![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
An inspirational and melodious song composed by Hemantda for the film Anandmath(1952) is being presented.
Kaviraaj Shailendra ji has penned the beautiful lyrics. Pay special attention to the line "Jiska koi nahin kinara, aisa sagar sukhoge kaise" Magical voices of Geeta ji and Talat ji complete this song par excellence. Geeta : Kaise.... Kaise rokoge Kaise rokoge Kaise rokoge aise toofan ko Kaise rokoge aise toofan ko yeh umagein yeh dil hain jawan ho... Kaise rokoge aise toofan ko yeh umagein yeh dil hain jawan ho... Kaise rokoge aise toofan ko yeh umagein yeh dil hain jawan ho... Kaise rokoge aise toofan ko yeh umagein yeh dil hain jawan ho... Geeta : Boond kal ki banin aaj dhaara bah chala jismein jeewan hamara Boond kal ki banin aaj dhaara bah chala jismein jeewan hamara Talat : Jisko chhoon kar ke doobe hazaron Jisko chhoon kar ke doobe hazaron dhhondhata hain yeh dil wo kinara dhhondhata hain yeh dil wo kinara Geeta : Man ke panchhi ki pagal udan ko Man ke panchhi ki pagal udan ko Kaise rokoge aise toofan ko yeh umagein yeh dil hain jawan ho... Kaise rokoge aise toofan ko Talat : Apne man ko manaoge kaise aag faili bujhaoge kaise Apne man ko manaoge kaise aag faili bujhaoge kaise Geeta : Jiska koi nahin hain kinara Jiska koi nahin hain kinara aisa sagar sukhaoge kaise aisa sagar sukhaoge kaise Talat: Kaise baandhon ge aasman ko Geeta : Kaise baandhon ge is aasman ko Kaise rokoge aise toofan ko yeh umagein yeh dil hain jawan ho... Kaise rokoge aise toofan ko... This post has been edited by parag_sankla: Apr 29 2008, 11:02 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:29 AM |