![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
One of the best inspiring and patriotic songs of Hindi Films is sung by Geeta ji for the film Baaz (1953). Composed by O P Nayyar and penned by Majrooh sahab, this song is filmed on Geeta Bali and others on a ship. The song starts with a slow pitch and then gathers the momentum to end it on a very high note !
A must listen ! Har zaban ruki ruki har nazar zuki zuki kya yeh hi hain zindagi kya yeh hi hain zindagi Aye watan ke naujawan jaag aur jagaake chal Aye watan ke naujawan jaag aur jagaake chal zulm jis kadar badhe aur sar uthaa ke chal Saaf hain teri nazar unke dil mein chor hain Unme bal hain tere bhi baajuon mein zor hain Saaf hain teri nazar unke dil mein chor hain Unme bal hain tere bhi baajuon mein zor hain Zaalimon ka har ghurror khaak mein milaake chal Aye watan ke naujawan jaag aur jagaake chal zulm jis kadar badhe aur sar uthaa ke chal Kya samandoron ka shor aur bhanwar ki chaal kyaa tere aage sar uthaaye mauj ki majaal kyaa Kya samandoron ka shor aur bhanwar ki chaal kyaa tere aage sar uthaaye mauj ki majaal kyaa Khol ki zindagi ki naav badbaan udaake chal Aye watan ke naujawan jaag aur jagaake chal jaag aur jagaake chal zulm jis kadar badhe aur sar uthaa ke chal Karwaan watan ka aaj daakuon mein ghir gayaa julm ke andhere mein aa rahi hain ek sadaa Karwaan watan ka aaj daakuon mein ghir gayaa julm ke andhere mein aa rahi hain ek sadaa Intequam ki mashaal haath mein jala ke chal Intequam..... Intequam..... Intequam..... Intequam.... Song Details : Har zaban ruki ruki ..Aye watan ke naujawan Geeta Dutt and chorus Baaz (1953) O P Nayyar Majrooh 160 KBPS 05.43 min mp3 Audio courtesy Mohd Bhai (mirsa) Attached image(s) ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:29 AM |