![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
r&d |
![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 3578 Joined: 2-April 05 Member No.: 1955 ![]() |
Aankhon Ke Paimane - Geeta Dutt - Laal Pari (1954) - Hansraj Behl - Asad Bhopali
Ankhon ke paimane pe zulf ke saye mein de Muskura le Oh oh dil laga le Oh ho ho matwale matwale matwale Rut hai bahar ki Ratein hain pyaar ki Thukra na aur zulm ek bekarar ki Rut hai bahar ki Ratein hai pyaar ki Thukra na aur zulm ek bekarar ki Tujh ko kasam armaano ki Jalte huwe parwanon ki Muskara le dil laga le O matwale matwale matwale Mere habeeb aa dil ke kareeb aa Kismat ka gaur le aye khush naseeb aa Mere habeeb aa dil ke kareeb aa Kismat ka gaur le aye khush naseeb aa Yeh hain batein sharoan ki karle par nazaron ki Muskara le dil laga le O matwale matwale matwale Tu hai kanhai hai mein hoon angdi hai Ankhon mein neend ki masti si chahyi hai Tu hai kanhi hai mein hoon angdi hai Ankhon mein neend ki masti si chahyi hai Yeh hai ghadi tadpane ki Dil se dil tukrane ki Muskara le dil laga le O matwale matwale matware Ankhon ke paimane pe Zulf ke saye mein de Muskura le Oh Oh dil laga le Oh ho ho matwale matwale matwale |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:48 AM |