![]() |
![]() |
Priya |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Away Posts: 14700 Joined: 24-October 03 From: Kerala, India Member No.: 25 ![]() |
Many Many Happy Returns of the Day Ashaji!!!!!!
![]() ![]() |
![]() ![]() |
Priya |
![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Away Posts: 14700 Joined: 24-October 03 From: Kerala, India Member No.: 25 ![]() |
The guys will like this one. Na, not a shekshy song but one with the PP ideology (nahin Pradeep Prabhu nahin balki Pati Prabhu ie Pati Parmeshwar
![]() Film: Shankar Seeta Ansuya MD: Pt. Shivram Krishna Lyrics: Pradeep Year: 1965 Sukh mein rahiye Dukh mein rahiye Jahan bhi rahiye Pyaar se rahiye Prabhu ke jag mein Nar naari hain Jeevan gaadi ke ke do pahiye Tu pritam se kar le pyaar Tera ho jayega beda paar Isi pyaar mein tujhe milenge Jag ke khevanhar Tera ho jayega beda paar.... Kajal bindiya chudiyan teri Nath ke tere moti Tabhi chamakte jab tak chamke Piya naam ki jyoti Isi jyot se jagmag kar de Tu apna ghar sansar tera ho jayega beda paar Chahe mahal ho chahe kuti ho Ya jangal ka dera Jahan hai tere pati parmeshwar Wahan hai tera ______ ? Pati charnon ki dhool se behna Apni maang sanwar Tera ho jayega beda paar Dekh pati ki aankhon se tu Bol pati ki boli Ant samay pati ke kandhon par Nikle teri doli Pativrata ke liye khule hain Sada swarg ke dwar Tera ho jayega beda paar ![]() |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 18th July 2025 - 04:18 PM |