![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
To change the mood, I am presnting lyrics of a fast paced sweet romantic superhit song, from the superhit film Aarpaar.
Song : Yeh lo main haari piya Singer : Geeta Dutt Film : Aarpar (1954) MD : O P Nayyar Lyrics : Majrooh Yeh lo main yeh lo main yeh lo main haari piya hui teri jeet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Naye naye do nain mile hain nayee mulaqat hain milate hi tum rooth gaye ji yeh bhi koi baat hain Jaao ji maaf kiya tu hi mera meet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Hui tihari sang chalo ji bainyaan meri thaamke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke Ladate hi ladate mausam jaaye nahin beet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Chale kidhar ko bolo baabu sapnon ko lootke haaye raam ji reh na jaaye dil meraa toot ke dekho main gaali doongi chhod do yeh reet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Yeh lo main haari piya.... Here is a link to a nice article on Aarpar(1954) by Dinesh Raheja http://www.rediff.com/movies/2003/jun/05dinesh.htm Cheers Parag Attached image(s) ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
Exon |
![]()
Post
#3
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 3293 Joined: 16-April 08 Member No.: 49544 ![]() |
To change the mood, I am presnting lyrics of a fast paced sweet romantic superhit song, from the superhit film Aarpaar. Song : Yeh lo main haari piya Singer : Geeta Dutt Film : Aarpar (1954) MD : O P Nayyar Lyrics : Majrooh Yeh lo main yeh lo main yeh lo main haari piya hui teri jeet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Naye naye do nain mile hain nayee mulaqat hain milate hi tum rooth gaye ji yeh bhi koi baat hain Jaao ji maaf kiya tu hi mera meet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Hui tihari sang chalo ji bainyaan meri thaamke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke Ladate hi ladate mausam jaaye nahin beet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Chale kidhar ko bolo baabu sapnon ko lootke haaye raam ji reh na jaaye dil meraa toot ke dekho main gaali doongi chhod do yeh reet re kaahe ka zagada balam nayi nayi preet re yeh lo main haari piya... Yeh lo main haari piya.... Here is a link to a nice article on Aarpar(1954) by Dinesh Raheja http://www.rediff.com/movies/2003/jun/05dinesh.htm Cheers Parag Parag, Would you have a longer audio of this song? The audio with me as well as the u/l are missing the last 3 lines. I think, Youtube video has the full song. Exon |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:55 AM |