![]() |
![]() ![]() |
![]() |
Talaikya |
![]()
Post
#76
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 7498 Joined: 14-April 04 Member No.: 402 ![]() |
Nain lad jai hain tau manva ma kasak hoi be kari
Prem ka chhuti hain phataka tau dhamaka hoi be kari Ra ... You must be the change you want to see in the world - Mahatma Gandhi |
Lata |
![]()
Post
#77
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2176 Joined: 31-October 03 Member No.: 69 ![]() |
ruk jaa o jaane wlai ruk jaa
main hoon raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil kaa Ka.. |
Talaikya |
![]()
Post
#78
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 7498 Joined: 14-April 04 Member No.: 402 ![]() |
Alpha listing so far ... I'd suggest GKS you copy and paste this and add it to your first post. Then you can keep updating it, in case you want to play Antakshari w/o repeating songs. I will keep updating at my end too - maybe the two of us - or a few of us can take turns keeping this list updated... any suggestions??
aane se uske aaye bhaar jaane se uske jaaye bhaar badi mastani hai meri dilruba Anhoni ko honi karde Honi ko anhoni........ (2) Ek Jagah jab jamaa ho teeno........ AMAR.........AKBAR..........ANTHONY....... Ankhiyon kay jhorokon say mai nay dhekah jo sanvara Tum door nazar aye,badri nazar aye Band ker kay jharkon ko,zara baithi jo sochnay Man mai tumhi muskaye,bas tumhin muskaye Ankhiyon kay jharokay say Bekhudi Mein Sanam..... Uth Gaye Jo Kadam....... Aa Gaye..........eeee..........ee...........Aa Gaye...... Aa Gaye......Paas Hum....... Aa Gaye......Paas Hum....... Bolo Bolo, Kuchh To Bolo, Dil Na Todo, Are Gussa Chhodo, Thokar Lagi To Sambhaalo Sanam... Pyar Ho to Keh Do YES, Pyar Nahin To Keh Do NO, Phir Jo Ho, Woh So Ho... O... Phir Jo Ho, Woh So Ho, Hai.... Pyar Ho To Keh Do.. YEAHHHH Daikho mai nay daikha hai yeh ek sapna Phoolon keh sheher mai ho ghar apna Kia sama hai--tu kahan hai?? do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye.... Gaana Na Aaaya, Bajana Na Aaya, Dilbar Ko Apna Banana Na Aaya... Geet gaata hoon main, gungunaata hoon main Maine hansne ka waada kiya tha kabhi Isliye ab sadaa muskuraata hoon main Geet tere saaz ka teri hi awaz hoon tu hi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon Golmaal Hai Bhai Sab Golmaal Hai........ Arre Golmaal Hai Sab Golmaal Hai........ Arre Seedhe Raste Ki Yeh.......Tedhi Chaal Hai....... Arre Seedhe Raste Ki Yeh.......Tedhi Chaal Hai....... Golmaal Hai Bhai Sab Golmaal Hai........ GOLMAAL.......GOLMAAL............ Arre Golmaal Hai Sab Golmaal Hai........ gori ho gori chori ho chori mera jiya le gayi chkori haye haye gazab ho gayaa sadak pe baake ka mann kho gayaa Hamen Tumse Pyaar Kitna Yeh Hum Nahin Jaante Magar Jee Nahin Sakte Tumhaare Binaa......... hamesha tumko chaaha aur chaaha kuch bahi nahi nahi nahi na na nahi... hazaar raahein bhi mud ke dekhi kahi se koi sadaa naa aayi badi wafaa se nibhayi tumne humaari thodi si bewafaai hoooooooooooo manjhiiiiiii teri nayiyaaa se chuuuuuuuuuta kinaaraaaaa kahaa le chaliiiiiiiii samay ki dhaaraaaaa Hoshwaalon Ko Khabar Kya..... Bekhudi Kya Cheez Hai...... Ishq Keeje......Phir Samajhiye Zindagi Kya Cheez Hai........ hothon se chu lo tum mera geet amar kar do hoton pe jaan chali aayegi naino main nind nahi aayegi rainaa nahi ye nagin hai aisaa lage hum dono ko ye ek saath das jaayegi Hui Shaam Unka, Khayaal Aa.aa Gaya.aa Hui..ii Sha.aam Unka, Khayaal Aa Gaya.aaaa Wohi, Zindagi Ka, Sawaal Aa Gaya.aa Wohi Zindagi Ka Sawa.aaaal Aa Gaya.aa Hum aur tum aur yeh sama kya nasha nasha sa hain boliye na boliye sab suna suna sa hain Hum bewafa--her giz na they-- Par hum wafaaaaaa--kar na sakey-- Jingha lala hooo Jingha lala hooo Hum dil day chukay sanam Teray hogaye hain hum Teri kasam— Hum ko humi say chura lo Dil mai kahin tum basa lo Hum akelay kho na jayein Door tum say ho na jayein Pass ayo galay say laga lo Hum Ne Ghar Choda Hai....... Rasmon Ko Toda Hai........ Door Kahin Jaayenge......... Nayi Duniya Basaayenge..... Hummmm.... Bekhudi Mein... Tummm ...Aaaaaa... Chale Gaye.. Humm, Bekhudi Mein Tumm, Ko Pukaare, Chale Gaye Saa... gar Mein Zindagi, Ko Utaare, Chaleeee Gayee... Hummm.. Hum toh chale pardes mein pardesi ho gaye chhoota apna des ab pardesi ho gaye hum to tere ashik hain sadiyon purane chahe tu mane chahe na maney Hum Tumse Juda Hoke........ Mar Jaayenge Ro Ro Ke....... Mar Jaayenge Ro Ro Ke....... Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam Hanste Bhi Rahe, Rote Bhi Rahe Hanste Bhi Rahe, Rote Bhi Rahe humne tumko dekha tumne humko dekha aise hum tum sanam saaton janam milte rahe ho jaise In aankhon ki masti mai mastanay hazaron hain In ankhon say wabasta afsanay hazaro hain Is tarhan aashiqi ka asar chordh jaonga-- Teray chehray pay apni nazar chordh jaaonga-- Janay kyun log muhabbat kiya kertey hain Dil kay badlay dard-e-dil liyeh kartay hain Janay kyun log muhabbat kya kertey hain Jub deep jalay aana,jub shaam dhalay aana Sandes milan ka bhool na jana mera pyar na bisaraanaa Jaab deep jalay aanaa kaahe paise pe itnaa guroor kare hai yahi paisaa to apno se doooor kare hai dooor kare hai... Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya Baat Nikli to Har Ek Baat Pe Rona Aaya Khwaab ho tum ya koi haqueeqat kaun ho tum batlaao Der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao kuch log yahan par aise hai har rang mai rang badalte hai hum unko aor samjhte hai par woh kuch aor samjhte hai Lay ja meri dua-en lay ja pardesh jaane waale Ja ker bhoola na dene dil se meri waffa-en Le Chal Yeah Dil Jidhar Nikal Pare Hum Chale Jahan Zamana Chal Pare Jo Saath Waqt Ke Chala Woh Mard Hai Jo Rah Gaya Woh Raaste Ki Gard Hai Le Gayi Dil........Gudiya Jaapaan Ki...... Le Gayi Dil........Gudiya Jaapaan Ki...... Paagal Mujhe Kar Diya.......... JAAPAAAAAAAAAAANNNNNNNN....... LOVE IN TOKYO!!!!! Lukk Chhipp Lukk Chhipp Jao Na Lukk Chhipp Lukk Chhipp Jao Na O Mele Nanne Munne Pyaale Pyaale Raaja Aao Mere Gale Lag Jaao Na Alle Aao Na..... Maa meri maa se milaa de mujhe mamta ki surat dikha de mujhe o maa sheron waali o maa sheron waali Maana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Ganwaara Nahin Muft Mein Ban Ke, Chal Diye Tan Ke, Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin Hai... Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin Maana Janab Ne Pukaara Nahin.... Man re tu kahe na dheer dhare woh nirmohi moh na jaane jinka moh kare man re... Mere Jaise Deewana...Tum Paaoge Nahin...... Yaad Karoge....Main Jo Na Hoon Toh...... Rooth Na Jaana.....Tum Se Kahoon Toh..... Rooth Na Jaana....Tum Se Kahoon Toh...... Main In Aankhon.....Mein Jo Rahoon Toh..... Tum Yeh Jaano.....Ya Naa Jaano..... Tum Yeh Maano....Ya Naa Maano...... mora gora ang layi le mohe shyaam rang dayi de chup jaaungi raat hi main mohe pi ka sang dayi de Na bole tum naa maine kuch kahaa kaha..... magar naa jaane aisaa kyo lagaa lagaa.... ki dhoop main khila hai chand din main raat ho gayi ye pyaar ki bina kahe sune hi baat ho gayi.... Na Jaao Saiyyan..... Chudaake Baiyyan...... KasamTumhaare...... Main Ro Padoongi....... Ro Padoongi....... Naam gum jaye ga,chehra yeh badal jaye ga Meri awaz hi,pechan hai Gar yaad rahay nahi nahi koi tumsa haseen nahi nahi koi tumsa haseen iskaa hai matlab dekhe hai tumne laakhon haseen are nahi nahi nahi... Nain lad jai hain tau manva ma kasak hoi be kari Prem ka chhuti hain phataka tau dhamaka hoi be kari Naseeb mai jis ka jo likha tha Woh teri mahfil mai kaam aya Kisi kay hisay mai pyass aye Kisi kay hisay mai jaam aya O mere sona ray sona ray sona ray Day dun gi jaan juda mat hona ray Main nay tujhay zara dair mai jana Huwa kasoor khafa mat hona ray O mere sona ray sona ray sona ray O Re Maanjhiiii, O Re Maanjhi Oooooo Mere Maanjhiii... Mere Saajan Hain Us Paar, Main Man Maar, Hun Is Paar. O Mere Maanjhi Ab Ki Baar, Le Chal Paar, Le Chal Paa..ar.. Mere Saajan Hain Us Paar O Re Maanjhi, O Re Maanjhi Oooooo Mere Maanjhi.... raam kare aisa ho jaye tohari nidiya mohe lag jaye main jaagu tu so jaye Rang aur noor ki baraat kisay pesh keroon Yeh muradoon ki haseen raat kisay pesh keron, Kisay pesh keron Rimjhim rimjhim-- Rumjhum rumjhum-- Bheegi bheegi rut mai-- Tum hum--hum tum Rote Hue......Aate Hain Sab...... Hasta Hua Jo....Jaayega........... Woh Muqqaddar Ka Sikandar.... Jaaneman......Kehlaayegaa!!!! Rote Rote......Hansna Seekho...... Hanste Hanste........Ronaa......... Jitni Chaabi.....Bhari Raam Ne...... Arre Utna Chale Khilonaa........ Rula ke gayaa sapna mera bethi hu kub ho savera ruk jaa o jaane wlai ruk jaa main hoon raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil kaa Saathiya tune kya kiya beliya ye tune kya kiya maine kiya tera intezaar itnaa karo naa mujhe pyaar.... Tumne mujhe De..kha Ho..kar Meherba..an Rukk gayi..iii ye zamee.een Tham gaya..aa Aasmaa.aan Ja.aan-e-man Ja..aan-e-jaan tumne mujhe De..kha.. Yaad Aa Rahi Hai...... Teri Yaad Aa Rahi Hai..... Yaad Aane Se......Tere Jaane Se.... Jaan Jaa Rahi Hai....... Yaad Main Teri Jaag Jaag Kar Hum Raat Bhar Karwatein Badlte Hain Yaad mai teri jaag jaag kay hum Raat bhar karvatein badaltay hain Har ghadi dil mai teri ulfsat kay Dhime dhime chiraag jaltay hain Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum...... Raat Bhar Karwatein Badalte Hain...... Har Ghadi Dil Mein Teri Ulfat Ke...... Dheeme Dheeme Charaagh Jalte Hain...... Yaad na jaaye beete dino ki Ja ke na aaye jo din Phir kiyon bolaye ,onhe dil kiyo-n boolaye Yaaron dosti bari he hasin hai Yeh na hoto kia phir Bolo yeh zindagi hai yahaa kaun hai tera dhin chik dhum musaafir dhin chik dhum jaaye gaa kahaaa dum le le ghadi bhar ye chayiyan paayega kahaaa yeh dil aashiqana yeh dil aashiqana yeh mohabbat ka deewana Aake isme phir tumna jaana ho Ye Dil Aur Unki, Nigaahon Ke Saaye Ye Dil Aur Unnn...ki, Nigaahon Ke Saaye Mujhe Chhed-ti Hain, Ye Baahon Ke Saaye.. ye din to aata hai ek din jawaani main aankhen mili aur lage aag paani main dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye Yeh mera deewanapan hai ya mohabbat ka suroor Too na pehchane to hai yeh teri nazron ka qusoor Ye raat khushnaseeb hai jo apne chand ko kaleje se lagaaye so rahi hai... yahaa to ghum ki sez pe humari aarzoo akele muh chupaaye ro rahi hai This post has been edited by Talaikya: Sep 11 2005, 11:48 PM You must be the change you want to see in the world - Mahatma Gandhi |
preet |
![]()
Post
#79
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 5891 Joined: 25-April 04 From: Earth Member No.: 429 ![]() |
kaise kahen hum pyaar ne humko
kya kya khel dikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye ![]() ya se "When beauty talks, nobody notices what grammar it uses"
|
Lata |
![]()
Post
#80
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2176 Joined: 31-October 03 Member No.: 69 ![]() |
yehee woh jagah hai
yehee wo fizaayein yehee par kabhi aap humse mile the ![]() TH se...... |
preet |
![]()
Post
#81
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 5891 Joined: 25-April 04 From: Earth Member No.: 429 ![]() |
wow T
![]() ![]() thoda ruk jaayegi to teraa kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hooooooooo kamini.... ii se... "When beauty talks, nobody notices what grammar it uses"
|
ZUHA_ALI |
![]()
Post
#82
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1870 Joined: 13-March 05 Member No.: 1834 ![]() |
Inteha ho gaye intezaar ki Aye na kuch khabar mere yaar ki Yeh humein hai yaqeen bewafa woh nahi Phir wajah kya howe intezaar ki Inteha ho gaye intezaar ki Next Letter: K Never give up on the things that make you smile !! |
divz |
![]()
Post
#83
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1906 Joined: 9-April 05 From: in front of my pc Member No.: 2049 ![]() |
QUOTE(Lata @ Sep 11 2005, 11:39 PM) thoda hai thode ki jaroorat haii jindagi yahan .... khoobsurat hai.. ha " Never let the fear of striking out keep you from playing the game "
|
Lata |
![]()
Post
#84
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2176 Joined: 31-October 03 Member No.: 69 ![]() |
kaise rahoo chup ke maine pee hee yaa hai
hosh abhi tak hai baaki aur zara see dede saaki aur zara si Sa.......se |
preet |
![]()
Post
#85
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 5891 Joined: 25-April 04 From: Earth Member No.: 429 ![]() |
Sathiya oooo satiya ooooo
madham madham teri gili hasee saathiya oooooo sathiyaa ooooo sun ke humne saari pi li hasee lobeely song !! it has a special place in my life ![]() ![]() next Sa se "When beauty talks, nobody notices what grammar it uses"
|
Lata |
![]()
Post
#86
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2176 Joined: 31-October 03 Member No.: 69 ![]() |
sunte the naam hum jinkaa bahaar se
dekhaa to dolaa jiyaa jhoom jhoom ke Ka.....se |
ZUHA_ALI |
![]()
Post
#87
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 1870 Joined: 13-March 05 Member No.: 1834 ![]() |
Kabhi kabhi mere dil mai khayal atah hai Kay jaise tujh ko banaya gaya hai mere liyeh Ab say phelay tu sitaro mai bas rahe the Tujhay zameen pay utara gaya hai mere liyeh Next Letter: L Never give up on the things that make you smile !! |
preet |
![]()
Post
#88
|
![]() Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 5891 Joined: 25-April 04 From: Earth Member No.: 429 ![]() |
lekar hum deewana dil
phirte hai manzil manzil are kahin to pyaare kisi kinaare mil jaao tum andhere ujaale... la se "When beauty talks, nobody notices what grammar it uses"
|
Lata |
![]()
Post
#89
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2176 Joined: 31-October 03 Member No.: 69 ![]() |
laakhon hain yahaan dilwaale
aur pyaar nahin milataa aankhno mein kisi ki wafa ka iqraar nahin miltaa Ta......se |
Lata |
![]()
Post
#90
|
Dedicated Member ![]() Group: Members Posts: 2176 Joined: 31-October 03 Member No.: 69 ![]() |
Phew**** that was close
![]() |
![]() ![]() |
![]() |
Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | ![]() |
Time is now: 27th July 2025 - 08:33 AM |