![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
Shaker Jaikishen gave very few songs to Geeta ji for reasons unknown to me. Anyways, a lively and energetic duet
of Geeta ji with Kishoreda, composed by SJ for the film Karodpati (1961) is being presented here. The lyrics are penned by Hasarat Jaipuri sahab Geeta : Kaabul ki main naar meri aankhen raseelee katar Kaabul ki main naar meri aankhen raseelee katar Jara aankh se aankh mila le piya mausam mazedaar Jara aankh se aankh mila le wallah wallah ho wallah ho wallah mausam mazedaar Kishore : Husn ki tu gulnaar yahan aashiq tere hazar Husn ki tu gulnaar yahan aashiq tere hazar Par aaya hain badi door se yeh pyar ka beemar Bhai aaya hain badi door se ya khush ho ya khush ho ya khush pyar ka beemar Geeta : Peela de nigahon ke jaam aur le le yeh dil ka badam Kishore : In hothon pe subah shyam rehta hain tera hi naam Geeta : Peela de nigahon ke jaam aur le le yeh dil ka badam Kishore : In hothon pe subah shyam rehta hain tera hi naam Geeta : Kehti hain mast bahar meri uljahi lat sanwar Kehti hain mast bahar meri uljahi lat sanwar Mohe pyar ke rang mein rang de piya mausam mazedar Mohe pyar ke rang mein rang de wallah ho wallah ho wallah mausam mazedaar Kishore : Husn ki tu gulnaar yahan aashiq tere hazar Husn ki tu gulnaar yahan aashiq tere hazar Par aaya hain badi door se yeh pyar ka beemar Bhai aaya hain badi door se ya khush ho ya khush ho ya khush yeh pyar ka beemar Geeta : Bhoore rangeele nawab mera yeh jaisa shabaab Kishore : Are kehta hain dil ka rabab duniya badi hain kharab Geeta : Bhoore rangeele nawab mera yeh jaisa shabaab Kishore : Are kehta hain dil ka rabab duniya badi hain kharab Geeta : Roop ke lobhee hazar bhala kispe karoon aitebaar Roop ke lobhee hazar bhala kispe karoon aitebaar Mujhe apne dil mein chhupa le piya mausam mazedaar Mujhe apne dil mein chhupa le wallah ho wallah ho wallah mausam mazedaar Kishore : Husn ki tu gulnaar yahan aashiq tere hazar Husn ki tu gulnaar yahan aashiq tere hazar Par aaya hain badi door se yeh pyar ka beemar Bhai aaya hain badi door se ya khush ho ya khush ho ya khush pyar ka beemar Here is the audio link for this lovely song http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=461022 Cheers Parag This post has been edited by parag_sankla: Apr 25 2008, 01:02 AM Attached image(s) ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:48 AM |