![]() |
![]() ![]() |
![]() |
xice |
![]() ![]()
Post
#1
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
KISHORE KE SADABAHAR GEET
![]() ![]() MUSIC:- The whole problem can be stated quite simply by asking, 'Is there a meaning to music?' My answer would be, 'Yes.' And 'Can you state in so many words what the meaning is?' My answer to that would be, 'No.' Kishore Kumar : Birth name : Abhas Kumar Ganguli Born : August 4, 1929(1929-08-04),Khandwa, Central Provinces and Berar Died : October 13, 1987 (aged 58),Mumbai, Maharashtra Genre(s) : Bollywood and regional filmi playback, Rabindra Sangeet Occupation(s) : Singer, Actor, Director, Musician Instrument(s) :Vocalist Years active : 1946–1987 IN THIS THREAD I HAVE PLANNED TO UPLOAD THE LYRICS OF THE BEST SONGS BY KISHORE KUMAR,JINHEIN SUN KAR DIL BAAR-BAAR GUN-GUNANE KA DIL KARTA HAI AUR GAATE WAQT APNE KO KISHORE KUMAR SE KUM NAHIN SAMAJHTA HAI ![]() HOPE YOU WILL LIKE THIS THREAD ![]() ![]() KISHORE KUMAR HAS GIVEN MANY MEMORABLE SONGS SPECIALLY FOR "RAJESH KHANNA" SO STARTING WITH HIM.... ![]() Rajesh Khanna was the india's first superstar and the only star who had got huge success in little period. His first film was Aakhri Khat (1966) with Naqi Jehan, After acting in Do raaste(1969) and Aradhana(1969) he became the first superstar of India. After his huge hits like Ittefaq(1969), Kati patang(1970), Sacha Jhutha(1970), Anand(1971), Andaz(1971), Amar Prem(1971), Mere Mehboob ki Mehendi(1971), Apna Desh(1972), Bawarchi(1972), His girl fans from all over the world had written him letter by there blood, Married with his photo, Local fans had kissed his car. Rajesh Khanna married with Dimple Kapadia at 1973 that was the big shock for his fans, Many of his girls fans had commited suicide. He keeps giving hits like Aavishkaar(1974), Roti(1974), Aap ki Kasam(1974) Mehbooba(1976), Anurodh(1977), aaina(1977), Fifty fifty(1981), Jaanwar(1982), Ram Avtaar(1983), Souten (1983) Agar Tum Na hote(1983), Alag Alag (1985), Vijay(1988), Swarg (1990), Khudai (1991). Rajesh Khanna had become member of parliament at 1991 - 1996, He had acted in Aa ab laut Chalen(1999), Kya Dil ne kaha(2002), Jaana: Lets fall in Love(2006)as father role. In this year 2008, his 2 or 4 films will be release. DOB:- 29th December 1942. Height :- 5 foot 8 inches. Relations:- He is husband of Dimple Kapadia, father of Twinkle Khanna and Rinkie Khanna, Father in law of Akshay Kumar. Awards FilmFare Awards * In 1971 He won Filmfare Best Actor Award for Sachcha Jhutha. * In 1972 He got Filmfare Best Actor Award for Anand. * In 1973 He won Special Award for Guest appearance in Anurag. * 1974 - Filmfare Best Actor Award for Aavishkaar * 1990 - Special Award for graceful completion of twenty-five years most successful career in the film industry * 2005 - Filmfare Lifetime Achievement Award as The Superstar of Indian Cinema on Golden Jubilee year of Film Fare Award Function. Bengal Film Journalists' Association Awards * 1971 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Anand * 1972 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Bawarchi * 1974 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Namak Haraam * 1987 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Amrit. Other * 2008 - Winner of Dada sahab phalke golden award. Ek Ajnabi Haseena Se Film name:- Ajnabee (1974) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Phir kya hua yeh na poocho Kuchh aisi baat ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Woh achanak aa gayi Yun nazar ke saamne Jaise nikal aaya ghata se chaand Chehre pe jhulfein bhikri hui thi Din mein raat ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Jaaneman jaanejigar Hota main shaayar agar Kehta gazal se teri adaayon par Jaaneman jaanejigar Hota main shaayar agar Kehta gazal se teri adaayon par Maine yeh kaha toh Muhjse khafa ho jaanehaya ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Khubsoorat baat yeh Chaar pal ka saath yeh Saari umar mujhko rahega yehga yaad Khubsoorat baat yeh Chaar pal ka saath yeh Saari umar mujhko rahega yehga yaad Main akela thha magar Ban gayi woh hamsafar Woh mere saath ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi Phir kya hua yeh na poocho kuch aisi baat ho gayi Ek ajnabi haseena se Yun mulakaat ho gayi ![]() This post has been edited by xice: Feb 7 2009, 02:38 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#2
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Album name:- Saccha Jhutha (1970)
Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. (2) Dil Ko Dekho, Chehra Na Dekho Dil ko dekho, chehra na dekho Dil ko dekho, chehra na dekho Chehron ne laakhon ko loota Haan, dil sacha aur chehra jhootha Haan, dil sacha aur chehra jhootha Dil ko dekho, chehra na dekho Jo apni sachi soorat dikha dein Aise nahin duniyawale Sab ne hi apne cheharon ke aage Jhoot ke parde hain daale Meethi honthon pe baat Dil mein rehti hai khaat Dil ka honthon se naata hi jhootha Dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota Dil ko dekho, chehraa na dekho Tann se to aazaad hum ho gaye hain Mann se gayi na gulaami Pardesi bhaasga aur bhesh ko hi Dete hain ab tak salami Bhool kar apna rang Sekhein auron ka dhang Apnepan ka chalam humse chota Dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota Dil ko dekho, chehraa na dekho Marzi tumhaari tum kuch bhi samjho Jo hum hain woh hum hi jaane Rang roop dekhein to dekhein zamaana Hum pyaar ke hain deewane Pooje dhan ko sansaar Humein mann se hai pyaar Dhan isi baat par humse rootha Dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota Dil ko dekho, chehraa na dekho Chehron ne laakhon ko loota Hai, dil sacha aur chehra jhoota Dil sacha aur chehra jhoota ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
HumTum |
![]()
Post
#3
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 9387 Joined: 6-December 06 Member No.: 8009 ![]() |
Fantastic thread bhai.
![]() |
HumTum |
![]()
Post
#4
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 9387 Joined: 6-December 06 Member No.: 8009 ![]() |
Album name: Anurodh
Singer: Kishore Kumar Performer: Rajesh Khanna Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon main yeh geet sunata hoon apne dil ki baaton se, aap ka dil behlata hoon aap ke anurodh pe... Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon main yeh geet sunata hoon Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon main yeh geet sunata hoon apne dil ki baaton se, aap ka dil behlata hoon aap ke anurodh pe... Mat poochho auron ke dukh mein, yeh prem kavi kyon rota hai Mat poochho auron ke dukh mein, yeh prem kavi kyon rota hai bas chott kisi ko lagti hai, aur dard kisi ko hota hai door kahin koi darpan toote, tadap ke main reh jaata hoon aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon main yeh geet sunata hoon Taareef main jiski karta hoon taareef main jiski karta hoon, kya roop hai woh, kya khushboo hai kuchh baat nahin, aisi koi, yeh ek suron ka jaadu hai koyal ki ek cuuk se sab ke, dil mein huuk uthata hoon aap ke anurodh pe main, yeh geet sunata hoon main yeh geet sunata hoon... Main pehne phirta hoon jo, woh zanjeerein kaise banti hain main pehne phirta hoon jo, woh zanjeerein kaise banti hain yeh bhed bata doon geeton mein, tasveeren kaise banti hain sundar hothon ki laali se, main rang roop churata hoon aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon main yeh geet sunata hoon apne dil ki baaton se, aap ka dil behlata hoon aap ke anurodh pe |
musicman |
![]()
Post
#5
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2624 Joined: 18-March 08 From: Jaipur Member No.: 45536 ![]() |
Another Hit of Kishore Da from film Aaradhana that made kishore -da the undisputed king of Hindi Music World,
Mere Sapno Ki - Aaradhana Filmed on - Rajesh Khanna, Sujit Kumar, Sharmila Tagore Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, haan tu chali aa Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan Sab rang raliyaan poochh rahi hain Geet panghat pe kis din gaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Phool si khilke, paas aa dil ke Door se milke chain na aaye Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Kya hai bharosa aashiq dil ka Aur kisi pe yeh aa jaaye Aa gaya to bahut pachtaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, haan tu chali aa Chali aa, tu chali aa ![]() ![]() ![]() Video available at http://www.youtube.com/watch?v=vo1MykK4u8U and Kishore Da Singing this song live at This Link http://www.youtube.com/watch?v=pGJr17MiaCs ![]() This post has been edited by musicman: Jul 21 2008, 02:00 PM Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega |
xice |
![]() ![]()
Post
#6
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
![]() ![]() ![]() Next Song no (5) Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Album name:- Daag (1973) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Teri zulf phir sawaaroon Teri maang phir sajadoon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Mujhe devta banaakar Teri chahton ne pooja Mujhe devta banaakar Teri chahton ne pooja Mera pyaar keh raha hai Main tujhe khuda banadoon Mera pyaar keh raha hai main tujhe khuda banadoon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Koi dhoondne bhi aaye Toh hame na dhoond na paye Koi dhoondne bhi aaye Toh hame na dhoond na paye Tu mujhe kahin chhupa de Mein tujhe kahin chhupa doon Tu mujhe kahin chhupa de Mein tujhe kahin chhupa doon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon Mere baazuon mein aakar Tera dard chain paaye Mere baazuon mein aakar Tera dard chain paaye Tere gesuon main chhupkar Main jahaan ke gham bhula doon Tere gesuon main chhupkar Main jahaan ke gham bhula doon Teri zulf phir sawaaroon Teri maang phir sajadoon Mere dil mein aaj kya hai Tu kahe toh main bata doon ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
HumTum |
![]()
Post
#7
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 9387 Joined: 6-December 06 Member No.: 8009 ![]() |
Our pleasure Xice bhai..
![]() |
xice |
![]() ![]()
Post
#8
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Next Song no (6) Jaaney Do Mujhe Yaaron Album name:- Fifty Fifty (1981) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Meri koi manzil nahi Main ek awaara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Duniya main mohabbat bhi Hoti hai naseebon se Duniya main mohabbat bhi Hoti hai naseebon se Kya pyaar ameeron ka Hum jaise gareebon se Ye chaand ki duniya hai Main Khota sitaara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Aye dost mubarak ho Aye dost mubarak ho Ye mahal yeh rangralian Mujhko toh bulati hein Waapas woh meri galiyaan Main ek pardesi hoon Main ek banjara hoon Jaaney do mujhe yaaron Main kaun tumhara hoon Meri koi manzil nahi Main ek awaara hoon ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#9
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Next Song no (7)
Mere Sapno Ki Rani Album name:- Aradhana (1969) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, haan tu chali aa Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan Sab rang raliyaan poochh rahi hain Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan Sab rang raliyaan poochh rahi hain Geet panghat pe kis din gaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Phool si khilke, paas aa dil ke Door se milke chain na aaye Phool si khilke, paas aa dil ke Door se milke chain na aaye Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, tu chali aa Kya hai bharosa aashiq dil ka Aur kisi pe yeh aa jaaye Kya hai bharosa aashiq dil ka Aur kisi pe yeh aa jaaye Aa gaya to bahut pachtaayegi tu Mere sapnon ki rani kab aayegi tu Aayi rut mastaani kab aayegi tu Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu Chali aa, haan tu chali aa Chali aa, tu chali aa Chali aa, haan tu chali aa ![]() This post has been edited by xice: Jul 22 2008, 07:21 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
HumTum |
![]()
Post
#10
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 9387 Joined: 6-December 06 Member No.: 8009 ![]() |
Song no. 8
Mere naina sawan bhadon.. ![]() Album name:- Mehbooba (1976) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Album name: Mehbooba Singer: Kishore Kumar Performer: Rajesh Khanna.. Hmm hmm haa haa haa Mere naina saawan bhadon phir bhi mera man pyaasa.. phir bhi mera man pyaasa.. Mere naina saawan bhadon phir bhi mera man pyaasa.. phir bhi mera man pyaasa Aye dil deewane khel hai kya jaane dard bhara yeh geet kahaan se in honthon pe aaye door kahin le jaaye jaaye bhool gaya kya bhool ke bhi hai mujhko yaad zara saa phir bhi meraa man pyaasa Baat purani hai ek kahani hai ab socchoon tumhe yaad nahi hai ab socchoon nahi bhooley woh sawan ke jhoole rut aaye rut jaaye deke jhootha ek dilaasa phir bhi mera man pyaasa Barson beet gaye hum ko mile bichhde bijuri banker gagan pe chamki beete samay ki rekha main ne tum ko dekha man sang aankh micholi khele aasha aur niraasha phir bhi mera man pyaasa Mere naina sawan bhadon on phir bhi mera man pyaasa phir bhi mera man pyaasa phir bhi meraa man pyaasaaa This post has been edited by HumTum: Aug 7 2008, 09:36 AM |
HumTum |
![]()
Post
#11
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 9387 Joined: 6-December 06 Member No.: 8009 ![]() |
Song no. 9
Yeh jo mohabbat hai.. Album name:- Kati Patang (1970) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Yeh jo mohabbat hai yeh unka hai kaam arre mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam rehne do chhoro e jaane do yaar hum na karenge pyar rehne do chhoro e jaane do yaar hum na karenge pyar Toote agar sagar koi sagar koi lele mere khuda dil se koi kisike na khele dil toot jaye to kya ho anjaam yeh jo mohabbat hai .. Aankhen kisise na ulajh jayen main darta hoon yaaron haseeno ki gali se main guzarta hoon bas door hi se karke salaam yeh jo mohabbat hai.. This post has been edited by HumTum: Aug 7 2008, 09:36 AM |
xice |
![]() ![]()
Post
#12
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (10)
Album name:- Mere Jeevan Saathi (1972) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Chalaa Jaata Hoon Chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Milan kee mastee bharee aakhon me Hajaaro sapane suhaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Ye mastee ke najaare hai To ayese mein sanbhalanaa kaisaa meree kasam Jo laharaatee dagareeyaa ho To fir kyo naa chaloo main bahakaa, bahakaa re Mere jeewan mein ye shaam aayee hai Mohabbat waale jamaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Wo aalam bhee ajab hogaa Wo jab mere kareeb aayegee meree kasam Kabhee baiyyaa chhudaa legee Kabhee has ke gale se lag jaayegee haay Meree baahon mein machal jaayegee Wo sachche zoothhe bahaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Bahaaro me, najaaro me najar daaloo To ayesaa laage meree kasam Wo naino mein bhare kaajal Ghooghant khole khadee hain mere aage re Sharam se bozal zookee palakon me Jawaan raaton ke fasaane liye Ho, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye Milan kee mastee bharee aakhon me Hajaaro sapane suhaane liye Oh, chalaa jaataa hoo kisee kee dhoon me Dhadakate dil ke taraane liye ![]() This post has been edited by xice: Aug 6 2008, 08:45 PM ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
xice |
![]() ![]()
Post
#13
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
Song no (11) Album name:- Agar tum na hote (1984) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Tumhen dekhke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise Tumhen dekhke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise Dikhaayi na deti andheron mein jyoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa Kinaare pe bhi to leher aa duboti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
DIGANTA ADHYA |
![]() ![]()
Post
#14
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 3245 Joined: 21-July 07 From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA Member No.: 19280 ![]() |
SONG - MAINE KUCH KHOYA HAIN
FILM - MERE SAJNA YEAR - 1975 MUSIC - LAXMIKANT PYARELAL {Maine kuch khoya hain,Manine kuch paya hain Tere pyar mein}3 Mere kuch waade hain Mere kuch armaan hain Mere kuch sapne hain Ha maine kuch khoya hain,Manine kuch paya hain Tere pyar mein. {Khafa hone ka yeh koi aur nehin Tere siva mera koi aur nehin}2 Duniya ke aakhon se bacchenge hum kahan Aur kareeb aur kareeb aa jaane jahan. Main tere picche hoon Koi mere picche hain Dushman itne hain Maine kuch khoya hain,Manine kuch paya hain Tere pyar mein {Teri bholi aada se bechain hoon main Abhi tujhe pata nehin koun hoon main}2 Mann mera paapi hain bacha mujhe sanam Haanso nehin jo main kahun sach hain teri kasam. Aare kya jaane tu Nehin pahechane tu Mujhe gham kitne hain Ha maine kuch khoya hain,Manine kuch paya hain Tere pyar mein Mere kuch waade hain Mere kuch armaan hain Mere kuch sapne hain Maine kuch khoya hain,Manine kuch paya hain Tere pyar mein....... Always Be Happy & Make Other's Happy
|
xice |
![]() ![]()
Post
#15
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2486 Joined: 15-September 07 From: Wahan Jahan Pyar Mile Member No.: 24467 ![]() |
![]() Song no (13) Album name:- Andaz (1970) Singer :- Kishore Kumar. Performer:- Rajesh Khanna. Zindagi Ek Safar Hai Suhana Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Chaand taaron se chalna hai aage Aasmano se badhna hai aage Arre chaand taaron se chalna hai aage Aasmano se badhna hai aage Peechhe reh jaayga ye zamaana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haan Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haste gaate jahaan se gujar Duniya ki tu parwaah na kar Arre Haste gaate jahaan se gujar Duniya ki tu parwaah na kar Muskuraate hue din bitaana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haan Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana Maut aani hai aayegi ek din Jaan Jaani hai jaayegi ek din Arre maut aani hai aayegi ek din Jaan Jaani hai jaayegi ek din Aisi baaton se kya ghabrana Yahaan kal kya ho kisne jaana Haan Zindagi ek safar hai suhana Yahaan kal kya ho kisne jaana ![]() ...Deepak...
Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai, Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi, Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi. Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe, Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe, Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise, Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise. For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com Email : xicecybervila@yahoo.com |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 15th July 2025 - 08:23 AM |