![]() |
![]() |
anjvajay |
![]()
Post
#1
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1210 Joined: 28-November 06 Member No.: 7705 ![]() |
Mere liye ye kafi mushkil hai ki kaha se shuru karun... Riwayat ye hai ki Allah ka naam le kar shuru kiya jay, lekin Sahir agar Allah ka naam bhi lete hain tou apni tarah se lete hai. Hum Dono ka mashoor geet 'Alla Tero Naam'... upar se dekhiye tou sidha-saada devotional song hai. Jyada se jayada hum sochte hain tou iske secular approach ke baare me sochte hain. Lekin Sahir yahi par sahir(Jadoogar) hai. Iski aakhiri line hai, 'Blawano Ko De De Gyan'. Sahir is line me hai. Filmi songs ki hadon me rahte huye apne nazariye ko aam aadmi tak aam aadmi ki jaban me pahoochane ka ye kamal sirf Sahir ka hissa hai... We miss you Sahir! Alla Tero Naam Ishwar Tero Naam (3:26,WMV) ![]() ![]() |
![]() ![]() |
anjvajay |
![]()
Post
#2
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1210 Joined: 28-November 06 Member No.: 7705 ![]() |
Chintuji and Azagarji,
Thanks for your response. Now I can dare to add some more... Paisa Paisa, Dusman Mohabbat Ka Nahin Koi Aisa, Jaisa Paisa (4:40,WMV) ![]() ![]() |
anjvajay |
![]()
Post
#3
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1210 Joined: 28-November 06 Member No.: 7705 ![]() |
Dekha Hai Zindagi Ko Kuchh Itne Kareeb Se (3:22,WMV) ![]() ![]() |
anjvajay |
![]()
Post
#4
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1210 Joined: 28-November 06 Member No.: 7705 ![]() |
Dil Me Kisi Ke Pyar Ka Jalta Huwa Diya (3:43,WMV) ![]() ![]() |
anjvajay |
![]()
Post
#5
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1210 Joined: 28-November 06 Member No.: 7705 ![]() |
Ye bebasi ye mera haal-e-zaar dekh to le
Khada hoon der se ummidawar dekh to le Khizaan ne loot liya dil ki aarzoo ka chaman Kahaan hai ai meri khoyi bahaar dekh to le Basi rahe tere mahalon ki chardiwaari Na aa sake to na aa, ek baar dekh to le Sahar qarib hai aur shama bujhane waali hai Tadap raha hai tera beqaraar dekh to le Sahir ki is ghazal ko Syam Sundar ne 1953 me apne surile music se sajaya tha aur utani hi khubsurti se Talat ne gaaya tha. Meri Bebasi Mera Haal-e-Zaar Dekh To Le (3:33,Divx) ![]() ![]() |
anjvajay |
![]()
Post
#6
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1210 Joined: 28-November 06 Member No.: 7705 ![]() |
Sahir Ki Mashahoor nazm 'Taj Mahal'
Taj Tere Liye Ek Mazhare-Ulfat Hi Sahi (3:51,WMV) ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 29th July 2025 - 02:32 AM |