![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
Yeh pyaar ki raatein
Yeh aaj ki baatein Geeta Dutt , G M Durrani , Talat Mehmood Baghdad (1952) Bulo C Rani Raja Mehendi Ali Khan 128 KBPS 03.10 min mp3 Geeta : Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein Dildar yaad rakhana Talat : Humse kiye hain kya kya Ikarar yaad rakhna Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein... Talat : Teri nazarne haaye kya kya kare ishare ho.. Chand sitare hanske pukare Hum tumhare hum tumhare Geeta : Dil mein hamare rehna sarkar yaad rakhana Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein... Geeta : Khamosh kyoun ho aakhir kya marzee hain tumhari ho... G M Durrani : Kya tumse saaf keh doon Kya sochata hoon pyaari Do aankhen yeh tumhari Do aankhen yeh hamari Jab mil gayi toh hongi Kul chaar yaad rakhana Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein... Dildar yaad rakhana Talat : Humse kiye hain kya kya Ikarar yaad rakhna Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein... Geeta : Dil nahin bas mein aaye yeh bole haaye jawani ho ho... Talat : Dil ke badle aaj humein kya doge nishani apni Nishani Geeta : Hum dete hain dil tumko sarkar yaad rakhna Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein... G M Durrani : Dil leti ho toh le lo warana jawab de do ho ho Geeta : Ghaate ki naukari hain mera hisab de do de do de do.. Maroongi warna dil pe talwar yaad rakhna G M Durrani : Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein Dildar yaad rakhana All three : Humse kiye hain kya kya Ikrara yaad rakhna All three : Ha ..Yeh pyar ki ratein yeh aaj ki baatein This post has been edited by parag_sankla: Apr 22 2008, 01:23 AM Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 24th July 2025 - 05:50 AM |