![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
r&d |
![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 3578 Joined: 2-April 05 Member No.: 1955 ![]() |
Jab Tum Nahin To Chand - Geeta Dutt - Kitna Badal Gaya Insaan (1957) - Hemant Kumar - S. H. Bihari
Jab tum nahin to chand sitare mein kya karoon (2) Yeh phool yeh chaman yeh nazare main kya karoon Jab tum nahin to chand sitare mein kya karoon Kal tuk hawa mein khel rahi thi yahan haseen (2) Charon taraf hai chai huwi ya thi be-kaseen Dil ro raha hai ghum kubhare main kya karoon Yeh phool yeh chaman yeh nazare main kya karoon Jab tum nahin to chand sitare mein kya karoon Toofan gaye ke jaise chaman ki gayi bahar (2) Har cheez ko yahan ki tumhara hai intezaar Mere tarah udaas ho taare to mein kya karoon Yeh phool yeh chaman yeh nazare mein kya karoon Jab tum nahin to chand sitare mein kya karon Yeh phool yeh chaman yeh nazare main kya karoon |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:25 AM |