehre pe jhulfein bhikri hui thi Din mein raat ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Jaaneman jaanejigar Hota main shaayar agar Kehta gazal se teri adaayon par Jaaneman jaanejigar Hota main shaayar agar Kehta gazal se teri adaayon par Maine yeh kaha toh Muhjse khafa ho jaanehaya ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Khubsoorat baat yeh Chaar pal ka saath yeh Saari umar mujhko rahega yehga yaad Khubsoorat baat yeh Chaar pal ka saath yeh Saari umar mujhko rahega yehga yaad Main akela thha magar Ban gayi woh hamsafar Woh mere saath ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Phir kya hua yeh na poocho kuch aisi baat ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi ![]() This post has been edited by xice: Feb 7 2009, 02:38 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
![]() ![]() |
xice |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Album name:- Saccha Jhutha (1970)
Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. (2) Dil Ko Dekho, Chehra Na Dekho Dil ko dekho, chehra na dekho Dil ko dekho, chehra na dekho Chehron ne laakhon ko loota Haan, dil sacha aur chehra jhootha Haan, dil sacha aur chehra jhootha Dil ko dekho, chehra na dekho Jo apni sachi soorat dikha dein Aise nahin duniyawale Sab ne hi apne cheharon ke aage Jhoot ke parde hain daale Meethi honthon pe baat Dil mein rehti hai khaat Dil ka honthon se naata hi jhootha Dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota Dil ko dekho, chehraa na dekho Tann se to aazaad hum ho gaye hain Mann se gayi na gulaami Pardesi bhaasga aur bhesh ko hi Dete hain ab tak salami Bhool kar apna rang Sekhein auron ka dhang Apnepan ka chalam humse chota Dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota Dil ko dekho, chehraa na dekho Marzi tumhaari tum kuch bhi samjho Jo hum hain woh hum hi jaane Rang roop dekhein to dekhein zamaana Hum pyaar ke hain deewane Pooje dhan ko sansaar Humein mann se hai pyaar Dhan isi baat par humse rootha Dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota Dil ko dekho, chehraa na dekho Chehron ne laakhon ko loota Hai, dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#3
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
![]() ![]() ![]() Next Song no (5) Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Album name:- Daag (1973) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Teri zulf phir sawaaroon Teri maang phir sajadoon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Mujhe devta banaakar Teri chahton ne pooja Mujhe devta banaakar Teri chahton ne pooja Mera pyaar keh raha hai Main tujhe khuda banadoon Mera pyaar keh raha hai main tujhe khuda banadoon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Koi dhoondne bhi aaye Toh hame na dhoond na paye Koi dhoondne bhi aaye Toh hame na dhoond na paye Tu mujhe kahin chhupa de Mein tujhe kahin chhupa doon Tu mujhe kahin chhupa de Mein tujhe kahin chhupa doon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Mere baazuon mein aakar Tera dard chain paaye Mere baazuon mein aakar Tera dard chain paaye Tere gesuon main chhupkar Main jahaan ke gham bhula doon Tere gesuon main chhupkar Main jahaan ke gham bhula doon Teri zulf phir sawaaroon Teri maang phir sajadoon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#4
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Next Song no (6) Jaaney Do Mujhe Yaaron Album name:- Fifty Fifty (1981) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Meri koi manzil nahi Main ek awaara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Duniya main mohabbat bhi Hoti hai naseebon se Duniya main mohabbat bhi Hoti hai naseebon se Kya pyaar ameeron ka Hum jaise gareebon se Ye chaand ki duniya hai Main Khota sitaara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Aye dost mubarak ho Aye dost mubarak ho Ye mahal yeh rangralian Mujhko toh bulati hein Waapas woh meri galiyaan Main ek pardesi hoon Main ek banjara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Meri koi manzil nahi Main ek awaara hoon ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#5
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Next Song no (7)
Mere Sapno Ki Rani Album name:- Aradhana (1969) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, haan tu chali aa Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan Sab rang raliyaan poochh rahi hain Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan Sab rang raliyaan poochh rahi hain Geet panghat pe kis din gaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Phool si khilke, paas aa dil ke Door se milke chain na aaye Phool si khilke, paas aa dil ke Door se milke chain na aaye Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Kya hai bharosa aashiq dil ka Aur kisi pe yeh aa jaaye Kya hai bharosa aashiq dil ka Aur kisi pe yeh aa jaaye Aa gaya to bahut pachtaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, haan tu chali aa Chali aa, tu chali aa Chali aa, haan tu chali aa ![]() This post has been edited by xice: Jul 22 2008, 07:21 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#6
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (10)
Album name:- Mere Jeevan Saathi (1972) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Chalaa Jaata Hoon Chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Milan kee mastee bharee aakhon me Hajaaro sapane suhaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Ye mastee ke najaare hai To ayese mein sanbhalanaa kaisaa meree kasam Jo laharaatee dagareeyaa ho To fir kyo naa chaloo main bahakaa, bahakaa re Mere jeewan mein ye shaam aayee hai Mohabbat waale jamaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Wo aalam bhee ajab hogaa Wo jab mere kareeb aayegee meree kasam Kabhee baiyyaa chhudaa legee Kabhee has ke gale se lag jaayegee haay Meree baahon mein machal jaayegee Wo sachche zoothhe bahaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Bahaaro me, najaaro me najar daaloo To ayesaa laage meree kasam Wo naino mein bhare kaajal Ghooghant khole khadee hain mere aage re Sharam se bozal zookee palakon me Jawaan raaton ke fasaane liye Ho, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Milan kee mastee bharee aakhon me Hajaaro sapane suhaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye ![]() This post has been edited by xice: Aug 6 2008, 08:45 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#7
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (11) Album name:- Agar tum na hote (1984) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Tumhen dekhke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise Tumhen dekhke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise Dikhaayi na deti andheron mein jyoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa Kinaare pe bhi to leher aa duboti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#8
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
![]() Song no (13) Album name:- Andaz (1970) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Zindagi Ek Safar Hai Suhana Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Chaand taaron se chalna hai aage Aasmano se badhna hai aage Arre chaand taaron se chalna hai aage Aasmano se badhna hai aage Peechhe reh jaayga ye zamaana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haan Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haste gaate jahaan se gujar Duniya ki tu parwaah na kar Arre Haste gaate jahaan se gujar Duniya ki tu parwaah na kar Muskuraate hue din bitaana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haan Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Maut aani hai aayegi ek din Jaan Jaani hai jaayegi ek din Arre maut aani hai aayegi ek din Jaan Jaani hai jaayegi ek din Aisi baaton se kya ghabrana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haan Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#9
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
![]() ![]() Song no (21) Album name:- Alag Alag (1985) Singer :- Kishore Kumar. Music : R.D.Burman Performer:- Rajesh Khanna. Dil Mein Aag Lagaaye Mujhe teri chahat ke gam ki kasam Zamaane ke har ek kasam ki kasam Main tere liye hoon, tu mere liye sitamgar Tere har sitam ke kasam Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina Nahi jeena, nahi jeena tere bin nahi jeena Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina Nahi jeena, nahi jeena tere bin nahi jeena Tune mujhe jo zakhm diye Unn zakhmon ko nahi seena Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena Iss dil se armaan ye nikle Ek hi boond mein chaand ye nikle Zeher judaayi waala ghoot ghoot nahi peena Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena Ye teri yaadon ka mausam Pyar bhare vaadon ka mausam Ye teri yaadon ka mausam Pyar bhare vaadon ka mausam Iss mausam ke bichhde shaayad mile kabhi na Iss mausam ke bichhde shaayad mile kabhi na Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena Ishq ibadat ishq hai pooja Ishq khuda ka naam hai pooja Ishq ibadat ishq hai pooja Ishq khuda ka naam hai pooja Ye dil mathura kaashi, makka aur madina Nahi jeena, nahi jeena tere bin nahi jeena Tune mujhe jo zakhm diye Unn zakhmon ko nahi seena Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#10
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Thanks DIGANTA Bhai! HT Bhai ![]() Song no (29) Album name:- Amar Prem (1971) Singer :- Kishore kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Chingari Koi Bhadke Chingari koi bhadke, to saawan usse bujhaaye Saawan jo agan lagaaye, usse kaun buzaaye? Pathazad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaaye Jo baag bahaar mein ujade, usse kaun khilaaye? Hum se mat poochho kaise mandir toota sapno ka Hum se mat poochho kaise mandir toota sapno ka Logon kee baat naheen hai ye kissa hain apano ka Logon kee baat naheen hai ye kissa hain apano ka Koi dushman thhes lagaye, to meet jiyaa bahalaye Manmeet jo ghaav lagaye, use kaun mitaye? Hoo usse kaun mitaye? Naa jaane kya ho jaata jaane hum kyaa kar jaate Naa jaane kya ho jaata jaane hum kyaa kar jaate Peete hain to zinda hai naa pite to mar jaate Duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaye Madira jo pyaas lagaye, usse kaun bujaye? Hoo usse kaun bhujaye? Maana toofaan ke aage naheen chalataa jor kisi ka Maana toofaan ke aage naheen chalataa jor kisi ka Maujon kaa dosh naheen hai, ye dosh hain aur kisi ka Mazadhaar mein naiyyaa dole, to maanzi paar lagaye Maanjhi jo naaw dooboye use kaun bachaye? Hoo usse kaun Bachaaye? Chingaari hmmmm.. ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#11
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (30)
Album name:- Anurodh Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Aate Jaate Khoobsurat Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe Kabhi kabhi ittefaq se Kitne anjaan log mil jaatein hain Unn mein se kuch log bhool jaatein hain Kuch yaad reh jaate hain Unn mein se kuch log bhool jaatein hain Kuch yaad reh jaate hain Aawaaz ki duniya ke doston Kal raat kisi jagah pe mujhko Kis kadar yeh haseen khayal mila hain Raah mein ek reshmi rumal mila hain Jo giraya tha kisine jaankar Jiska ho le jaaye wo pehchankar Warna main rakh loonga Usko apna jaankar Kisi husn wale ki nishani maankar Nishaani maankar Hanste gaate logon ki Baaton hi baaton mein Kabhi kabhie ek mazaaq se Kitne jawaan kisse ban jaate hain Un kisso mein chund bhool jaate hain Chand yaad reh jaate hain Unn mein se kuch log bhool jaatein hain Kuch yaad reh jaate hain Taqdeer mujhpe meherbaan hai Jis shaukh ki yeh daastaan hai Usne bhi shaayad yeh paighaam suna ho Mere geeton mein apna naam suna ho Usne bhi shaayad yeh paighaam suna ho Mere geeton mein apna naam suna ho Door baithi wo yeh raaz wo jaan le Meri awaaz ko pehchaan le Kaash phir kal raat jaisi barsaat ho Aur meri uski kahin mulaqaat ho, mulaaqat ho Lambi lambi raaton mein Neend nahin jab aayen Kabhi kabhi iss firaaq se Kitne haseen khwab ban jaate hain Unn mein se kuch khwab bhool jaate hain Kuch yaad reh jaate hain Unn mein se kuch log bhool jaatein hain Kuch yaad reh jaate hain Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe Kabhi kabhi ittefaq se Kitne anjaan log mil jaatein hain Unn mein se kuch log bhool jaatein hain Kuch yaad reh jaate hain ![]() This post has been edited by xice: Aug 12 2008, 02:20 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#12
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (31) Album name:- Amar Prem (1971) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Kuch To Log Kahenge Kuch to log kahenge Logon ka kaam hai kehna Chodo bekaar ki baaton mein Kahin beet na jaaye raina Kuch to log kahenge Logon ka kaam hai kehna Kucch reet jagat ki aisi hai Har ek suboh ki shaam hui Kucch reet jagat ki aisi hai Har ek suboh ki shaam hui Tu kaun hai tera naam hai kya Seeta bhi yahaan badnaam hui Phir kyon sansaar ki baaton se Bheeg gaye tere naina Kucch to log kahenge Logon ka kaam hai kehna Hamko jo taane dete hein Ham khoy hein in rangraliyon mein Hamko jo taane dete hein Ham khoy hein in rangraliyon mein Hamne bhi unko chup chup kar Aate dekha in galiyon mein Yeh sach hai jhoothi baat nahin Tum bolo yeh sach hai naa Kuch to log kahenge Logon ka kaam hai kehna Chodo bekaar ki baaton mein Kahin beet na jaaye raina aaa Kuch to log kahenge Logon ka kaam hai kehna ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#13
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (32) Album name:- Amar Prem(1971) Singer :- Kishore Kumar Performer:- Rajesh Khanna Yeh Kya Hua Yeh kya hua, kaise hua, kab hua Ab kya sunaey? Yeh kya hua, kaise hua, kab hua Kyun hua, jab hua, tab hua O chodo, yeh na socho Yeh kya hua, kaise hua, kab hua Kyun hua, jab hua, tab hua O chodo, yeh na socho Yeh kya hua Hum kyun shikwa karen jhoota Kya hua jo dil tuta Hum kyun shikwa karen jhoota Kya hua jo dil tuta Sheeshe ka khilona tha Kuch na kuch to hona tha, hua Yeh kya hua, kaise hua, kab hua Kyun hua, jab hua, tab hua O chodo, yeh na socho Yeh kya hua, samjhe na? Humne jo dekha tha, suna tha Kya bataey woh kya tha Humne jo dekha tha, suna tha Kya bataey woh kya tha Sapna salona tha Khatm to hona tha, hua Yeh kya hua, kaise hua, kab hua Kyun hua, jab hua, tab hua O chodo, yeh na socho Yeh kya hua Hain dil chal peekar jhoome In hi galiyon mein ghoome Hain dil chal peekar jhoome In hi galiyon mein ghoome Yaha tujhe khna tha Badnaam hona tha, hua Yeh kya hua, kaise hua, kab hua Kyun hua, jab hua, tab hua O chodo, yeh na socho Yeh kya hua ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#14
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (33) Album name:- Aradhana (1969) Singer :- Kishore Kumar & Lata mangeshkar. Performer:- Rajesh Khanna & Sharmila Tagore. Kora Kagaz Tha Yeh Man Mera Kora kagaz tha yeh man mera Likh liya naam ispe tera Kora kagaz tha yeh man mera Likh liya naam ispe tera Soona aangan tha jeevan mera Bas gaya pyaar ispe tera Toot na jaye sapne mein darta hoon Nisdin sapno mein dekha karta hoon Toot na jaye sapne mein darta hoon Nisdin sapno mein dekha karta hoon Naina kajrare matwaare yeh ishaare Khali darpan tha yeh man mera Jach gaya roop isme tera Kora kagaz tha yeh man mera Likh liya naam isme tera Chain ganwaya maine nidiya ganwaai Saari saari raat jagoon dun mein duhaayi Chain ganwaya maine nidiya ganwaai Saari saari raat jagoon dun mein duhaayi Kahon kya main aage nihaal aage jina laage Koi dushman tha yeh man mera Ban gaya meet jaake mera Kora kagaz tha yeh man mera Likh liya naam ispe tera Baagon mein phoolon ke khilne se pehle Tere mere naino ke milne se pehle Baagon mein phoolon ke khilne se pehle Tere mere naino ke milne se pehle Kahaan ki ye baatein mulakaatein Aisi raatien Toota taara tha yeh man mera Ban gaya chaand hoke tera Kora kagaz tha yeh man mera Likh liya naam ispe tera ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#15
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (34) Album name:- Aap ki Kasam(1974) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Zindagi Ke Safar Mein Zindagi ke safar mein gujar jaate hein jo mukaam Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate Zindagi ke safar mein gujar jaate hein jo mukaam Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate Phool khilte hein, log milte hein Phool khilte hein, log milte hein sunno Patjhhad mein jo phool murza jaate hein Woh bahaaro ke aane se khilte nahi Kucch log ek roz jo bichad jaate hein Woh hazaaro ke aane se milte nahi Umra bhar chahe koi pukaara kare unka naam Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate Aankh dhokha hai, kya bharosa hai Aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno Doston shak dosti ka dushman hai Isse apne dil mein ghar banaane na do Kal tadapna pade yaad mein jinki Rok lo ruth kar unko jaane na do Baad mein pyaar ke chahe bhejo hazaaro salaam Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate Subah aati hai, raat jaati hai Subah aati hai, raat jaati hai yunhi Waqt chalta hi rahta hai rukta nahi Ek pal mein ye aage nikal jaata hai Aadmi theek se dekh paata nahi Aur parde pe manzar badal jaata hai Ek baar chale jaate hein jo din raat subah shaam Woh woh phir nahi aate, woh phir nahi aate Zindagi ke safar mein gujar jaate hein jo mukaam Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#16
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (36) Album name:- Kati Patang (1970) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Pyaar Deewana Hota Hai Pyaar deewana hota hai mastana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Pyaar deewana hota hai mastana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Shama kahe parwaane se pare chala jaa Meri tarah jal jaayega yahaan nahi aa Shama kahe parwaane se pare chala jaa Meri tarah jal jaayega yahaan nahi aa Woh nahi sunta usko jal jaana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Pyaar deewana hota hai mastana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Rahe koi sau pardon mein darre sharam se Nazar aji laakh chhupaaye koi sanam se Aa hi jaata hai jispe dil aana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Pyaar deewana hota hai mastana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Sunoo kisi shaayar ne yeh kaha bahut khoob Manaa karey duniya lekin mere mehboob Sunoo kisi shaayar ne yeh kaha bahut khoob Manaa karey duniya lekin mere mehboob Woh chhalak jaata hai jo paimaana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai Pyaar deewana hota hai mastana hota hai Har khushi se har gham se begana hota hai ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#17
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (37) Album name:- Kati Patang (1970) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Ye Jo Mohabbat Hai Ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam Arey mehboob ka jo, bas lete huye naam Mar jaayen, mit jaayen, ho jaayennn Badnaam Rehne do chodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Rehne do chodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Toote agar saagar naya saagar koi lele Mere khuda dil se koi kisi ke na khele Toote agar saagar naya saagar koi lele Mere khuda dil se koi kisi ke na khele Dil toot jaaye toh kya ho anjaam Ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam Arey mehboob ka jo, bas lete huye naam Mar jaayen, mit jaayen, ho jaayen Badnaam Rehne do chodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Rehne do chodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Aankhen kisi se na ulajh jaayen main darta hoon Yaaron haseeno ki gali se main gujarta hoon Aankhen kisi se na ullajh jaayen main darta hoon Yaaron haseeno ki gali se main gujarta hoon Bas door hi se karke salaaam Ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete huye naam Mar jaayen, mit jaayen Ho jaayennn Badnaam Rehne do chodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Rehne do chodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#18
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (38) Album name:- Mehbooba (1976) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Mere Naina Saawan Bhaado Mere naina saawan bhaado Phir bhi mera man pyaasa Phir bhi mera man pyaasa Mere naina saawan bhaado Phir bhi mera man pyaasa Phir bhi mera man pyaasa Aye dil deewane, khel hai kya jaane Dard bhara yeh geet kahaan se Inn hothon pe aaye door kahin le jaaye Bhool gaya kya bhool ke bhi hai Mujhko yaad zara sa Phir bhi mera man pyaasa Daat purani hai, ek kahani hai Ab sochoon tumhe yaad nahi hai Ab sochoon nahi nahi bhoole Woh saawan ke jhoole Rut aaye rut jaaye dekar Jhootha ek dilaasa Phir bhi mera man pyaasa Barso beet gaye, humko mile bichade Bijuri bankar gagan pe chamki Bite samay ki rekha Maine tumko dekha Man sang aankh micholi khele Aasha aur niraasha Phir bhi mera man pyaasa Mere naina saawan bhaado Phir bhi mera man pyaasa Phir bhi mera man pyaasa Phir bhi mera man pyaasa ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#19
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Thanks DIGANTA Bhai for the lyrics of "AAKRAMAN".
Song no (40) Album name:- Namak Haram(1973) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Diye Jalte Hein Diye jalte hein, phool khilte hein Diye jalte hein, phool khilte hein Badi mushkil se magar duniya mein dost milte hein Diye jalte hein Jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai Kucch na poocho yaaron dil ka haal bura hota hai Jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai Kucch na poocho yaaron dil ka haal bura hota hai Dil mein yaadon ke jaise teer chalte hein Diye jalte hein, phool khilte hein Diye jalte hein Iss rang roop pe dekho, hargiz naaz na karna Jaan bhi maange yaar to de na naraaz na karna Rang udd jaate hein dhoop dhalte hein Diye jalte hein, phool khilte hein Diye jalte hein Daulat aur jawaani, ek din kho jaati hai Sachh kahta hoon saari duniya dushman ho jaati haii Umra bhar dost lekin saath chalte hein Diye jalte hein, phool khilte hein Diye jalte hein ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#20
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (42) Album name:- Mehboob ki Mehendi(1971) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Ye Jo Chilman Hai Yeh jo chilman hai, dushman hai hamaari Yeh jo chilman hai, dushman hai hamaari Kitni sharmili, ooh kitni sharmili dulhann hai hamaari Doosra aur koi yahaan kyun rahe? Doosra aur koi yahaan kyun rahe? Husn aur ishq ke darmiyaan kyun rahe Woh bhala kyun rahe, yeh yahaan kyun rahe Haan ji haan kyun rahe Ye jo aanchal hai shikhwa hai hamaara Kyun chhupata hai chehra yeh tumhara Hoo ye jo chilman hai Kaise deedar aashiq tumhaara karen Kaise deedar aashiq tumhaara karen Rukhe roshan ka kaise nazaara karen Ho nazaara karen, ho ishaara karen Haan pukaara karen Ye jo gesu hai baadal hai kasam se Kaise bikhre hein gaalon pe sanam ke hoo Ye jo chilman hai Rukh se parda zaraa jo sarakne laga Rukh se parda zaraa jo sarakne laga Uff ye kambakht dil kyun dhadakne laga Ho dhadakne laga, ho bhadak ne laga Dam atak ne laga Ye jo dhadkan hai dushman hai hamaari Kaise dil sambhale uljhann hai hamaari Hoo yeh jo chilman hai, dushman hai hamaari ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 16th July 2025 - 05:03 PM |