![]() |
![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.
Here is the first song : A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented. Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957) The film was directed by Raman B. Desai Cast : Trilok Kapoor Nirupa Roy Singer : Geeta Dutt Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. Wah re tera insaan bidhaata iska bhed samajh mein na aata dharati se hain iska naata magar hawa mein kile banata Apni uljhan aap badhata... Apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilauna maati ka... Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka Kabhi toh ek dum rishta jode kabhi achanak mamata tode hoke paraya mukhda mode apnonko majdhar mein chhode sukh ki khoj mein it ut daude.. sukh ki khoj mein it ut daude kitna yeh naadan khilauna maati ka Toone khoob racha khoob gadha bhagwan khilauna maati ka .. Ise koi na saka pehchaan khilauna maati ka Toone khoob racha bhagwan khilauna maati ka.. The audio link is here http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555 This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM Attached image(s) ![]() ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
parag_sankla |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 14260 Joined: 8-May 06 From: SFO Bay Area, US Member No.: 6005 ![]() |
Presenting a absolutely lovely song from Abhimaan (1957). The lyrics by Indiwar sahab are so apt for the situation and display the emotions of a proud housemaker
Song : Main Ghar Ki Raani hoon ji Singer : Geeta Dutt Film : Abhiman (1957) MD : Anil Biswas Lyrics : Indiwar (Beautiful humming..)...Ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Sham ka hoon main mangal tara Bhor suhani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Jab bartan chhede saragam main bhooloon apna har gham Is aangan ke darpan mein mera mukhda chamke cham cham Yehi meri duniya Yehi meri duniya... main is duniya ki deewani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Ghar ki raani hoon ji Laaj se dulhan , pyar se patni mamata se hain maata kitna sundar kitna pyara ho..kitna sundar kitna pyara naari ka yeh naata ho naari ka yeh naata Sada naya ek roop Sada naya ek roop sada ek nayi kahani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Ghar ki raani hoon ji Hey mere bhagawan Hey mere bhagawan... Tumhari daya na mujhse roothe Sukh mein kabhi abhimaan na aaye Dukh mein dheer na chhoonte.. Sukh mein kabhi abhimaan na aaye Dukh mein dheer na chhoonte.. tumhari daya na mujhse roothe Geere na aankhon se.. Geere na aankhon se anchal par main woh paani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Main ghar ki raani hoon ji Here is the audio link http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry486442 This post has been edited by parag_sankla: Apr 15 2008, 12:54 AM Attached image(s) ![]() ![]() Please visit www.geetadutt.com
|
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 23rd July 2025 - 05:27 PM |